% ISB File: MeraaJeewan_1976.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{meraa jiivan kuchh kaam naa aayaa}%
\film{Meraa Jeewan}%
\year{1976}%
\starring{Vidya Sinha, Ambika Jauhar, Dushyant, Satyen Kappu, Jairaj, Shivraj}%
\singer{Kishor}%
\music{Sapan Jagmohan}%
\lyrics{M G Hashmat}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10355 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

( meraa jiivan ) \-2 kuchh kaam naa aayaa
jaise suukhe pe.D kii chhaayaa \-2

o apano.n ke hote hu_e man me.n basii tanhaa_ii
ho aa.Nsuu banaa ke Kushii aa.Nkho.n se maine barasaa_ii
ho Kushiyo.n ko rote\-rote duniyaa me.n ab to meraa jii ghabaraayaa
meraa jiivan \threedots

o baras ga_e re saavan dariyaa bhii josh me.n aa_e
ho phuul bhii khilane lage kaliyo.n ke man muskaa_e
suunii rahii ek Daalii usape to ko_ii ab tak phuul naa aayaa
meraa jiivan \threedots

o jiine ko jii naa chaahe maa.Nguu.N to maut naa aa_e
ho saa.Nso.n ke chalane ko to jiivan kahaa nahii.n jaa_e
ho dard basaa ke dil me.n meraa nasiib mujhako kahaa.N pe laayaa
meraa jiivan \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{teraa jogii aayaa tuu Daal de bhixaa pyaar kii}%
\film{Meraa Jeewan}%
\year{1976}%
\starring{Vidya Sinha, Ambika Jauhar, Dushyant, Satyen Kappu, Jairaj, Shivraj}%
\singer{Rafi, Pankaj Mitra}%
\music{Sapan Jagmohan}%
\lyrics{M G Hashmat}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10356 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

teraa jogii aayaa \-2
tuu Daal de bhixaa pyaar kii aur le\-le du_aa diladaar kii
teraa jogii aayaa \threedots

mai.n jaanuu.N tuu jaane yaa rab jaane \-2

hiir bane tuu raa.Njhaa ban ke terii galii mai.n aa_uu.N
naam agar ho teraa lailaa mai.n majanuu.n kahalaa_uu.N
tere pyaar me.n patthar khaa_uu.N aur mar ke amar ho jaa_uu.N
teraa jogii aayaa \threedots

pyaar ke raahii janam\-janam me.n ruup badal ke aa_e
phir bhii aa.Nkhe.n naa pahachaane.n ye to samajh naa paa_e
mere dil ke aramaa.N gaa_e.n aur tujhako yaad dilaa_e.n
teraa jogii aayaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
