% ISB File: MereApne_1971.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{haal chaal Thiik Thaak hai}%
\film{Mere Apne}%
\year{1971}%
\starring{Meena Kumari, Vinod Khanna, Shatrughan Sinha}%
\singer{Kishore, Mukesh}%
\music{Salil Choudhary}%
\lyrics{Gulzar}%

% Contributor: Sandeep C. Patwadhan (scp@shack.csci.csc.com)
% Transliterator: Anurag Acharya (anurag_acharya@cs.cmu.edu)

\printtitle
#indian

haal chaal Thiik Thaak hai, sab kuchh Thiik Thaak hai
##B.A.## kiyaa hai, ##B.A.## kiyaa, lagataa hai vo bhii ay.nvay.n kiyaa
kaam nahii.n hai varanaa yahaa.N aap kii du_aa is sab Thiik Thaak hai

aab\-o\-havaa 
aab\-o\-havaa desh kii bahut saaf hai
kaayadaa hai, kaanuun hai, inasaaf hai
allaah miyaa.N jaane koii jiye yaa mare
aadamii ko khuun vuun sab maaf hai
aur kyaa kahuu.N, chhoTii moTii chorii
rish{}vat khorii detii hai apanaa guzaaraa yahaa.N 
aap kii du_aa se baakii Thiik Thaak hai

gol mol roTii kaa pahiyaa chalaa \- 2
piichhe piichhe chaa.Ndii kaa rupaiyaa chalaa 
roTii ko bechaarii ko chiil le gayii (oh terii)
chaa.Ndii le ke mu.Nh kaalaa kauvaa chalaa
aur kyaa kahuu.N, maut kaa tamaashaa
chalaa hai betahaashaa, jiine kii furasat nahii.n hai yahaa.N 
aap kii du_aa se baakii Thiik Thaak hai ##(very good)## 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{koii hotaa jisako apanaa, ham apanaa kah lete yaaro}%
\film{Mere Apne}%
\year{1971}%
\starring{Vinod Khanna, Shatrughan Sinha, Meena Kumari}%
\singer{Kishore}%
\music{Salil Choudhary}%
\lyrics{Gulzar}%

% Transliterator: Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)

\printtitle
#indian

koii hotaa jisako apanaa
ham apanaa kah lete yaaro.n
paas nahii.n to duur hii hotaa
lekin koii meraa apanaa

aa.Nkho.n me.n nii.nd na hotii
aa.nsuu hii tairate rahate
Kvaabo.n me.n jaagate ham raat bhar
koii to Gam apanaataa
koii to saathii hotaa
koii hotaa jisako apanaa\threedots

bhuulaa huaa koii vaadaa
biitii huii kuchh yaade.n
tanahaa_ii doharaatii hai raat bhar
koii dilaasaa hotaa
koii to apanaa hotaa
koii hotaa jisako apanaa\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{roz akelii aa_e, roz akelii jaae}%
\film{Mere Apne}%
\year{1971}%
\starring{Meena Kumari}%
\singer{Lata}%
\music{Salil Choudhary}%
\lyrics{Gulzar}%

% Contributor: Guri (buxi@ix.netcom.com)  
% Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) 
% Date: Sun Jul  9, 1995
% This song was not there in the film.

\printtitle
#indian

roz akelii aa_e, roz akelii jaae \-2
chaa.Nd kaToraa li_e bhikhaaran raat
roz akelii aa_e, roz akelii jaae

motiyo.n jaise taare, aa.Nchal me.n hai.n saare \-2
jaane ye phir kyaa maa.Nge bhikhaaran raat
roz akelii aa_e\threedots

jogan jaisii laage, na so_e na jaage \-2
galii\-galii me.n jaae bhikhaaran raat
roz akelii aa_e\threedots

roz lagaae pheraa, hai koii nanhaa saveraa \-2
god me.n bhar do, aa_ii bhikhaaran raat

roz akelii aa_e, roz akelii jaae \-2
chaa.Nd kaToraa li_e bhikhaaran raat
roz akelii aa_e, roz bechaarii jaae

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
