% ISB File: MereSajnaaSaathNibhaanaa_1992.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{jhuum jhuum kahataa hai ... naachuu.ngii mai.n chham chham}%
\film{Mere Sajnaa Saath Nibhaanaa}%
\year{1992}%
\starring{Mithun, Juhi, Shantipriya, Shakti, Prem Chopra, Kulbhushan, Tinu}%
\singer{Kavita Subramaniam, Udit Narayan, Chorus}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

jhuum jhuum kahataa hai meraa jiyaa
baa.ndh mere pairo.n me.n paayal piyaa
chhe.D tuu pyaar kii saragam saragam
naachuu.ngii mai.n chham chham chham chham
naachuu.ngii mai.n chham \threedots

bechain tuune jo mujhako kiyaa
maine tujhe apanaa dil de diyaa
chhe.Duu.ngaa mai.n pyaar kii saragam saragam
naachegii tuu chham chham chham chham
naachuu.ngii mai.n chham \threedots

pi.njaraa khulaa pa.nchhii u.De niil gagan ke tale
ho.n naa kabhii ab ham judaa aajaa lagaa luu.n gale
do labo.n pe ek taraanaa gunagunaa_e dil diivaanaa
aayaa pyaar kaa mausam mausam
naachuu.ngii mai.n chham \threedots

aa.Nkho.n me.n hai mukha.Daa teraa saa.Nso.n me.n saragam terii
jab naam luu.n teraa saajan khanake ye chuu.Dii merii
khushiyo.n se man muskaraa_e jis galii me.n Gam na aa_e
chalo chale.n ham vahaa.n haradam haradam
naachuu.ngii mai.n chham \threedots

sajanaa saath nibhaanaa
sajanii dil me.n basaanaa

saathii tere duHkh sabhii bhagavaan de de mujhe
ha.Nsate hu_e har gha.Dii dekhuu.n mai.n tujhe
janamo.n kaa hai saath apanaa
hogii priit naa ab kam ab kam
naachuu.ngii mai.n chham \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ka.nganaa ka.nvaare ... tere bin mere din na kaTe.n}%
\film{Mere Sajnaa Saath Nibhaanaa}%
\year{1992}%
\starring{Mithun, Juhi, Shantipriya, Shakti, Prem Chopra, Kulbhushan, Tinu}%
\singer{Sadhana Sargam, Udit Narayan, Chorus}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ka.nganaa ka.nvaare ka.nganaa sajanaa pukaare.n teraa naam
bi.ndiyaa ye terii bi.ndiyaa dekhuu.n mai.n subah\-o\-shaam
tere bin mere din na kaTe.n na kaTe.n merii rainaa
ab to kahii.n bhii ek pal aa_e naa chainaa
ka.nganaa ka.nvaare \threedots

me.nhadii lagaa_uu.ngii mai.n to tere pyaar kii
khushbuu luTaa_uu.ngii tujhape bahaar kii
ban jaa_uu.n mai.n teraa kajaraa ban jaa_uu.n mai.n teraa gajaraa
dekhe tujhako ha.Nse kajaraa
meraa man ye kahe tere man kaa banuu.n mai.n gahanaa
tere bin mere din na kaTe.n \threedots

lipaTaa rahuu.ngaa mai.n to tere a.ng se
ra.ng churaa_uu.ngaa gorii tere ra.ng se
sun to zaraa kyaa kahe jhumakaa
dil dha.Dakaa_e teraa Thumakaa
terii raah nihaare.n sadaa ab to mere nainaa
ab to kahii.n bhii \threedots

saiyaa.n terii yaad me.n zi.ndagii guzaar duu.n
terii tasviir aa.Nkho.n me.n utaar luu.n
tere li_e hai meraa jiivan
jaldii se banaa mujhako dulhan
ab ho ke judaa tumase mujhako nahii.n rahanaa
tere bin mere din na kaTe.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{nakhare dikhaa ke dil ko churaa ke goriyaa kahaa.n chalii}%
\film{Mere Sajnaa Saath Nibhaanaa}%
\year{1992}%
\starring{Mithun, Juhi, Shantipriya, Shakti, Prem Chopra, Kulbhushan, Tinu}%
\singer{Sadhana Sargam, Udit Narayan, Chorus}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

nakhare dikhaa ke dil ko churaa ke goriyaa kahaa.n chalii
tuu jo chalii to chaTakii kalii to mahakii galii galii
ho nakhare dikhaa ke \threedots

baalo.n me.n gajaraa lagaane se chaahat kii khushbuu u.Daane se
gaalo.n kii laalii churaane se aahaa aahaa aahaa aahaa

paka.De baaho.n me.n roke raaho.n me.n tuu naa jaane mujhe
kaahe maane naa kuchh bhii jaane naa chho.Duu.ngii naa tujhe
mujhase jo tuu Takaraa_egaa piichhe bahut pachhataa_egaa
kuchh haath na tere aa_egaa aahaa aahaa aahaa aahaa
naagin jaisii tuu chale jhaa.njhar jhanake paa.nv me.n
charchaa tere husn kaa raanii saare gaa.nv me.n aahaa aahaa aahaa
jhaa.njhar bajaa ke chunarii u.Daa ke goriyaa kahaa.n chalii
tuu jo chalii to \threedots

ko_ii bhii na chhuu sakaa is yauvan ke ruup ko
dekhe aise kyo.n bhalaa mere khilate ruup ko aahaa aahaa aahaa aahaa
aa.Nkhe.n milaa ke baate.n banaa_e tuu naa jaane mujhe
kaahe maane na \threedots

itanaa kyo.n itaraa_e tuu gorii gore ruup pe
meraa hii adhikaar hai tere mahake a.ng pe aahaa aahaa aahaa aahaa
jaaduu jagaa ke dha.Dakane.n ba.Dhaa ke goriyaa kahaa.n chalii
tuu jo chalii to \threedots

a ra ra ruuk jaa
kahaa.n chalii mujhe chho.D ke merii gorii
are Dar ga_ii kyaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
