% ISB File: MereSapnonKiRaani_1997.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{bagiyaa ke amaruud kahe.n ... yah puuchh rahe hai.n saare}%
\film{Mere Sapnon Ki Raani}%
\year{1997}%
\starring{Sanjay Kapur, Urmila, Madhu, Anupam, Satish Kaushik, Shakti}%
\singer{Sadhana Sargam}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Dev Kohli}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

bagiyaa ke amaruud kahe.n aur bole meraa totaa
yahaa.n teraa priitam hotaa kitanaa achchhaa hotaa
guu.nj rahii hai mere man me.n shaadii kii shahanaa_ii
jab se dekhaa aapako maine nii.nd nahii.n phir aa_ii
Dolii lekar kab aaye.nge priitam mere dvaar
lagn hamaaraa kab hogaa yah puuchh rahe hai.n saare
bagiyaa ke amaruud kahe.n \threedots

binaa aapake vyaakul rahataa hai yah hraday meraa
murajhaayaa lagataa hai mujhako in phuulo.n kaaa cheharaa
jaldii aanaa milane mujhase mere man ke vaasii
varanaa ye phuulo.n kii bele.n ban jaa_e.ngii phaa.nsii
soch rahe hai.n haath mere ye baate.n kaise likhe.nge
kab tak baaT nihaare.nge kab tak dhiiraj rakhe.nge
baago.n kii kaliyaa.n kahatii hai.n ki thak ga_e nain hamaare
lagn hamaaraa kab hogaa \threedots

dekh ke pahalii baar aapako aa.Nkhe.n jhuum rahii thii.n
aapakii pyaarii suurat ko nazaro.n se chuum rahii thii.n
tabase lekar ab tak har pal ik ik yug lagataa hai
vaise kaun kisii ko itane pyaar se khat likhataa hai
kah dii hai man kii baat aur nahii.n hai kuchh kahanaa
patr me.n ho galatii ko_ii usako aap xamaa karanaa
naam aapakaa totaa lekar roj pukaare
lagn hamaaraa kab hogaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chham chakaa chham chakaa gaa_e sapanaa}%
\film{Mere Sapnon Ki Raani}%
\year{1997}%
\starring{Sanjay Kapur, Urmila, Madhu, Anupam, Satish Kaushik, Shakti}%
\singer{Anuradha Paudwal}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Dev Kohli}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

chham chakaa chham chakaa gaa_e sapanaa
pyaar kii saragam pe sajaa nagamaa
mere is ra.ng me.n tum bhii ra.ng jaa_oge
mai.n bhii gaa_uu.ngii tum bhii gaa_oge
lag jaane do ye giit apanaa

mere in labo.n pe bas naam ho teraa
tumako chaahanaa hii bas kaam ho meraa
tuune kah diyaa kyaa dil jhuum jhuum uThaa
khil ga_ii hu_ii mai.n jo ye pyaar hai teraa
ha.Nsataa khilataa cheharaa teraa ye dekhe
jaba jab tujhako dekhe.n mere nayan
aajaa pyaar me.n yuu.n kho jaa_e.nge
ham do se sanam ek ho jaa_e.nge
mujhako jii bhar ke yaar pyaar karanaa
chham chakaa chham \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{cholii ke piichhe vaalii maadhurii hai kyaa}%
\film{Mere Sapnon Ki Raani}%
\year{1997}%
\starring{Sanjay Kapur, Urmila, Madhu, Anupam, Satish Kaushik, Shakti}%
\singer{Roop Kumar Rathod}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Dev Kohli}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

cholii ke piichhe vaalii maadhurii hai kyaa bol re saale
o saale bol re saale o saale
kaalii kaalii aa.Nkho.n vaalii kaajol hai kyaa
o saale bol re saale o saale

shilpaa sheTTii ke jaisaa ##figure## hai kyaa
##sexy## mamataa kaa tujhe ##fever## hai kyaa
agar tuu naa bolaa ye bhed naa kholaa
kahaa.n usako Dhuu.nDhe.nge kuchh to bataa
cholii ke piichhe vaalii \threedots

jhilamil madhur chaa.Ndanii jaisii shriidevii hai kyaa
chhu_ii mu_ii makkhan jaisii vo la.Dakii juuhii hai kyaa
maniiShaa ko_iiraalaa jaisii sharmiilii hai kyaa
naTakhaT shokh karismaa jaisii ra.ngiilii hai kyaa
sonaalii bendre madhu miinaaxii jayaa pradaa ma.ndaakinii he he
dil ko jo dha.Dakaatii hai tabbuu hai kyaa
tujhako jo ta.Dapaatii hai khushbuu hai kyaa
agar tuu naa bolaa \threedots

aishvaryaa ke jaisii hiire kaa Tuka.Daa hai kyaa
bholii bhaalii suShmitaa saa vo mukha.Daa hai kyaa
rambhaa saa madahosh gulaabii vo cheharaa hai kyaa
Tvi.nkal khannaa jaisii usakii cha.nchal adaa hai kyaa
puujaa Disko shaa.nti Tiinaa naGmaa bhaagyashrii he he
madamast ho.nTho.n vaalii raviinaa hai kyaa
pal me.n paagal jo kar de ramaiyaa hai kyaa
agar tuu naa bolaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{paayal kare ... paas mere aa jaa tarase man jaanam}%
\film{Mere Sapnon Ki Raani}%
\year{1997}%
\starring{Sanjay Kapur, Urmila, Madhu, Anupam, Satish Kaushik, Shakti}%
\singer{Udit Narayan, Kavita Subramaniam, Anuradha Paudwal}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Dev Kohli}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

paayal kare ye chham chham chuu.Dii kare ye chhan chhan
ye chham chham kyaa bole ye chhan chhan kyaa bole
paas mere aa jaa tarase man jaanam
paayal kare ye chham \threedots

kuchh dekhuu.n to sanam mai.n dekhuu.n bas tujhe
kuchh sochuu.n to sanam mai.n sochuu.n bas tujhe
paa_ii.n maine khushiyaa.n tujhako jo paa liyaa
duur nahii.n jaanaa mujhase tuu kabhii mere piyaa
saath na chho.Duu.ngaa teraa haath na chho.Duu.ngaa teraa
sa.ng me.n rahuu.ngaa tere haradam jaanam
paayal kare ye chham \threedots

naino.n kaa ye likhaa naino.n ne pa.Dh liyaa
is dil ne jo kahaa us dil ne sun liyaa
ho.nTho.n pe bhii aa gayaa pyaar hame.n ho gayaa
maine tujhe tuune mujhe saathii kab chun liyaa
mai.n banii huu.N tere li_e tuu banaa hai mere li_e
tuu hai dil meraa to mai.n huu.N dha.Dakan jaanam
paayal kare ye chham \threedots

chupake chupake sabase chhupake man haar ga_ii apanaa
diivaanii hu_ii hai tuu jisakii kaisaa hai teraa sajanaa
diidii cheharaa hai kaisaa bolo cha.ndaa ke jaisaa
paka.Dii hii ga_ii terii chorii mushkil hai teraa bachanaa
tuune pyaar kiyaa dil kisako diyaa kaisaa hai teraa sajanaa bahanaa

lagataa hai kaisaa bolo phuulo.n ke jaisaa
phir vo kaamadev jaisii usakii vo nazar tirachhii
le gayaa u.Daa ke vo in ho.nTho.n kii surkhii
lipaTii jo mere tan se priitam kii garam saa.Nse.n
na jaane sharm se kyo.n merii jhuk ga_ii.n ye aa.Nkhe.n
bilkul hai sahii honaa hai yahii yahii dhiiraj tuu zaraa rakhanaa
tuune pyaar kiyaa \threedots

mai.n kaise kahuu.N tujhase kyaa jaane hu_aa mujhako
jab pahalii dafaa usane dhiire se chhu_aa mujhako
nas nas ko merii usane taaro.n kii tarah chhe.Daa
sur pyaar ke jab jaage jab usane mujhe chhe.Daa
hairaan huu.N mai.n bechain hai tuu ye sach hai yaa sapanaa
tuune pyaar kiyaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
