% ISB File: MeriBahen_1944.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ai qaatib\-e\-taqadiir mujhe itanaa bataa de}%
\film{Meri Bahen/ My Sister}%
\year{1944}%
\starring{Saigal}%
\singer{Saigal}%
\music{Pankaj Mullick}%
\lyrics{Pt. Bhushan}%

% Contributor: Neeraj Malhotra <malhotra@bedford.progress.COM>
% Transliterator: Rajiv Shridhar <rajiv@hendrix.coe.neu.edu>
% Date: 09/06/1996
% Credits: Akif Sultan
%          Preeti Ranjan Panda <ppanda@ics.uci.edu>
%          Pavan Kumar Desikan <pkd@cs.duke.edu>
%          Preetham Gopalaswamy <preetham@connectinc.com>
%	   David Anthony Windsor <daw601@anu.edu.au>
% Editor: Rajiv Shridhar <rajiv@hendrix.coe.neu.edu>

\printtitle
#indian

ai qaatib\-e\-taqadiir mujhe itanaa bataa de \-2
kyo.n mujhase Kafaa hai tuu, kyaa mai.nne kiyaa hai

auro.n ko khushii mujhako fakat dard\-o\-ra.nj\-o\-Gam
duniyaa ko ha.Nsii aur mujhe ronaa diyaa hai
kyaa mai.nne kiyaa hai \-2
kyo.n mujhase Kafaa hai tuu, kyaa mai.nne kiyaa hai

hisse me.n sabake aa_ii hai.n\threedots
hisse me.n sabake aa_ii hai.n ra.Ngiin bahaare.n
bad\-faqtiyaa.N lekin mujhe shiishe me.n utaare.n
piite hai.n
piite hai.n rog roz\-o\-shab muzzarrato.n kii may
mai.n huu.N ke sataa khuun\-e\-jigar mai.nne piyaa hai

kyaa mai.nne piyaa hai
kyaa mai.nne piyaa hai

thaa jinake dumak dam se ye aabaad aashiyaa.n
ho chahachahaatii
ho chahachahaatii bulabule.n jaane ga_ii kahaa.N
juganuu kii chamak hai na sitaaro.n kii roshanii
is ghup a.ndhere me.n hai merii jaan par banii
kyaa thii
kyaa thii
kyaa thii bataa ke jisakii sazaa tuune mujhako dii

kyaa thaa
kyaa thaa gunah ke jisakaa badalaa mujhase liyaa hai

kyaa mai.nne kiyaa hai
kyaa mai.nne kiyaa hai
kyo.n mujhase Kafaa hai tuu, kyaa mai.nne kiyaa hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chhupo na chhupo na chhupo na}%
\film{Meri Bahen/ My Sister}%
\year{1944}%
\starring{Saigal}%
\singer{Saigal}%
\lyrics{Pt. Bhushan}%
\music{Pankaj Mullick}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

chhupo na chhupo na chhupo na
chhupo na chhupo na o pyaarii sajaniyaa
hamase chhupo na chhupo na
baa.Nki rasiilii (2) hamaarii sajaniyaa
hamase chhupo na chhupo na
sajan se chhupo na o pyaarii sajaniyaa
hamase chhupo na chhupo na

milane ko aaye hai.n (2) aakar milo
naino.n se nainaa milaakar milo
dekho bano na, na hamako banaao
ruuThii huii ho to
haa~ ruuThii huii ho to ab maan jaao
bholii suuratiyaa, bholii suuratiyaa dikhaa do mohaniyaa
hamase chhupo na chhupo na
sajan se chhupo na o pyaarii sajaniyaa
hamase chhupo na chhupo na

kaisaa suhaanaa samay hai dilaaraa
bichhu.De hue (2) do dilo.n ka sahaaraa
kaisaa suhaanaa samay hai dilaaraa
bichhu.De hue do dilo.n ka sahaaraa
aise me.n aao (2) zaraa gunagunaatii
soii huii kismato.n ko jagaatii
rum-jhum-jhum-jhum (2)
rum-jhum bajaatii rupahalii pai.njaniyaa
hamase chhupo na chhupo na
sajan se chhupo na o pyaarii sajaniyaa
hamase chhupo na chhupo na

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{do nainaa matavaare tihaare, ham par zulm kare}%
\film{Meri Bahen/ My Sister}%
\year{1944}%
\starring{Saigal}%
\singer{Saigal}%
\music{Pankaj Mullick}%
\lyrics{Pt. Bhushan}%

% Contributor: Bhabani P. Mohanty (iebpm@agt.gmeds.com)
% Transliterator: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)

\printtitle 
#indian 

do nainaa matavaare tihaare \- 2, ham par zulm kare
do nainaa matavaare tihaare \- 2, ham par zulm kare

naino.n me.n rahe to, sudh budh khoye \- 2
chhupe to chain hare
do nainaa matavaare tihaare \- 2, ham par zulm kare

tan tan ke chalAe tIr, nas nas me.n uThAe pIr \- 2
madabhare rasIle niThor ba.De, na Dare na dhar dhare
do nainaa matavaare tihaare \- 2, ham par zulm kare

jab hotI ho tum us paar, nas nas me.n uThAe pIr \- 2
man kI bInA ke baj uThate, jor jor se taar
do nainaa matavaare tihaare \- 2, ham par zulm kare

paas Ae to aise bhUl gae, pal khyan me.n saba kuchh bhUl gae \- 2
khushiyo.n ke sote ubal pa.De, har a.ng to ra.ng bhare
do nainaa matavaare tihaare \- 2, ham par zulm kare

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{haay kis but kii muhabbat me.n giraftaar hue}%
\film{Meri Bahen/ My Sister}%
\year{1944}%
\starring{Saigal}%
\singer{Saigal}%
\music{Pankaj Mullick}%
\lyrics{Pt. Bhushan}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

haay! kis but kii muhabbat me.n giraftaar hue (2)
zindagii kalp huI jiine se bezaar hue

hamane paayaa to yah paayaa hai vafaao.n kaa silaa (2)
muft badanaam hue, bebas-o-laachaar hue

kis liye daulat-e-dil usape luTaa dii hamane (2)
aap hii apane pe kyo.n maayaz-e-gunzaar hue 

ghuT ke mar jaaye.n yahii dil me.n hai hasarat baakii (2)
muddate.n guzarii hai.n be-yaar-o-madadagaar hue (2)
haay! kis but kii muhabbat me.n giraftaar hue 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n in phuulo.n sa.ng Doluu.N re}%
\film{Meri Bahen/ My Sister}%
\year{1944}%
\starring{Saigal, Sumitra Devi, Nawab}%
\singer{Utpala Sen}%
\music{Pankaj Mullick}%
\lyrics{Pt Bhushan}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 13, 2004
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com

\printtitle
#indian

mai.n in phuulo.n sa.ng Doluu.N re
Doluu.N Doluu.N Doluu.N re
mai.n kuu.n kuu.n boluu.N re
kuu.n kuu.n boluu.N re
mai.n koyal kii sii boluu.N re
boluu.N boluu.N boluu.N re

o
mai.n naachuu.N aur gaa_uu.N \-2
ra.ngaraliyaa.N manaa_uu.N manaa_uu.N 
mai.n ( Thumak\-Thumak ke chaluu.N shaan se
ras barasaa_uu.N re ) \-2
har dil ko ro luu.N re \-2
aa
mai.n in phuulo.n sa.ng Doluu.N re
Doluu.N Doluu.N Doluu.N re

kabhii phuulo.n ke sa.ng bulabul kii mai.n
shaadii\-raas rachaatii
( kabhii pawan mukhii mastaanii aa.Nkh ke
motii mor luTaatii ) \-2
amrit saa gholuu.N re \-2

mai.n kuu.n kuu.n boluu.N re
kuu.n kuu.n boluu.N re
mai.n koyal kii sii boluu.N re
boluu.N boluu.N boluu.N re

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
