% ISB File: MeriKahani_1948.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{bulabul ko milaa phuul to nadii ko kinaaraa}%
\film{Meri Kahani}%
\year{1948}%
\starring{Surendra, Munavvar Sultana, Pratima Devi, Sanobar, Leela Kumari}%
\singer{Geeta Roy, Surendra Nath}%
\music{K Datta}%
\lyrics{Zia Sarhadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12036 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

su \:	bulabul ko milaa phuul
	bulabul ko milaa phuul to nadii ko kinaaraa
	har dil ko hai duniyaa me.n
	har dil ko hai duniyaa me.n kisii dil kaa sahaaraa
	bulabul ko milaa phuul to nadii ko kinaaraa
	har dil ko hai duniyaa me.n kisii dil kaa sahaaraa

gii \:	iThalaaye huye ko_ii chalaa aataa hai man me.n \-2
	karataa hai ko_ii chaa.Nd kii khi.Dakii se ishaaraa \-2
	har dil ko hai duniyaa me.n
	har dil ko hai duniyaa me.n kisii dil kaa sahaaraa

do \:	( bulabul ko milaa phuul to nadii ko kinaaraa
	har dil ko hai duniyaa me.n kisii dil kaa sahaaraa ) \-2

su \:	machalaa hu_aa dil apanaa ye aramaano.n bharaa dil
	kahane ko hamaaraa hai magar hai ye tumhaaraa \-2
	har dil ko hai duniyaa me.n kisii dil kaa sahaaraa

gii \:	baiThe huye ham gaate rahe.n pyaar bharaa giit
	chhaa jaaye zamaane pe yahii giit hamaaraa \-2
	har dil ko hai duniyaa me.n kisii dil kaa sahaaraa

	ik TuuTii hu_ii naav hai insaan kaa jiiwan
su \:	aramaan nadii aur muhabbat hai kinaaraa \-2
	har dil ko hai duniyaa me.n kisii dil kaa sahaaraa
do \:	bulabul ko milaa phuul to nadii ko kinaaraa
	har dil ko hai duniyaa me.n
	har dil ko hai duniyaa me.n kisii dil kaa sahaaraa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil aane ke Dha.ng niraale hai.n}%
\film{Meri Kahani}%
\year{1948}%
\starring{Surendra, Munavvar Sultana, Pratima Devi, Sanobar, Leela Kumari}%
\singer{Surendra Nath}%
\music{K Datta}%
\lyrics{Nakshab}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12280 [V S Rawat], 23/01/2004

\printtitle
#indian

dil aane ke
ho dil aane ke Dha.ng niraale hai.n
dil aane ke Dha.ng niraale hai.n
dil se majabuur sab dilawaale hai.n
aa aa aa
dil se majabuur sab dilawaale hai.n
dil aane ke
ho dil aane ke Dha.ng niraale hai.n

kabhii a.Nkhiyaa.N milaane se aataa hai dil
kabhii a.Nkhiyaa.N bachaane se aataa hai dil
wo hii a.Nkhiyaa.N jinhe.n ham se matalab nahii.n \-2
unhii.n a.Nkhiyo.n ke ham matawaale hai.n
aa aa aa
unhii.n a.Nkhiyo.n ke ham matawaale hai.n
dil aane ke
ho dil aane ke Dha.ng niraale hai.n

pyaarii suurat kaa gar saamanaa ho gayaa
ham pe laakho.n adaa_o.n ne hamalaa kiyaa
ba.Dii himmat se qaabuu me.n rakhaa hai dil \-2
ba.Dii mushqil se hosh sambhaale hai.n
aa aa aa
ba.Dii mushqil se hosh sambhaale hai.n
dil aane ke
ho dil aane ke Dha.ng niraale hai.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil ko tumhaarii yaad ne aa kar hilaa diyaa}%
\film{Meri Kahani}%
\year{1948}%
\starring{Surendra, Munavvar Sultana, Pratima Devi, Sanobar, Leela Kumari}%
\singer{Surendra Nath}%
\music{K Datta}%
\lyrics{Anjum Pilibhiti}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12260 [V S Rawat], 23/01/2004

\printtitle
#indian

dil ko tumhaarii yaad ne
aa kar hilaa diyaa \-2
( aramaa.N jo so chuke the
unhe.n phir jagaa diyaa ) \-2
unhe.n phir jagaa diyaa
dil ko tumhaarii yaad ne
aa kar hilaa diyaa \-2

hamadard jab bane the tumhii.n
dil ke dard ke
bedard ban ke kyuu.N mere
dil ko dukhaa diyaa \-2

dil ko tumhaarii yaad ne
aa kar hilaa diyaa \-2

merii zaraa sii bhuul kii
itanii ba.Dii sazaa
aa.Nsuu banaa ke dil se
nazar se giraa diyaa

aa.Nkho.n se duur ho ke bhii
rahate ho dil ke paas \-2
tumane to zi.ndagii ko
tamaashaa banaa diyaa \-2

dil ko tumhaarii yaad ne
aa kar hilaa diyaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil ta.Dap kar rah gayaa hasarat machal kar rah ga_ii}%
\film{Meri Kahani}%
\year{1948}%
\starring{Surendra, Munavvar Sultana, Pratima Devi, Sanobar, Leela Kumari}%
\singer{Surendra Nath}%
\music{K Datta}%
\lyrics{Nakshab}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12037 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

dil ta.Dap kar rah gayaa
dil ta.Dap kar rah gayaa hasarat machal kar rah ga_ii
rah ga_ii
dekhate hii dekhate duniyaa badal kar rah ga_ii \-2
dil ta.Dap kar rah gayaa hasarat machal kar rah ga_ii
rah ga_ii

dil kii barabaadii pe ham aa.Nsuu bahaa kar rah gaye \-2
apanii majabuurii pe qisamat haath mal kar rah ga_ii \-2
dil ta.Dap kar rah gayaa hasarat machal kar rah ga_ii
rah ga_ii

ab Kushii kaisii labo.n par musakaraahaT ab kahaa.N \-2
zindagaanii dard ke 
zindagaanii dard ke saa.Nche me.n Dhal kar rah ga_ii
dil ta.Dap kar rah gayaa hasarat machal kar rah ga_ii
rah ga_ii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{waadaa kar ke kisii se ... dil kii duniyaa me.n haa.N chupake\-chupake}%
\film{Meri Kahani}%
\year{1948}%
\starring{Surendra, Munavvar Sultana, Pratima Devi, Sanobar, Leela Kumari}%
\singer{Geeta, Surendra Nath}%
\music{K Datta}%
\lyrics{Zia Sarhadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12262 [V S Rawat], 23/01/2004

\printtitle
#indian

gii \:	waadaa kar ke kisii se naa aanaa
	haay
	aisaa bhii kyaa dil jalaanaa
su \:	o
gii \:	dil kii duniyaa me.n \-2
	haa.N chupake\-chupake
	dil kii duniyaa me.n
	haa.N chupake\-chupake
	dekho\-dekho sajan tum na aanaa \-2

su \:	dekho jii aa gaye aane waale \-2
gii \:	aane waale hai.n sab jaane waale
	jaane waalo.n se kyaa dil lagaanaa
	dekho\-dekho sajan tum na aanaa

	dil kii duniyaa me.n \-2
	haa.N chupake\-chupake
	dekho\-dekho sajan tum na aanaa

su \:	dil kaa nazaraanaa laayaa huu.N le lo \-2
	aa_o jii is khilaune se khelo \-2
gii \:	khelate me.n khilaunaa jo TuuTe
	tab sajan hamase ruuTh na jaanaa
	dekho\-dekho sajan tum na aanaa

su \:	dekho koyal ne hamako pukaaraa \-2
	kar rahii hai muabbat ishaaraa
	zi.ndagii kii har ik shay jawaa.N hai
	kah rahaa hai ye mausam suhaanaa

gii \:	dekho\-dekho sajan tum na aanaa
su \:	dil kii duniyaa me.n \-2
	haa.N chupake\-chupake
gii \:	dekho\-dekho sajan tum na aanaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
