% ISB File: Milaap_1955.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{bachanaa zaraa ye zamaanaa hai buraa}%
\film{Milaap}%
\year{1955}%
\starring{Geeta Bali, Dev Anand, K N Singh, Johny Walker, Kumkum, Uma Devi}%
\singer{Geeta, Rafi}%
\music{N Dutta}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10032 [V S Rawat]
% Comments: First hindi film of N Dutta

\printtitle
#indian

bachanaa zaraa ye zamaanaa hai buraa
kabhii merii galii me.n na aanaa

merii galii me.n aane vaale ho jaate hai.n Gam ke havaale
in raaho.n se jo bhii guzare soch samajh kar dil ko uchhaale
ba.De ba.De dil yahaa.N banate hai.n nishaanaa
bachanaa zaraa yah zamaanaa \threedots

nain la.Daa kar dil ko lubhaanaa dil ko lubhaa kar paas bulaanaa
paas bulaakar khud ghabaraanaa teraa bhii javaab nahii.n vaah

aa.Nkh milaakar aa.Nkh churaanaa aa.Nkh churaa kar dil ko jalaanaa
dil ko jalaakar hosh bhulaanaa hosh bhulaakar majanuu.n banaanaa
in lailaa_o.n kaa hai yah khel puraanaa
bachanaa zaraa yah zamaanaa \threedots

shoKii samajhe.n sharm\-o\-hayaa ko aap bulaa_e.n apanii kazaa ko
aur phir maa.nge hamase harajaanaa
bachanaa zaraa yah zamaanaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{hamase bhii kar lo kabhii kabhii to miiThii miiThii do baate.n}%
\film{Milap}%
\year{1955}%
\starring{}%
\singer{Geeta}%
\music{N Dutta}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: Vijay Kumar
% Transliterator: Vijay Kumar

\printtitle
#indian

ham se bhii kar lo kabhii kabhii to miiThii miiThii do baate.n

mai.n bahaar kaa shokh phuul huu.N
aqal mar miTe aisii bhuul huu.N
dhulii dhulii hai.n dhulii dhulii hai.n raate.n
kabhii kabhii to miiThii miiThii do baate.n
ham se bhii kar lo \threedots

chup ho kis liye baat to karo
ha.Ns na paao to aah hii bharo
dhulii dhulii hai.n dhulii dhulii hai.n raate.n
kabhii kabhii to miiThii miiThii do baate.n
ham se bhii kar lo \threedots

dil ko pyaar se bhar ke dekh lo
ye hasiin bhuul kar ke dekh lo
dhulii dhulii hai.n dhulii dhulii hai.n raate.n
kabhii kabhii to miiThii miiThii do baate.n
ham se bhii kar lo \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jaate ho to jaa_o par jaa_oge kahaa.N}%
\film{Milaap}%
\year{1955}%
\starring{Geeta Bali, Dev Anand, K N Singh, Johny Walker, Kumkum, Uma Devi}%
\singer{Geeta}%
\music{N Dutta}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12197 [V S Rawat], 23/01/2004

\printtitle
#indian

( jaate ho to jaa_o par jaa_oge kahaa.N
baabuu jii tum aisaa dil paa_oge kahaa.N ) \-2

( aaye hai.n duur se milane hazuur se
hamako sazaa na do jii dil ke qasuur se ) \-2
aadhii hai raat abhii
baakii hai baat abhii
chho.Do na saath abhii
baabuu jii jaate ho kahaa.N

jaate ho to jaa_o par jaa_oge kahaa.N
baabuu jii tum aisaa dil paa_oge kahaa.N

( dil tum pe vaar ke duniyaa ko haar ke
baiThe hai.n der se jii raste me.n pyaar ke ) \-2
tho.Dii sii chaah de do
siine me.n raah de do
dil ko panaah de do
baabuu jii jaate ho kahaa.N

jaate ho to jaa_o par jaa_oge kahaa.N
baabuu jii tum aisaa dil paa_oge kahaa.N

( milane kii aas hai jalawo.n kii pyaas hai
sab hai tumhaare liye jo dil ke paas hai ) \-2
yuu.N na nihaal karo
dil na behaal karo
kuchh to Kayaal karo
baabuu jii jaate ho kahaa.N

jaate ho to jaa_o par jaa_oge kahaa.N
baabuu jii tum aisaa dil paa_oge kahaa.N
haa.N
jaate ho to jaa_o par jaa_oge kahaa.N
baabuu jii tum aisaa dil paa_oge kahaa.N

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye bahaaro.n kaa samaa, chaa.Nd taaro.n kaa samaa}% 
\film{Milap}%
\year{1955}%
\starring{}%
\singer{Hemant}%
\music{N Dutta}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: Preeti Ranjan Panda (ppanda@du.ICS.UCI.EDU)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)

\printtitle 
#indian 

ye bahaaro.n kaa samaa, chaa.Nd taaro.n kaa samaa 
kho nA jaaye aa bhI jaa, ye bahaaro.n kaa samaa \threedots 

zindagaanii dard ban jaaye kahii.n aisaa nA ho 
saa.Ns aahe.n sard ban jaaye kahii.n aisaa nA ho 
dil ta.Dap kar nA ???, so nA jaaye aa bhI jaa 
ye bahaaro.n kaa samaa \threedots 

kyaa huaa kyo.n is tarah tUne nigaahe.n pher lii.n 
merI rAho.n kii taraf se apanii raahe.n pher lii.n 
zindagii kA kaaravaa.n kho nA jaaye aa bhI jaa 
ye bahaaro.n kaa samaa \threedots 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
