% ISB File: Mili_1975.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aaye tum yaad mujhe, gaane lagii har dha.Dakan}%
\film{Mili}%
\year{1975}%
\starring{Amitabh, Jaya, Ashok Kumar}%
\singer{Kishore}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Yogesh}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
%          Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

aae tum yaad mujhe, gaane lagii har dha.Dakan
Kushabuu laaI pavan, mahakaa cha.ndan
aae tum yaad mujhe \threedots

jis pal naino.n me.n sapanaa teraa aae
us pal mausam pe me.nha.ndii rach jaae   (2)
aur tuu ban jaaye jaise dulhan
aae tum yaad mujhe \threedots

jab mai.n raato.n me.n taare ginataa huu.N
aur tere kadamo.n kii aahaT sunataa huu.N  (2)
lage mujhe har taaraa teraa darapan
aae tum yaad mujhe \threedots

har pal man meraa mujhase kahataa hai
jisakii dhun me.n tuu khoyaa rahataa hai   (2)
bhar de phuulo.n se usakaa daaman
aae tum yaad mujhe \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ba.Dii suunii suunii hai, zi.ndagii ye zi.ndagii}%
\film{Mili}%
\starring{Amitabh Bachchan, Jaya Bhaduri, Ashok Kumar}%
\singer{Kishore}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Transliterator: Venkatasubramanian K. G (gopala@cs.wisc.edu)
% Credits: rec.music.indian.misc 
%          Aniruddha B. Deglurkar (ani@ms.uky.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

ba.Dii suunii suunii hai zi.ndagii ye zi.ndagii \- (2)
mai.n khud se huu.N yahaa.N ajanabii ajanabii
ba.Dii\threedots

kabhii ek pal bhii, kahii.n ye udaasii
dil meraa bhuule
kabhii muskuraakar dabe paa.Nv aakar
dukh mujhe chhuule
na kar mujhase Gam mere, dillagii ye dillagii
ba.Dii\threedots

kabhii mai.n na soyaa, kahii.n mujhase khoyaa
sukh meraa aise
pataa naam likhakar, kahii.n yuu.Nhii rakhakar
bhuule koii kaise
ajab dukh bharii hai ye, bebasii bebasii
ba.Dii\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.nne kahaa phuulo.n se ha.Nso to wo}%
\film{Mili}%
\year{1975}%
\starring{Amitabh, Jaya, Ashok Kumar}%
\singer{Lata, Chorus}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Yogesh}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 18, 2005

\printtitle
#indian

la:	mai.nne kahaa phuulo.n se
	mai.nne kahaa phuulo.n se ha.Nso to wo khilakhilaa ke ha.Ns diye
	aur ye kahaa jiiwan hai bhaa_ii mere bhaa_ii ha.Nsane ke liye
	ho mai.nne kahaa phuulo.n se ha.Nso to wo khilakhilaa ke ha.Ns diye
	aur ye kahaa jiiwan hai bhaa_ii mere bhaa_ii ha.Nsane ke liye
	ha.Nsane ke liye
ko:	mai.nne kahaa phuulo.n se ha.Nso to wo khilakhilaa kar ha.Ns diye

la:	suuraj ha.Nsaa to bikhar bikhar ga_ii.n kirane.n \-2
	suuraj ha.Nsaa re kiran kiran chun kar dharatii ye
	saj ke sunaharii ban ga_ii re
	mai.nne kahaa
	o mai.nne kahaa sapano.n se sajo to wo muskuraa ke saj gaye
	aur ye kahaa jiiwan hai bhaa_ii mere bhaa_ii sajane ke liye
	sajane ke liye
ko:	mai.nne kahaa phuulo.n se ha.Nso to wo khilakhilaa kar ha.Ns diye

la:	ye shaam to yuu.N ha.Nse jaise ha.Nse dulahan \-2
	ye shaam to niile niile saa.Nwale ambar me.n
	ra.ng jo gulaabii lage bharane
	mai.nne kahaa
	o mai.nne kahaa ra.ngo.n se chhalako to wo jag ye saaraa ra.ng gaye
	aur ye kahaa jiiwan hai bhaa_ii mere bhaa_ii ra.ngane ke liye
	ra.ngane ke liye
ko:	mai.nne kahaa phuulo.n se ha.Nso to wo khilakhilaa kar ha.Ns diye

la:	mausam milaa wo kahii.n ek din mujhako \-2
	mausam milaa re mai.nne kahaa ruko khelo mere sa.ng tum
	mausam bhalaa rukaa jo wo ho gayaa gum
	mai.nne kahaa
	o mai.nne kahaa apano.n se chalo to wo saath mere chal diye
	aur ye kahaa jiiwan hai bhaa_ii mere bhaa_ii chalane ke liye
	chalane ke liye
ko:	mai.nne kahaa phuulo.n se ha.Nso to wo khilakhilaa kar ha.Ns diye \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
