% ISB File: MirzaSahiban_1947.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa jaa tujhe afasaanaa judaaii kaa sunaae.N}%
\film{Mirza Sahibaan}%
\year{1947}%
\starring{Noor Jahan, Trilok Kapur}
\singer{Noorjehan}%
\music{Pt.Amarnath, Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: Nimish Pachapurkar
% Transliterator: Nimish Pachapurkar
% Credits:Srinivas Ganti, Surajit Bose 

\printtitle
#indian

aa jaa tujhe afasaanaa judaaii kaa sunaae.N 
jo dil pe guzaratii hai vo aa.Nkho.n se bataaye.N
o jaane vaale unako ye paiGaam sunaanaa 
duniyaa kii tarah vo bhii mujhe bhuul naa jaae.N 

ab un se yahii kahatii hai rotii huii aa.Nkhe.n
yaa maut ko vo bhej de.n yaa Kud chale aae.N

puchhe vo meraa haal to kahanaa unhe.n ro kar
jiite hai.n magar karate hai.n marane kii duaae.N

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{aaj miyaa.N jii ko cha.Dh jaaye bukhaar}%
\film{Mirza Sahiban}%
\year{1947}%
\starring{Noorjehan, Trilok Kapoor, Gulab, Gope}%
\singer{Shamshad, Male Voice, Chorus}%
\music{Amarnath, Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Aziz Kashmiri}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 21, 2005
% There is a male voice also, that is not mentioned in kosh

\printtitle
#indian

ko:	( aaj miyaa.N jii ko cha.Dh jaaye bukhaar
	to ba.Daa mazaa aaye \-3 ) \-2
	sunii jaaye jo apanii pukaar \-2
	to ba.Daa mazaa aaye \-3
	aaj miyaa.N jii ko cha.Dh jaaye bukhaar
	to ba.Daa mazaa aaye \-3

% Male Voice 
	mai.n takhtaposh par baiThuu.N \-2
	aur sabako sabak pa.dhaa_uu.N \-2
	jo bhule ko_ii ek baar
	to juute chaar lagaa_uu.N
	phir kaan paka.D isakaa chor ??
	de aa_uu.N gaa.Nv ke paar

ko:	to ba.Daa mazaa aaye \-3
	aaj miyaa.N jii ko cha.Dh jaaye bukhaar
	to ba.Daa mazaa aaye \-3

sha:	pattaraa likhaN waaliyaa
	re ko_ii likkh ishq dii gall
	mere dil vich balaN mataabiyaa.N
	chal taanaa baaj de vall
	buttaaniyaa.N baniyaane teriyaa.N haay haay
	ve mai.n baiThii mirzaa mal
	mai.n te mirzaa pii.ngate
	vich ku.Datii dii khall
	chhall buTe deN saheliyaa.N haay haay
	dibaa ik duuje de vall
	ho merii chhuT ga_ii.n pii.ng hulaariyaa.N haay haay
	nache saab na paa_ii gall
	jaDDaa_iyaa.N meriyaa.N beliyaa.N o

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{haath siine pe jo rakh do to qaraar aa jaae}%
\film{Mirza Saheban}%
\year{1947}%
\starring{Noorjehan, Trilok Kapoor, Gulab, Gope}%
\singer{G M Durrani, Noorjehan}%
\music{Pt. Amarnath, Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Aziz Kashmiri}%

% Contributor: Pavan Kumar Desikan <pkd@duke.cs.duke.edu> 
% Transliterator: Rajiv Shridhar <rajiv@hendrix.coe.neu.edu> 
% Date: 07/16/1995
% Credits: Ashok Dhareshwar <adhareshwar@worldbank.org> 

\printtitle
#indian

g: haath siine pe jo rakh do to qaraar aa jaae \-2
   dil ke uja.De hue gulshan me.n bahaar aa jaae \-2

n: dil to kahataa hai ki aa.Nkho.n me.n chhupaa luu.N tujhako \-2
   Dar yahii hai ki muqaddar ko nakaar aa jaae \-2
g: haath siine pe jo rakh do to qaraar aa jaae

g: dil ke zakhmo.n pe mere pyaar kaa mar.hham rakh do \-2
   beqaraarii to mujhe kuchh to qaraar aa jaae \-2
   haath siine pe jo rakh do to qaraar aa jaae

n: yuu.N Kudaa ke li_e chhiino na mere hosh\-o\-havaas \-2
   aisii nazaro.n se na dekho ki Kumaar aa jaae
g: haath siine pe jo rakh do to qaraar aa jaae

g: chho.D ke tum bhii chale jaaogii qismat kii tarah \-2
   baad\-azaane to ajal hii ko na pyaar aa jaae \-2

   haath siine pe jo rakh do to qaraar aa jaae
   dil ke uja.De hue gulshan me.n bahaar aa jaae

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{haay re u.D\-u.D jaaye meraa reshamii dupaTTawaa}%
\film{Mirza Sahiban}%
\year{1947}%
\starring{Noorjehan, Trilok Kapoor, Gulab, Gope}%
\singer{Noorjehan, Zohra, Shamshad, Chorus}%
\music{Pt Amarnath, Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11868 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

( haay re u.D\-u.D jaaye meraa reshamii dupaTTawaa dupaTTawaa
ho o o
dupaTTawaa
haay re u.D\-u.D jaaye ) \-2

ek havaa kaa miiThaa jho.nkaa
kah gayaa miiThii baat
ho
kah gayaa miiThii baat
bhuule se kahii.n thaam naa lenaa
paradesii kaa haath
ho
paradesii kaa haath
ye baat mujhe samajhaaye dupaTTaa resham kaa \-2
ho
dupaTTaa resham kaa 
haay re u.D\-u.D jaaye
haay re u.D\-u.D jaaye meraa reshamii dupaTTawaa dupaTTawaa
ho o o
dupaTTawaa
haay re u.D\-u.D jaaye

piichhe\-piichhe aane waale ho
piichhe naa rah jaanaa
ho
piichhe naa rah jaanaa
Dar hai yuu.N hii biit naa jaaye
saajan samaa.N suhaanaa
ho
saajan samaa.N suhaanaa
ye miiThaa giit sunaaye dupaTTaa resham kaa \-2
ho
dupaTTaa resham kaa 
haay re u.D\-u.D jaaye
haay re u.D\-u.D jaaye meraa reshamii dupaTTawaa dupaTTawaa
ho o o
dupaTTawaa
haay re u.D\-u.D jaaye

Duub rahaa hai suuraj apane
dil me.n le kar aas
ho
dil me.n le kar aas
duur\-duur hai.n do dil bolo
kaise aaye paas
ho
kaise aaye paas
do bichha.De dil milavaaye dupaTTaa resham kaa \-2
ho
dupaTTaa resham kaa 
haay re u.D\-u.D jaaye
haay re u.D\-u.D jaaye meraa reshamii dupaTTawaa dupaTTawaa
ho o o
dupaTTawaa
haay re u.D\-u.D jaaye \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ho o kyaa yahii teraa pyaar thaa}%
\film{Mirza Sahiban}%
\year{1947}%
\starring{Noorjehan, Trilok Kapoor, Gulab, Gope}%
\singer{Noorjehan}%
\music{Pt Amarnath, Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12142 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

( ho o
kyaa ye hii teraa pyaar thaa ) \-2
( ho o
mujhako to i.ntazaar thaa ) \-2
( ho o
kyaa ye hii teraa pyaar thaa ) \-2

( ho o
denii thii gar judaa_ii ) \-2
kyuu.N aa.Nkh thii milaa_ii \-2
ho.nge judaa naa ham kabhii \-2
ho o
mujhako ye aitabaar thaa

ho o
kyaa ye hii teraa pyaar thaa
( ho o
mujhako to i.ntazaar thaa ) \-2
( ho o
kyaa ye hii teraa pyaar thaa ) \-2

( ho o
saahibaa milane aa_ii ) \-2
aur dil ke Tuka.De laa_ii \-2
aaj wo dil hai Kuun Duubaa \-2
ho o
jisame.n kisii kaa pyaar thaa

ho o
kyaa ye hii teraa pyaar thaa
( ho o
mujhako to i.ntazaar thaa ) \-2
( ho o
kyaa ye hii teraa pyaar thaa ) \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{khaayegii Thokare.n ye jawaanii kahaa.N\-kahaa.N}%
\film{Mirza Sahiban}%
\year{1947}%
\starring{Noorjehan, Trilok Kapoor, Gulab, Gope}%
\singer{G M Durrani}%
\music{Pt Amarnath, Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

khaayegii Thokare.n ye jawaanii kahaa.N\-kahaa.N \-2
badanaam hogii merii kahaanii kahaa.N\-kahaa.N \-2

o rone waale ab teraa daaman bhii phaT gayaa \-2
pahu.Nchegii aa.Nsu_o.N kii rawaanii kahaa.N\-kahaa.N \-2
khaayegii Thokare.n ye jawaanii kahaa.N\-kahaa.N

jis baaG par nigaah pa.Dii wo uja.D gayaa \-2
barasaam ?? apanii aa.Nkh tapaanii kahaa.N\-kahaa.N \-2
khaayegii Thokare.n ye jawaanii kahaa.N\-kahaa.N

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{rut ra.ngiilii aa_ii chaa.Ndanii Chaa_ii}%
\film{Mirza Sahiban}%
\year{1947}%
\starring{Noor Jehan, Trilok Kapoor}%
\singer{Noorjehan, Zohra, Shamshad, Chorus}%
\music{Amarnath, Husnalal-Bhagatram}%
\lyrics{Qamar Jalalabadi}%

% Audio on: Melodies Forever- Noor Jehan, EMI
% Contributor: Pulkit Sharma
% Transliterator: Pulkit Sharma
% Date: 20 Dec 2004
% Series: Noor-E-Tarannum
% generated using giitaayan

\printtitle
#indian

{rut ra.ngiilii aa_ii chaa.Ndanii Chaa_ii
chaa.Nd mere aajaa
chaa.Nd mere aajaa ho}\-2
pyaasii hai.n do akhiyaa.N\-2
pyaas bujhaajaa chaa.Nd mere aajaa
chaa.Nd mere aajaa ho
rut ra.ngiilii aa_ii chaa.Ndanii Chaa_ii
chaa.Nd mere aajaa
chaa.Nd mere aajaa ho
rut ra.ngiilii aa_ii

dil dha.Dake re
jab yaad terii aa jaa_e\-2
kalejaa bha.Dake re\-2
jab ko_ii sahelii gaa_e\-2
tujhe Dhuu.NDh rahii hai.n akhiyaa.N\-2
jhalak dikhaajaa chaa.Nd mere aajaa
chaa.Nd mere aajaa ho
rut ra.ngiilii aa_ii chaa.Ndanii Chaa_ii
chaa.Nd mere aajaa
chaa.Nd mere aajaa ho
rut ra.ngiilii aa_ii

tuu paas nahii.n hai to
kuCh bhii paas nahii.n hai
paas nahii.n hai
kahate hai.n pyaar kisii ko bhii
raas nahii.n hai\-2
ye baat samajh naa aa_e\-2
zaraa samajhaajaa chaa.Nd mere aajaa
chaa.Nd mere aajaa ho
rut ra.ngiilii aa_ii chaa.Ndanii Chaa_ii
chaa.Nd mere aajaa
chaa.Nd mere aajaa ho
rut ra.ngiilii aa_ii chaa.Ndanii Chaa_ii
chaa.Nd mere aajaa
chaa.Nd mere aajaa ho
rut ra.ngiilii aa_ii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{saamane galii me.n meraa ghar hai}%
\film{Mirza Sahiban}%
\year{1947}%
\starring{Noorjehan, Trilok Kapoor, Gulab, Gope}%
\singer{Zohra Bai}%
\music{Pt Amarnath, Husnalal-Bhagatram}%
\lyrics{Aziz Kashmiri}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12026 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

( saamane galii me.n meraa ghar hai
saamane galii me.n meraa ghar hai
pataa meraa bhuul na jaanaa
ho pataa meraa bhuul na jaanaa
saamane galii me.n meraa ghar hai ) \-2

( o khilegii jo chaa.Ndanii
miluu.Ngii mai.n baam (?) pe ) \-2
( ThaNDii\-ThaNDii saa.Ns sajan
bharuu.N tere naam pe ) \-2
zaKmii jigar hai zamaane kaa Dar hai \-2

saamane galii me.n meraa ghar hai
saamane galii me.n meraa ghar hai
pataa meraa bhuul na jaanaa
ho pataa meraa bhuul na jaanaa
saamane galii me.n meraa ghar hai \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{suno merii sarakaar jawaanii kyaa kahatii hai}%
\film{Mirza Sahiban}%
\year{1947}%
\starring{Noorjehan, Trilok Kapoor, Gulab, Gope}%
\singer{Zohra, Shamshad}%
\music{Pt Amarnath, Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Aziz Kashmiri}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

suno merii sarakaar jawaanii
jawaanii kyaa kahatii hai \-3

suno merii sarakaar jawaanii
jawaanii kyaa kahatii hai \-3

jawaanii kahatii hai ke rut dil\-mil gaaye \-2
aur ba.nd kalii khil jaaye \-2
phir bane gale kaa haar, merii sarakaar, jawaanii
jawaanii kyaa kahatii hai \-3

suno merii sarakaar jawaanii
jawaanii kyaa kahatii hai \-3

jawaanii kahatii hai ko_ii aa jaaye binaa bulaaye \-2
aur saa.Nso.n me.n bas jaaye \-2
phir kare baiTh ke pyaar, merii sarakaar, jawaanii
jawaanii kyaa kahatii hai \-3

suno merii sarakaar jawaanii
jawaanii kyaa kahatii hai \-3

haa.N haa.N haa.N haa.N, ko_Ii apanaa\-apanaa aaye \-2
aur miiThaa rog lagaaye \-2
phir chhe.De dil ke taar, merii sarakaar, jawaanii
jawaanii kyaa kahatii hai \-3

suno merii sarakaar jawaanii
jawaanii kyaa kahatii hai \-3

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tum aa.Nkho.n se duur ho saathiyaa, beliyaa, saajanaa}%
\film{Mirza Saheban}%
\year{1947}%
\starring{Noorjehan, Trilok Kapoor, Gulab, Gope}%
\singer{Noorjehan, G M Durrani}%
\music{Pt. Amarnath, Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Aziz Kashmiri}%

% Contributor: Pavan Kumar Desikan <pkd@cs.duke.edu>
% Transliterator: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>
% Date: 07/28/1996

\printtitle
#indian

nuur jahaa.N:
tum aa.Nkho.n se duur ho, huii nii.nd aa.Nkho.n se duur
mere saathii Gam kii choT se huaa dil kaa shiishaa chuur
saathiyaa, beliyaa, saajanaa, ho o o \threedots

durraanii:
mujhe shikavaa hai taqadiir se, nahii.n tumase koii Gilaa
haay, nahii.n tumase koii Gilaa
mujhe laakar yuu.N pardes me.n meraa sab kuchh chhiin liyaa
haay, meraa sab kuchh chiin liyaa
saathiyaa, beliyaa, saajanaa, ho o oy \threedots

nuur jahaa.N:
merii aa.Nkho.n me.n aa.Nsuu aa base, huu.N rone par majabuur
mere zaKm hue pardesiyaa, aa ris\-ris ke naasuur
saathiyaa, beliyaa, saajanaa, ho o o \threedots

durraanii:
mujhe rogii karake pyaar kaa, diyaa Gam kaa rog lagaa
haay diyaa Gam kaa rog lagaa
mere jalate hue charaaG ko merii, qismat ga_ii bujhaa
haay, merii qismat ga_ii bujhaa
saathiyaa, beliyaa, saajanaa, ho o oy \threedots

nuur jahaa.N:
mujhe dhokaa diyaa nasiib ne, nahii.n meraa koii kusuur	\-2
saathiyaa, beliyaa, saajanaa ho o o \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
