% ISB File: MissMary_1957.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa_ii re ghir ghir pahalii pahalii baadariyaa}%
\film{Miss Mary}%
\year{1957}%
\starring{Meena Kumari, Gemini Ganesan, Kishore, Jamuna, Om Prakash}%
\singer{Geeta, Chorus}%
\music{Hemant}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Oct 22, 2004
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com

\printtitle
#indian

gii \:	aa_ii re ghir ghir pahalii pahalii baadariyaa \-2
	aaj sakhii jhukii jhukii kyuu.N hai najariyaa

ko \:	aa_ii re ghir ghir pahalii pahalii baadariyaa \-2
	aaj sakhii jhukii jhukii kyuu.N hai najariyaa
	aa_ii re

gii \:	ma.ngal manaa_o rii, dii jalaa_o rii
	gorii ko chandan kaa Tiikaa lagaa_o rii

ko \:	ma.ngal manaa_o rii, dii jalaa_o rii
	gorii ko chandan kaa Tiikaa lagaa_o rii

gii \:	saj dhaj ke jhuule pe baiThii suhaagan
	a.nganaa me.n chhup chhup ke dekhe.n sa.Nwariyaa

ko \:	aa_ii re ghir ghir pahalii pahalii baadariyaa \-2
	aaj sakhii jhukii jhukii kyuu.N hai najariyaa
	aa_ii re

gii \:	chun chun ke kaliyaa banaa_o rii palanaa
	aane hii waalaa hai chhoTaa saa lalanaa

ko \:	chun chun ke kaliyaa banaa_o rii palanaa
	aane hii waalaa hai chhoTaa saa lalanaa

gii \:	mil jul ke gorii kii god bharaa_o re \-2
	phuulo.n se bhar do gulaabii chunariyaa

ko \:	aa_ii re ghir ghir pahalii pahalii baadariyaa \-2
	aaj sakhii jhukii jhukii kyuu.N hai najariyaa
	aa_ii re

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{bR^indaavan kaa kR^ishhN kanhaiyaa}%
\film{Miss Mary}%
\year{1957}%
\starring{Gemini Ganesan, Jamuna, Meena Kumari, Kishore Kumar, Om Prakash}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{Hemant}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

bR^indaavan kaa kR^ishhN kanhaiyaa
sab kii aa.Nkho.n kaa taaraa
man hii man kyo.n jale raadhikaa
mohan to hai sab kaa pyaaraa
bR^indaavan kaa kR^ishhN kanhaiyaa   \threedots

jamanaa taT par nand kaa laalaa
jab jab raas rachaaye re
tan man Dole kaanhaa aisii
ba.nsii madhur bajaaye re
sudh\-budh bhuulii kha.Dii gopiyaa.N
jaane kaisaa jaaduu Daaraa
bR^indaavan kaa kR^ishhN kanhaiyaa   \threedots

ra.ng salonaa aisaa jaise
chhaa_ii ho ghaT saavan kii
ai rii mai.n to huii diivaanii
manamohan man bhaavan kii
tere kaaraN dekh baa.Nvare
chho.D diyaa mai.n ne jag saaraa
bR^indaavan kaa kR^ishhN kanhaiyaa   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{gaanaa naa aayaa bajaanaa naa aayaa}%
\film{Miss Mary}%
\year{1957}%
\starring{Meena Kumari, Gemini Ganesan, Kishore, Jamuna, Om Prakash}%
\singer{Kishore}%
\music{Hemant}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu)
% Transliterator: Shripad Lale (lale@cent.gud.siemens.co.at)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

haaramoniyam bajaayaa, 
tabalaa bajaayaa,
ye bhii bajaayaa, 
aur vo bhii bajaayaa,
magar afasos \threedots
gaanaa naa aayaa bajaanaa naa aayaa
dilabar ko apanaa banaanaa naa aayaa (2)

haa.N,  kahii.n sa hai, 
kahii.n re hai, 
kahii.n ga\-ma\-pa\-dha\-ni hai,
kahii.n baagesh{}varii kii bAhe.n, 
kahiin jayajayavantii kii naanii hai, aaaaaa
ye bojhaa saat suro.n kaa hamase, baapare!
uThataa bhii to kyo.n uThataa
haa.N, haa.N
hame.n ek sur bhii hilaanaa naa aayaa (2)
dilabar ko apanaa banaanaa naa aayaa
gaanaa naa aayaa\threedots

are dhat tere kii
sa.Dak Te.Dhii desii raag kii eee eeeeee
chal mo.Dale TamaTam
vuu.n, vuu.n \threedots huu.N

gale ko garam karale vuu.n, vuu.n, aahaahaa
gale ko karam karale, chho.D angrezii me.n ek AiTam,
haa.N angrezii me.n ek AiTam, haa.N

TaTTaTa pappapa TaTTaTa \- 2

oh maay siitaa, papaluu papiitaa, ek hii to giitaa
soniye soniye goriye gaane diye boriye
haaH haaH

kaash mai.n jaa sakataa la.ndana, helo sara, haau aar yuu?
he.nH he.nH
kaash mai.n jaa sakataa la.ndana
siikh ke aataa vahaa.Nse vaayalin
vuu.nhuu.N vuu.nhuu.N

thrii blaainD maais, thrii blaainD maais 
sii haau de ran, sii haau de ran, 

rope poraay kore povare \- 2

afasos, afasos afasos
afasos lekin, o jaaneman ai jaaneman

kaa.nTe chhuurii se khaanaa naa aayaa (2)
dilabar ko apanaa banaanaa naa aayaa (2)
gaanaa naa aayaa, bajaanaa naa aayaa
are ye nahii aayaa, are vo nahii aayaa
gAnaa naa aayaa bajaanaa naa aayaa
gaanaa bajaanaa, bajaanaa aur gaanaa
yaa\-aaaa yaa yaa yaahuu
kuku.Duu.n kuu.n kuu.Duu.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o raat ke musaafir chandaa zaraa bataa de}%
\film{Miss Mary}%
\year{1957}%
\starring{Meena Kumari, Gemini Ganesan, Kishore Kumar, Jamuna, Om Prakash}%
\singer{Rafi, Lata}%
\music{Hemant}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

o raat ke musaafir chandaa zaraa bataa de
meraa qusuur kyaa hai, tuu faisalaa sunaa de

hai bhuul koii dil kii aa.Nkho.n kii yaa Kataa hai
kuchh bhii nahii.n to phir kyo.n mujhase koii khafaa hai
ma.nzuur hai vo mujhako jo kuchh bhii tuu sazaa de
meraa qusuur kyaa hai   \threedots

dil pe kisii ko apane qaabuu nahii.n rahaa hai
ye raaz mere dil se aa.Nkho.n ne hii kahaa hai
aa.Nkho.n ne jo hai dekhaa dil kis tarah bhulaa de
meraa qusuur kyaa hai   \threedots

o chaa.Nd aasamaa.n ke, dam bhar zamii.n pe aajaa
bhuulaa huaa hai raahii, tuu raastaa dikhaa jaa
bhaTakii huii hai naiyaa saahil ise dikhaa de
meraa qusuur kyaa hai   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{pahale paisaa phir bhagavaan baabuu dete jaanaa}%
\film{Miss Mary}%
\year{1957}%
\starring{Gemini Ganesan, Jamuna, Meena Kumari, Kishore Kumar, Om Prakash}%
\singer{Rafi}%
\music{Hemant Kumar}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10228 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

pahale paisaa phir bhagavaan baabuu dete jaanaa daan
o dete jaanaa aThannii yaa chavannii baabuu aanaa do aanaa

TikaT svarg kii bech rahaa hai ye andhii aa.Nkho.n vaalaa
tho.Dii sii hai.n siiTe.n baakii jaldii karanaa laalaa
are tuu do din kaa mehamaan apanii ma.nzil ko pahachaan
dete jaanaa \threedots

( janam\-janam kaa paap daan ke ) \-2 saabun se dhul jaa_e
yahaa.N jo deve ek la.ngoTii vahaa.N pe bistar paa_e \-2
are kyaa soch rahaa naadaan ye saudaa kitanaa hai aasaan
dete jaanaa \threedots

vaah re mere maalik terii nyaarii liilaa
tuu bhii darshan usii ko deve kare jo khiisaa Dhiilaa
mai.n huu.N maalik kaa darabaan kar lo mukti kaa saamaan
dete jaanaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sayyaa.N lag jaa gale, aajaa meraa dil jale}%
\film{Miss Mary}%
\year{1957}%
\starring{Meena Kumari, Gemini Ganesan, Kishore, Jamuna, Om Prakash}%
\singer{Lata}%
\music{Hemant}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Oct 22, 2004
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com

\printtitle
#indian

( saiyaa.N lag jaa gale, aajaa meraa dil jale
chup kaise rahuu.N mai.n meraa bas naa chale ) \-2

( kaisaa ye jaaduu kiyaa, laage kahii.n naa jiyaa
a.Nkhiyo.n hii a.Nkhiyo.n me.n haay mujhe luuT liyaa ) \-2
chorii chorii aajaa zaraa khi.Dakii tale, aajaa khi.Dakii tale

chup kaise rahuu.N mai.n meraa bas naa chale
saiyaa.N lag jaa gale, aajaa meraa dil jale
chup kaise rahuu.N mai.n meraa bas naa chale

( dil to hu_aa hai teraa, tuu bhii to ho jaa meraa
shaam savere kabhii merii galii Daal pheraa ) \-2
tujh bin piyaa merii jaan jale, merii jaan jale

chup kaise rahuu.N mai.n meraa bas naa chale
saiyaa.N lag jaa gale, aajaa meraa dil jale
chup kaise rahuu.N mai.n meraa bas naa chale

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sakhii rii sun bole papiihaa us paar}%
\film{Miss Mary}%
\year{1957}%
\starring{Gemini Ganeshan, Meena Kumari, Kishore}%
\singer{Lata, Asha}%
\music{Hemant}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits:  Vandana Venkatesan  (vandana@ece.scarolina.edu)
%          rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) 
%          C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu)
%          Navin Kabra (navin@cs.wisc.edu)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

lataa:	sakhii rii sun bole papiihaa us paar     \- 2
bolat aisii miiThii bolii chhe.De man ke taar
(dono):	sakhii rii sun bole papiihaa us paar     \- 2

lataa:	ga ma pa pa ma pa ga ma pa nii saa nii pa ma ga ma
pa nii saa rii saa nii pa nii pa ma ga ma ga rii saa
aashaa:	 pa nii saa rii saa nii pa nii pa ma ga ma ga rii saa

lataa:	pii pii kii jab taan sunaae, birahan man ghabaraae
aashaa:	pii pii kii jab taan sunaae, birahan man ghabaraae
lataa:	bhuulii batiyaa.N yaad dilaae 
aashaa:	bhuulii batiyaa.N yaad dilaae
(dono):	paapii baarambaar
sakhii rii sun bole papiihaa us paar     \- 2

lataa:	ga ma ga saa nii saa da nii saa ga ma pa ga
aashaa:	ga ma ga saa nii saa da nii saa ga ma pa ga
lataa:	pa saa nii pa rii saa nii pa
aashaa:	pa nii saa rii saa nii pa nii pa ma ga ma ga rii saa

aashaa:   bairii aisii dhun me.n bole sun sun manavaa Dole
lataa:   bairii aisii dhun me.n bole sun sun manavaa Dole
aashaa:	kaano.N me.n amR^it ras ghole
lataa:	kaano.N me.n amR^it ras ghole
(dono):	rah rah madhur pukaar

(dono):	sakhii rii sun bole papiihaa us paar     \- 2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{so gayaa saaraa zamaanaa}%
\film{Miss Mary}%
\year{1957}%
\starring{Meena Kumari, Gemini Ganesan, Kishore, Jamuna, Om Prakash}%
\singer{Lata}%
\music{Hemant}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: Nita
% Transliterator: Nita
% Date: 7 February 2000

\printtitle
#indian

so gayaa saaraa zamaanaa nii.nd kyo.n aatii nahii.n
ai havaa jaakar use tuu saath kyo.n laatii nahii.n

chaa.Nd pahale bhii nikalataa thaa magar aisaa na thaa
aaj aisii baat kyo.n hai ye samajh aatii nahii.n

chaa.Ndanii kuchh chaa.Nd se kah kar zamii.n pe aa ga_ii
jaane kyaa dekhaa yahaa.N an lauT kar jaatii nahii.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye mard ba.De dil sard ba.De bedard}%
\film{Miss Mary}%
\year{1957}%
\starring{Meena Kumari, Gemini Ganesan, Kishore Kumar, Jamuna, Om Prakash}%
\singer{Lata / Rafi}%
\music{Hemant}%
\lyrics{Rajinder Krishan}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

ye mard ba.De dil sard ba.De bedard na dhokhaa khaanaa
miiThii miiThii batiyo.n me.n bhuul ke na aanaa

hote hai.n chhoTe dil ke lambii zubaan vaale
dete hai.n maal khoTaa uu.Nchii dukaan vaale
chhoTaa mu.Nh aur baat ba.Dii ye hai dastuur puraanaa
miiThii miiThii batiyo.n me.n bhuul ke na aanaa   \threedots

baat pate kii hai ye maano jo meraa kahanaa
achchhaa hai aag se to duur hii duur rahanaa
jhuuThii inakii jaat ba.Dii ye hai dastuur puraanaa
miiThii miiThii batiyo.n me.n bhuul ke na aanaa   \threedots

## Rafi version ##
ye mard ba.De dil sard ba.De bedard chalo jii maanaa
mardo.n kaa phir bhii Gulaam hai zamaanaa   \threedots

duniyaa ke saath chalo nayaa zamaanaa hai ye
mardo.n ko dosh denaa raag puraanaa hai ye
jhuuThii inakii jaat kaho yaa kaho inhe.n diivaanaa
mardo.n kaa phir bhii Gulaam hai zamaanaa   \threedots

gussaa guruur la.Danaa naarii kii bhuul hai ye
ThaNDaa mijaaz rakhanaa pahalaa usuul hai ye
baat pate kii kahataa huu.N tum chaahe kaho diivaanaa
mardo.n kaa phir bhii Gulaam hai zamaanaa   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
