% ISB File: Mr&MrsKhilaadi_1997.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{na som ko ... jumme ke jumme ghar aayaa karo}%
\film{Mr. & Mrs. Khilaadi}%
\year{1997}%
\starring{Akshay Kumar, Juhi Chawla}%
\singer{Kumar Sanu, Sadhana Sargam}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Dev Kohli}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

na som ko na ma.ngal ko na budh ko na jummeraaat ko
aanaa aaadhii raat ko aanaa aaadhii raat ko
jumme ke jumme ghar aayaa karo
us din akele rahate hai.n
ghar aake tum chummaa de jaayaa karo ho_e ho_e

jumme ke jumme bulaayaa karo
us din ham ##mood## me.n rahate hai.n
ghar bulaake tum chummaa le jaayaa karo ho_e ho_e

jumme ko aake tum kyaa karoge bolo jii bolo tum kyaa karoge
##love love love love## tumako ham ##love love## kare.nge
tum ham pe ham pe maranaa ham tum pe tum pe mare.nge
dil dil dil dil ye dhak dhak dhak karataa hai
kuchh karane ko dil chaahe karane se dil Darataa hai
jumme ke din yuu.n zid naa karo vaadaa karake kabhii to nibhaayaa karo
jumme ke jumme \threedots

##daddy## se boluu.ngaa terii la.Dakii ba.Dii hai pyaarii
mai.n ##mummy## se boluu.ngaa tuu ban jaa saas hamaarii
terii baate.n ##number one## hai.n tuu hii hai meraa raajaa
par aaj to ##sunday## hai mujhe maaf kar de baabaa
jumme kaa din hai yuu.n zid naa karo
jumme ke jumme \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{paidal chal rahaa huu.N ... akelaa hai ##mister## khilaa.Dii}%
\film{Mr. & Mrs. Khilaadi}%
\year{1997}%
\starring{Akshay Kumar, Juhi Chawla}%
\singer{Udit Narayan, Alka Yagnik}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Dev Kohli}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

paidal chal rahaa huu.N gaa.Dii chaahi_e
jiivan ke safar me.n savaarii chaahi_e
akelaa hai ##mister## khilaa.Dii ##miss## khilaa.Dii chaahi_e
paidal chal rahaa huu.N \threedots

javaanii kaTegii akele me.n kaise 
na la.Dakii hai ko_ii na ##pocket## me.n paise
mere ghar ke chakkar lagaate hai.n la.Dake
magar vo na aayaa jo hai sabase ba.Dhake
pahaa.Do.n kii Tha.nDii barf ho la.Dakii ko_ii us tarah ho
la.Dakaa mile ik khilaa.Dii magar paas ho usake gaa.Dii
mai.n huu.N ik ku.nvaaraa ku.nvaarii chaahi_e
dil ko jiit le jo vo ju_aarii chaahi_e
akelaa hai ##mister## khilaa.Dii \threedots

mile ko_ii la.Dakii mujhe safar me.n
meraa dil churaa le jo bas ik nazar me.n
mile aisaa la.Dakaa jo nii.nde.n u.Daa le
jo palako.n kii chhaa.nv me.n mujhako biThaa le
kahaa.n merii jaan\-e\-jigar hai na jaane kahaa.n hai kidhar hai
ye kaisaa gazab kaa shahar hai akelaa huu.N logo.n kaa Dar hai
mai.n huu.N ik ku.nvaaraa ku.nvaarii chaahi_e
dil ko jiit le jo vo ju_aarii chaahi_e
akelaa hai ##mister## khilaa.Dii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tuu kyaa ba.ngalaa banaa_egaa ... phir dekh tamaashaa}%
\film{Mr. & Mrs. Khilaadi}%
\year{1997}%
\starring{Akshay Kumar, Juhi Chawla}%
\singer{Udit Narayan, Alka Yagnik}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Dev Kohli}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

tuu kyaa ba.ngalaa banaa_egaa gaa.Dii kyaa dilaa_egaa
sair kyaa karaa_egaa jaane de jaane de jaane de
zaraa parade pe aane de mujhe hiiro to ban jaane de
phir dekh tamaashaa phir dekh tamaashaa

ba.De bol naa bol tuu lagataa hai ##zero##
kaun banaa_egaa tujhako ##filmy hero##
are ra.ng laa_egii jis din ye kuNDalii merii
us din paka.D ke chal duu.ngaa u.ngalii terii
are dil ko churaane kaa teraa bahaanaa hai
baate.n ba.Dii naa banaa
zaraa chakkar chal jaane de mujhe ##T.V.## pe aane de
phir dekh tamaashaa \threedots

ik din meraa sach ho jaa_egaa sapanaa
##pali hill## pe hogaa ik ba.ngalaa apanaa
haa.N mere tan pe hogii resham kii saa.Dii
apane niiche hogii phir moTar gaa.Dii
are ba.ngalaa bhii hogaa gaa.Dii bhii hogii
khulane de kismat zaraa
zaraa ##photo## chhap jaane de meraa Da.nkaa baj jaane de
phir dekh tamaashaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
