% ISB File: MrBond_1992.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aashaa niraashaa to jiivan me.n aa_e}%
\film{Mr. Bond}%
\year{1992}%
\starring{Akshay Kumar, Sheeba, Saathi Ganguli, Ruchika Pandey, Dolly Minhas}%
\singer{Anuradha Paudwal}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

aashaa niraashaa to jiivan me.n aa_e honii ko ko_ii rok na sake
Dar ke na ruk jaanaa ba.Dhate jaanaa
haare.nge na himmat kabhii le le.n chalo ham kasam
aashaa niraashaa to \threedots

mausam badalataa rahegaa ye daur chalataa rahegaa
do gha.Dii kaa a.ndheraa aayegaa phir saveraa
ye vaqt to rukataa nahii.n ambar kabhii jhukataa nahii.n
aa.ndhii se tuufaa.n se na ghabaraanaa
haare.nge na himmat \threedots

kaa.NTo.n me.n bhii gul khile.nge Gam kii bhii gul khushii hai
aa.Nsuu ke piichhe ha.Nsii hai
ummiid ko khonaa nahii.n maayuus tum honaa nahii.n
mushkil kii gha.Diyo.n me.n tum muskaraanaa
haare.nge na himmat \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jabase dekhaa tujhako meraa dil hu_aa bechain ... ##mister bond##}%
\film{Mr. Bond}%
\year{1992}%
\starring{Akshay Kumar, Sheeba, Saathi Ganguli, Ruchika Pandey, Dolly Minhas}%
\singer{Anuradha Paudwal}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

##handsome man##
jab se dekhaa tujhako meraa dil hu_aa bechain
##handsome man, mister bond.##

merii ye javaanii mere li_e saarii zi.ndagaanii tere li_e
aa kariib aa mujhase na duur tuu jaa
tuu na samajhe tuu na jaane
aag lagii tan me.n mere ta.Dape din raat
##handsome man## \threedots

aa.Nkho.n kii sharaabo.n me.n tuu rahe ho.nTho.n ke gulaabo.n me.n tuu rahe
dekh to idhar yuu.n pher naa nazar
dil me.n tuu hai jii me.n tuu hai
dard li_e man me.n sadaa tuu hii tuu hai
dekh mujhe ##handsome man## mere ##handsome man##
jab se dekhaa tujhako \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{naa baabaa naa baabaa aise na haath lagaa_o}%
\film{Mr. Bond}%
\year{1992}%
\starring{Akshay Kumar, Sheeba, Saathi Ganguli, Ruchika Pandey, Dolly Minhas}%
\singer{Anuradha Paudwal, Suresh Wadekar}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

naa baabaa naa baabaa aise na haath lagaa_o
merii jaan\-e\-jaanaa.n mere paas aa_o
naa baabaa \threedots

pahalii mohabbat kaa pahalaa asar hai
chho.Do haTo jaa_o mujhako lagataa Dar hai
merii jaan\-e\-jaanaa.n \threedots

kaise dikhaa_uu.n ko_ii jalan ho mere dil me.n
aise na dekho palake.n jhukaa lo
kuchh ho rahaa hai mere badan me.n bechainii ba.Dhane lagii
diivaanaa dil kho gayaa hamako khabar hii nahii.n
na jaane kyaa ho gayaa kyaa samaa hai aashiqaanaa
aise me.n jaa_uu.n kahaa.n merii jaa.n

aise agar tum baate.n karoge boluu.ngii phir na tumase kabhii bhii
tumako kasam hai gussaa karo to kuchh na kahuu.ngaa tumase abhii mai.n
mujhako pataa hai sanam diivaane jhuuThe ho tum
jaane bhii do saathiyaa aise kyo.n ruuThe ho tum
bhuul ko_ii ho na jaa_e
merii jaan\-e\-jaanaa.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{om namo shivaay ... chho.D de kal kii fiqar}%
\film{Mr. Bond}%
\year{1992}%
\starring{Akshay Kumar, Sheeba, Saathi Ganguli, Ruchika Pandey, Dolly Minhas}%
\singer{Anuradha Paudwal}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

om namo shivaay
chho.D de kal kii fiqar kal kyaa hogaa kisako khabar hai
kash pe kash lagaa_e jaa duniyaa ke Gam bhulaa_e jaa
om namo shivaay \threedots

kuchh na kuchh hone vaalaa hai honii ko kisane Taalaa hai
paravaah ko_ii karate nahii.n duniyaa se ham Darate nahii.n
om namo shivaay \threedots

vaqt yuu.n hii Tal jaa_egaa phir kahaa.n ye pal aa_egaa
ye zi.ndagii hai bevafaa ek din tujhe degii dagaa
om namo shivaay \threedots
chho.D de pyaare kal kii baate.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
