% ISB File: MrIndia_1961.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{haay terii aa.Nkh me.n vo qamaal hai}%
\film{Mr. India}%
\year{1961}%
\starring{Geeta Bali, I S Johar, Kamaljeet, Helen}%
\singer{Rafi}%
\music{G S Kohli}%
\lyrics{Anjaan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10188 [V S Rawat]
% Credits: Aashish Thakker

\printtitle
#indian

haay \-5
terii aa.Nkh me.n vo qamaal hai
o terii har adaa bemisaal hai
o meraa dil hu_aa u.Dan\-chhuu
haay haay \threedots

ba.De shauq se o maine pyaar kii o bhejii arjiyaa.N
( are bevafaa ) \-2 tuune ghar bulaa khilaa dii mirchiyaa.N
ik aag sii o tuune phuu.Nk dii
o meraa dil hu_aa \threedots

tere pyaar kaa chakkar buraa haay chal gayaa
( terii ye ha.Nsii ) \-2 dil me.n dha.nsii mai.n to mar gayaa
mat muskuraa o tujhe kyaa pataa
o meraa dil hu_aa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mat puuchh meraa hai kaun vatan}%
\film{Mr. India}%
\year{1961}%
\starring{Geeta Bali, I S Johar, Kamaljeet, Helen}%
\singer{Rafi}%
\music{G S Kohli}%
\lyrics{Anjaan}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10187 [V S Rawat]
% Credits: Aashish Thakker

\printtitle
#indian

( mat puuchh meraa hai kaun vatan ) \-2 aur mai.n kahaa.N kaa huu.N
saaraa jahaa.N hai meraa mai.n saare jahaa.N kaa huu.N
mat puuchh meraa hai \threedots

mai.n chiin me.n huu.N chiinii jaapaan me.n jaapaanii
la.ndan me.n huu.N a.ngrejii i.nDiyaa me.n hindustaanii
mai.n jis gha.Dii jahaa.N bhii huu.N samajho vahaa.N kaa huu.N
mat puuchh meraa hai \threedots

mai.n pyaar kaa huu.N jaaduu jo sar pe cha.Dh ke bole
ik phuu.Nk se u.Daa duu.N sau eTamo.n ke gole
qismat jo badal de duniyaa kii us aasamaa.n kaa huu.N
mat puuchh meraa hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
