% ISB File: MrNatwarlaal_1979.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa_o bachcho ... mere pass aa_o mere dosto}%
\film{Mr. Natwarlaal}%
\year{1979}%
\starring{Amitabh, Rekha, Rajni Sharma, Amjad Khan, Kader Khan}%
\singer{Amitabh Bachchan, Master Ravi, Chorus}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], 07/08/2004
% Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/

\printtitle
#indian

aa_o bachcho aaj tumhe.n ek kahaanii sunaataa huu.N mai.n
sher kii kahaanii sunoge
hu.N

huu.N huu.N
mere pass aa_o mere dosto ek qissaa suno \-2

ka_ii saal pahale kii ye baat hai
bolo naa chup kyuu.N ho gaye
bhayaanak a.ndherii siyaah raat me.n
liye apanii banduuk mai.n haath me.n
ghane ja.ngalo.n se guzarataa hu_aa kahii.n jaa rahaa thaa \-2
jaa rahaa thaa
nahii.n aa rahaa thaa
nahii.n jaa rahaa thaa

of fo aage bhii to bolo naa
bataataa huu.N bataa huu.N

gha.Dii thii andheraa magar saKt thaa
ko_ii das savaa das kaa vaqt thaa

larazataa thaa koyal kii bhii kuuk se
buraa haal hu_aa us pe bhuukh se
lagaa to.Dane ek berii se ber
mere saamane aa gayaa ek sher

ko_ii gighghii ?? banatii nazar phir ga_ii
to banduuk bhii haath se gir ga_ii

mai.n lapakaa wo jhapakaa
mai.n uupar wo niiche
wo aage mai.n piichhe
mai.n pe.D pe wo piichhe
are bachaa_o \-2
mai.n Daal\-Daal wo paat\-paat
mai.n pasiinaa wo baaG\-baaG
mai.n sur me.n wo taal me.n
ye ja.ngal paataal me.n
bachaa_o bachaa_o
are bhaago re bhaago
are bhaago

phir kyaa hu_aa
Kudaa kii qasam mazaa aa gayaa
mujhe maar kar besaram khaa gayaa

khaa gayaa
lekin aap to zindaa hai.n

are ye jiinaa bhii ko_ii jiinaa hai lalluu
aai.n

la la la ra la la

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{are he uu.Nchii\-uu.Nchii baato.n se kisii kaa peT bharataa nahii.n}%
\film{Mr. Natwarlaal}%
\year{1979}%
\starring{Amitabh, Rekha}%
\singer{Rafi, Usha/ Chorus}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10418 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	are he uu.Nchii\-uu.Nchii baato.n se kisii kaa peT bharataa nahii.n
aa \:	are he hai raam kaa bharosaa jise kabhii bhuukhaa marataa nahii.n
	are he uu.Nchii\-uu.Nchii \threedots

ko \:	aa aa aa
ra \:	ko_ii kuchh bhii kar le pyaare
	jhuuTh naa jiitee sach naa haare
aa \:	ye aisaa dastuur hai bas jo badalataa nahii.n
	are he uu.Nchii\-uu.Nchii \threedots

ko \:	he he he he ho ho ho ho
ra \:	lene vaalaa dene vaalaa
	kaun hai bolo uupar vaalaa
ko \:	uupar vaalaa
aa \:	vo hai jisake saath vo duniyaa se Darataa nahii.n
	are he uu.Nchii\-uu.Nchii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chorii\-chorii ... paradesiyaa ye sach hai piyaa}%
\film{Mr. Natwarlaal}%
\year{1979}%
\starring{Amitabh, Rekha, Rajni Sharma, Amjad Khan, Kader Khan}%
\singer{Kishore, Lata, Chorus}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

ko:	e he he re chorii\-chorii
	milate hai.n re chaa.Nd\-chakorii

la:	ho paradesiyaa
	paradesiyaa
	ye sach hai piyaa sab kahate hai.n mai.nne
	tujhako dil de diyaa

	paradesiyaa \-2
	ye sach hai piyaa sab kahate hai.n mai.nne
	tujhako dil de diyaa
	mai.n kahatii huu.N tuune
	meraa dil le liyaa

ko:	o

la:	phuulo.n me.n kaliyo.n me.n gaa.Nv kii galiyo.n me.n
	ham\-dono.n badanaam hone lage hai.n
	nadiyaa kinaare pe chhat pe chaubaare pe
	ham mil ke ha.Nsane\-rone lage hai.n
	sun ke piyaa
	sun ke piyaa dha.Dake jiyaa
	sab kahate hai.n mai.nne
	tujhako dil de diyaa
	mai.n kahatii huu.N tuune
	meraa dil le liyaa
	o
ko:	o

ki:	logo.n ko kahane do kahate hii rahane do
	sach\-jhuuTh ham kyuu.N sabako bataaye.n
	mai.n bhii huu.N mastii me.n tuu bhii hai mastii me.n
	aa is Kushii me.n ham naache.n\-gaaye.n
	kisako pataa
	kisako pataa kyaa kisane kiyaa
	sab kahate hai.n tuune
	meraa dil le liyaa
la:	sab kahate hai.n mai.nne
	tujhako dil de diyaa

	meraa dil kahataa hai tuu dil me.n rahataa hai
	mere bhii dil kii kalii khil gaii hai
ki:	terii tuu jaane re maane na maane re
	mujhako merii ma.nzil mil gaii hai
la:	tuu mil gayaa
	tuu mil gayaa mujhako piyaa
	sab kahate hai.n mai.nne
	tujhako dil de diyaa
	mai.n kahatii huu.N tuune
	meraa dil le liyaa

	paradesiyaa \-2
	ye sach hai piyaa sab kahate hai.n mai.nne
	tujhako dil de diyaa

	mai.n kahatii huu.N tuune
	meraa dil le liyaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{qayaamat hai ye kaisii Gam kii shaam hai ye kaisii}%
\film{Mr. Natwarlaal}%
\year{1979}%
\starring{Amitabh, Rekha}%
\singer{Rafi, Anuradha}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10417 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ra \:	qayaamat hai \-4
	ye kaisii Gam kii shaam hai ye kaisii
ko \:	qayaamat hai \threedots

ra \:	tuu piir hai faqiir hai
	tere dar pe sar hai.n jhuke hu_e o
	aa.Nkho.n me.n aa.Nsuu ruke hu_e
a \:	ye barabaadii
ko \:	aa
a \:	hu_ii kaisii ye barabaadii 	hu_ii kaisii 
	kis pe ye ilzaam hai \-2

	savaal kaa javaab de kyo.n tere hote hu_e hai ye
	ye du_aa hai yaa bad_du_aa hai ye
ko \:	kyo.n tere hote hu_e ye
	ye du_aa hai yaa bad_du_aa hai ye
ra \:	basii bastii uja.D jaa_e \-2
	kyaa apanaa ye anjaam hai kyaa apanaa
	pukaar hai i.ntazaar hai

a \:	kisii roz to ko_ii aa_egaa
ra \:	ham sabakii jo biga.Dii banaa_egaa
ko \:	kisii roz to ko_ii aa_egaa
	ham sabakii biga.Dii banaa_egaa
	chale aa_e yahaa.N
ko \:	qayaamat hai \-2
do \:	ab aage teraa kaam hai ab aage
a \:	ye kaisii
	Gam kii shaam hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{taubaa\-taubaa kyaa hogaa honaa hai jo vo hogaa}%
\film{Mr. Natwarlaal}%
\year{1979}%
\starring{Amitabh, Rekha, Rajni Sharma, Amjad Khan, Kader Khan}%
\singer{Asha}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11599 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

taubaa\-taubaa kyaa hogaa honaa hai jo vo hogaa honaa hai jo ho jaane do
aane vaalaa aa_egaa jaane vaalaa jaa_egaa tum naa maano to jaane do \-2

jaane kisakii baat karuu.N mai.n jaane kisakaa naam luu.N
tho.Dii der ruko mai.n dhak\-dhak karate dil ko thaam luu.N
( dhak\-dhak ) \-3 
meraa dil hai diivaanaa diivaano.n kaa diivaanaa diivaane ko samajhaane do
aane vaalaa aa_egaa \threedots

aa aa haa haa o ho ho

mai.n bebas huu.N tere bas me.n mujhako ye ikaraar hai
par ye bulabul kab u.D jaa_e ko_ii aitabaar hai
ik havaa kaa mai.n jho.nkaa de jaa_uu.Ngii mai.n dhokhaa
aisaa mauqaa to aane do
aane vaalaa aa_egaa \threedots

tumane sochaa hogaa mai.n aurat huu.N mai.n kamazor huu.N
mai.n ghar me.n kuchh aur huu.N baahar mai.n kuchh aur huu.N
mai.n hasiinaa tum Daakuu mai.n shiishaa tum patthar
shiishaa patthar Takaraane do
aane vaalaa aa_egaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
