% ISB File: MrXinBombay_1964.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa chalii re chalii re gorii paniyaa bharan ko}%
\film{Mr. X in Bombay}%
\year{1964}%
\starring{Kishore, Kumkum}%
\singer{Kishor, Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10952 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

la \:	aa aa aa aa \-2
	chalii re chalii re gorii paniyaa bharan ko \-2
	paniyaa bharan ko \-2
ki \:	paniyaa bharan ko ke milane sajan ko \-2
la \:	chalii re chalii re \threedots

	sai.nyaa se milane jo jaatii gujariyaa \-2
	saath bhalaa kaahe laatii gagariyaa
ki \:	ho ho ho o o o
	saath agar tuu na laatii gagariyaa
	to shaq karatii tujhape saarii nagariyaa
	raadhaa ga_ii thii kahaa.N
	raadhaa ga_ii thii yuu.N hii milane kisan ko
la \:	chalii re chalii re \threedots

ki \:	jaane de gorii chho.D bahaanaa
	ab to mushkil hai baat chhupaanaa
	dekhaa hai tere mukha.De pe priit kaa maine ra.ng suhaanaa
la \:	tuu na maanegaa maine maanaa
	baat me.n jhuume.n aaj zamaanaa
	bole dekhii hai priit maine baavaraa hai tuu hai diivaanaa
ki \:	haa.N kyaa kisane kabhii dekhaa hai pavan ko \-2
	chalii re chalii re \threedots

la \:	maane agar tuu naa merii batiyo.n se \-2
	puuchh le chaahe to merii sakhiyo.n se
ki \:	ho ho ho ho o o
	kaam chalegaa naa in batiyo.n se
	ke saaf hai zaahir terii a.nkhiyo.n se
	kisii ne churaayaa kyaa
	kisii ne churaayaa hu_aa hai tere man ko
la \:	chalii re chalii re \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{Kuubasuurat hasiinaa jaan\-e\-jaa.N jaan\-e\-man}%
\film{Mr. X in Bombay}%
\year{1964}%
\starring{Kishore, Kumkum}%
\singer{Kishor, Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10951 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ki \:	Kuubasuurat hasiinaa jaan\-e\-jaa.N jaan\-e\-man
	ra.ng jisake labo.n kaa Dhuu.NDhataa hai chaman
	tuu nahii tuu nahii.n vo hasii.n to sanam ko_ii aur hii hai
la \:	Kuubasuurat diivaanaa jaan\-e\-jaa.N jaan\-e\-man
	sun ke jisake fasaane jhuum uThaa meraa man
	tuu nahii tuu nahii.n vo hasii.n to sanam ko_ii aur hii hai

ki \:	kal vo milii thii to shab baato.n me.n Dhalii thii
la \:	ho mujhe chhe.Do naa aise to bataa do kaun thii vo
ki \:	( ha haa ) \-2 naazo.n palii thii vo shabanam thii yaa kalii thii 
	ho ho ho ho ho ho
	jaisii vo thii vaisii
	tuu nahii tuu nahii.n \threedots
la \:	Kuubasuurat diivaanaa \threedots

	Kvaabo.n me.n aksar vo aane\-jaane lagaa hai
ki \:	o chalo chho.Do rahane do nahii.n ye dillagii achchhii
la \:	is dillagii me.n ye dil jal jaane lagaa hai
	ho ho ho ho ho ho
	kaise kah duu.N tuu hai
	tuu nahii tuu nahii.n \threedots
ki \:	Kuubasuurat hasiinaa \threedots

	jhuume nazaare agar vo zulfe.n savaare
la \:	o meraa dil naa jalaa sun le
	mere badale use chun le
ki \:	( haa haa ) \-2 samajhii nahii.n tuu terii jaanib hai.n ishaare
	ho ho ho ho ho ho
	haa.N haa.N tuu hii hai vo
do \:	tuu nahii tuu nahii.n \threedots
ki \:	Kuubasuurat hasiinaa \threedots
la \:	sun ke jisake fasaane \threedots
do \:	tuu nahii tuu nahii.n vo hasii.n to sanam ( teraa pyaar hai ) \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mere mahabuub qayaamat hogii}%
\film{Mr. X in Bombay}%
\year{1964}%
\starring{Kishore, Kumkum}%
\singer{Kishore}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)
%          Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
%          Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
% Editor: Anurag Shankar - needs correct words (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

mere mahabuub qayaamat hogii
aaj rusavaa terii galiyo.n me.n muhabbat hogii

naam nikalegaa tere hii lab se
jaan jab is dil\-e\-naadaan se rukhasat hogii
mere mahabuub \threedots

terii galii mai.n aataa sanam
naGame vafaa ke gaataa sanam
tujh se sunaa naa jaataa sanam
ab aa pahu.nchaa aayaa huu.N magar
ye kah kar mai.n diivaanaa
Katm ab aaj ye vahashat hogii
aaj rusavaa \threedots

mere sanam ke dar se agar
bad\-e\-sabaa ho teraa guzar
kahanaa sitamagar kuchh hai khabar
teraa naam liyaa 
jab tak bhii jiyaa
ai shammaa teraa paravaanaa
jisase ab tak tujhe nafarat hogii
aaj rusavaa \threedots

mere mahabuub \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ruk jaa ho ruk jaa rokataa hai ye diivaanaa}%
\film{Mr. X in Bombay}%
\year{1964}%
\starring{Kishore, Kumkum}%
\singer{Kishor}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10950 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

ruk jaa ho ruk jaa rokataa hai ye diivaanaa
ruuTh kar mujhase naa jaanaa
dekhane vaale samajhe.nge ke tuu hai merii mahabuubaa haa.N
ho ruk jaa

( ye mausam ye nazaare in phuulo.n ke ishaare
terii suurat ke aashiq ye saare sanam ) \-2
kabhii mast havaa chhe.Degii tujhe
kabhii ham aa jaa_e.Nge
ruk jaa \threedots

( baiThii hai hasiinaa tuu sabase judaa kyo.n
ai shoK\-adaa kuchh jhuum zaraa
naa jal hamaare pyaar pe ) \-2
bikharaa zulfe.n maayuus naa ho
ko_ii tujhase bhii kahegaa
ruk jaa \threedots

( zulf na aise ulajhe duniyaa Galat naa samajhe
mashahuur ho naa jaa_e afasaanaa ko_ii ) \-2
ai jaan\-e\-vafaa are apanaa hai kyaa
tujhe chhe.Degaa zamaanaa
ruk jaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
