% ISB File: MujheKuchKehnaHai_2001.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{a.Nkhiyo.n ne raat kyaa jaaduu kiyaa}%
\film{Mujhe Kuchh Kehna Hai}%
\year{2001}%
\starring{Kareena Kapoor, Tushar Kapoor, Rinki Khanna, Amrish Puri}%
\singer{Preeti, Pinki, Babul Supriyo}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor:  V S Rawat

\printtitle
#indian

a.Nkhiyo.n ne raat kyaa jaaduu kiyaa kyaa jaaduu kiyaa kyaa jaaduu kiyaa
maine ko_ii jaaduu nahii.n kiyaa tuu hii mere piichhe aayaa piyaa
a.Nkhiyaa.N milaa ke tuu ne dil ko churaayaa luuTaa luuTaa luuTaa meraa jiyaa oh

shokh hasiinaa khushbuu vaalii chaa.Nd bhii tujh pe marataa
itanii hasii.n huu.N chaa.Nd bechaaraa aur bhalaa kyaa karataa
chaa.Nd kii baate.n chaa.Nd pe chho.Do apanii baat bataa_o
bin bole har baat samajh lo yuu.N naa pahelii bujhaa_o
sonaa sonaa mai.n huu.N sonaa 
itanaa kah do merii ho naa

a.Nkhiyaa.n milaa ke \threedots
a.Nkhiyo.n ne raat kyaa jaaduu kiyaa
maine ko_ii jaaduu nahii.n kiyaa
kyaa jaaduu kiyaa kyaa jaaduu kiyaa kyaa jaaduu kiyaa

is mahafil me.n mere dil me.n kis ne aag lagaa_ii
aag lagaane vaalii tujhe ta.Dapaane vaalii mujh ko nazar naa aa_ii
chham chham paayal kyuu.N bajatii hai mujh ko zaraa samajhaa_o
baat samajhanii hai jo tum ko paas mere aa jaa_o
chhuu naa chhuu naa ba_iyaa.N gorii
dil tuu de de chorii chorii

a.Nkhiyaa.n milaa ke \threedots
ho o o 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jabase dekhaa hai tere haath kaa cha.nd}%
\film{Mujhe Kuchh Kehna Hai}%
\year{2001}%
\starring{Kareena Kapoor, Tushar Kapoor, Rinki Khanna, Amrish Puri}%
\singer{Babul Supriyo, Alka Yagnik/ Alka Yagnik}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor:  V S Rawat

\printtitle
#indian

%Part 1

jab se dekhaa hai tere haath kaa chaa.Nd
maine dekhaa nahii.n raat kaa chaa.Nd
dil meraa kho gayaa bekhabar ho gayaa
aisaa thaa pahalii mulaakaat kaa chaa.Nd
ho jab se dekhaa hai \threedots

huu.N khulii khi.Dakii se havaa jo aa_e
tere aa.Nchal kii vo khushbuu laa_e
chalaayaa jaaduu ye tuu ne kaisaa
ki haal hai meraa diivaano.n jaisaa
aasamaa.n jhuk gayaa pal vahii.n ruk gayaa
ko_ii aahaT hu_ii to dha.Dakane lagaa dil meraa
ho jab se dekhaa hai \threedots

ho hameshaa mujh ko terii yaad aa_ii
tujhe hii chaahe merii tanahaa_ii 
tujhe mai.n sochuu.N akelepan me.n
terii dha.Dakan hai merii dha.Dakan me.n
raat bhar jaagatii ye du_aa maa.Ngatii 
mere mahabuub jaldii se ab saamanaa ho teraa
oh oh jab se dekhaa hai \threedots

%Part 2

jab se dekhaa hai tere haath kaa chaa.Nd
maine dekhaa nahii.n raat kaa chaa.Nd
dil meraa kho gayaa bekhabar ho gayaa
aisaa thaa pahalii mulaakaat kaa chaa.Nd
ho jab se dekhaa hai \threedots

ho nazar me.n tuu hai jigar me.n tuu hai
du_aa me.n tuu hai asar me.n tuu hai
mere siine me.n dha.Dakataa hai tuu
merii saa.Nso.n me.n mahakataa hai tuu
vaqt hai shabanamii bas terii hai kamii
merii aaho.n me.n baaho.n me.n rahataa divaanaa meraa
ho jab se dekhaa hai \threedots

ho hameshaa mujh ko terii yaad aa_ii
tujhe hii chaahe merii tanahaa_ii 
tujhe mai.n sochuu.N akelepan me.n
terii dha.Dakan hai merii dha.Dakan me.n
raat bhar jaagatii ye du_aa maa.Ngatii 
mere mahabuub jaldii se ab saamanaa ho teraa
oh oh jab se dekhaa hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{naa piilaa naa niilaa ... meraa man Dole meraa tan Dole ... dupaTTaa}%
\film{Mujhe Kuchh Kehna Hai}%
\year{2001}%
\starring{Kareena Kapoor, Tushar Kapoor, Rinki Khanna, Amrish Puri}%
\singer{Anuradha Sriram}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor:  V S Rawat

\printtitle
#indian

naa piilaa naa niilaa naa kaalaa naa goraa
abhii hai dupaTTaa meraa koraa koraa

huu.N meraa man Dole meraa tan Dole
meraa tan Dole meraa man Dole
agar kare dil teraa
o agar kare dil teraa
aa ra.ng de dupaTTaa meraa

is ke aashiq dekho log hazaar hai.n
is pe jiine marane ko taiyaar hai.n
aur ko_ii le jaa_e baad me.n tuu pachhataa_e
abhii to saare bebas hai.n laachaar hai.n
agar kare dil teraa \threedots

gore tan pe pa.ndrah solah saal se
maine is ko rakhaa hai sambhaal ke
tuu chaahe mujh ko paanaa to ghar mere aa jaanaa
le jaanaa mujh pe laal chunariyaa Daal ke
agar kare dil teraa \threedots

meraa man Dole meraa tan Dole

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o jaan\-e\-man jaan\-e\-jaanaa ... mujhe kuchh kahanaa hai}%
\film{Mujhe Kuchh Kehna hai}%
\year{2001}%
\starring{Kareena Kapoor, Tushar Kapoor, Rinki Khanna, Amrish Puri}%
\singer{KayKay/ Sonu Nigam}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor:  V S Rawat

\printtitle
#indian

%Part 1

o jaan\-e\-man jaan\-e\-jaanaa Dhuu.NDhe tujhe dil diivaanaa
chaahat kii bechainiyo.n ko mushkil hai dil me.n chhupaanaa
itane din chupachaap rahaa ab aur nahii.n chup rahanaa hai
mujhe kuchh kahanaa hai

mausam badalataa rahaa ye dil machalataa rahaa
tere khayaalo.n me.n mai.n din raat jalataa rahaa
dard\-e\-judaa_ii kaa gam mujh ko aur nahii.n ab sahanaa hai 
mujhe kuchh kahanaa hai

had se guzar jaa_uu.N naa pal me.n Thahar jaa_uu.N naa
yuu.N hii ta.Dapate hu_e bin tere mar jaa_uu.N naa 
de ke lahuu apane is dil kaa terii rago.n me.n bahanaa hai
mujhe kuchh kahanaa hai

%Part 2

gu.Nchaa hai gul hai mausam\-e\-bahaar hai
sab aa chuke hai.n teraa intazaar hai

aa jaa aa jaa aa jaa
mujhe kuchh kahanaa hai
laa laa laa

merii aa.Nkho.n me.n dilabar teraa cheharaa chhupaa hai 
maine in dha.Dakano.n pe naam teraa likhaa hai 
Dhuu.NDhataa huu.N bahaane tuu kahii.n to mile
jaan\-e\-man aashiqii ke ho.n shuruu silasile
aa jaa aa jaa aa jaa
huu.N huu.N mujhe kuchh kahanaa hai
mujhe kuchh kahanaa hai

apanii diivaanagii ko mai.n chhupaataa rahaa 
dard\-e\-dil ko hameshaa mai.n dabaataa rahaa
chain lene naa detii bekaraarii merii
hosh me.n rahane naa de ab khumaarii terii

aa jaa aa jaa aa jaa
mujhe kuchh kahanaa hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{pyaar re dil maa.Nge pyaar re}%
\film{Mujhe Kuchh Kehna Hai}%
\year{2001}%
\starring{Kareena Kapoor, Tushar Kapoor, Rinki Khanna, Amrish Puri}%
\singer{KayKay}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor:  V S Rawat

\printtitle
#indian

oye o oye o oye o oye o 
pyaar re dil maa.Nge pyaar re pyaar re dil chaahe pyaar re 

dekho chaar din kii hai zi.ndagaanii raajaa Dhuu.NDhe apanii raanii
ko_ii hasiinaa mile jis se aa.Nkhe.n ho.n chaar re
pyaar re dil maa.Nge pyaar re pyaar re dil chaahe pyaar re 
oye o oye o oye o

aashiq ban jaataa hai diivaanaa ek din me.n
ye to dha.Dakataa hai ##college## me.n ##canteen## me.n
mahabuubaa dikhatii hai is ko to kitaabo.n me.n
ye khoyaa khoyaa rahataa anadekhe se khvaabo.n me.n
ye to kisii kii aa.Nkho.n pe marane ko hai taiyaar re 
pyaar re dil maa.Nge pyaar re pyaar re dil chaahe pyaar re 
oye o oye o

duniyaa jab sotii hai ye tanahaa jaagataa hai
anjaane se cheharo.n ke piichhe ye bhaagataa hai 
dil dhakadhak karataa hai ye chaahat kaa maaraa hai 
paagalapan karataa hai ye paagal aavaaraa hai
ye naa jaane kab kar baiThe kis se kahaa.N ikaraar re 
pyaar re dil maa.Nge pyaar re pyaar re dil chaahe pyaar re 

dekho chaar din kii hai zi.ndagaanii raajaa Dhuu.nDhe apanii raanii
ko_ii hasiinaa mile jise aa.Nkhe.n ho.n chaar re
pyaar re dil maa.Nge pyaar re pyaar re dil chaahe pyaar re 
oye o oye o oye o oye o

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{rabbaa mere rabbaa rabbaa ... is pyaar ko mai.n kyaa naam duu.N}%
\film{Mujhe Kuchh Kehna Hai}%
\year{2001}%
\starring{Kareena Kapoor, Tushar Kapoor, Rinki Khanna, Amrish Puri}%
\singer{Sonu Nigam}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor:  V S Rawat

\printtitle
#indian

rabbaa mere rabbaa rabbaa rabbaa mere rabbaa

is pyaar ko mai.n kyaa naam duu.N
rabbaa mere rabbaa rabbaa rabbaa mere rabbaa
is pyaar ko mai.n kyaa naam duu.N
bechain dil ko kaise aaraam duu.N
o bechain dil ko kaise aaraam duu.N
is pyaar ko mai.n kyaa naam duu.N
rabbaa mere rabbaa rabbaa rabbaa mere rabbaa

tanahaa_ii betaabii terii saugaate.n hai.n
mere in ho.nTho.n pe bas terii hii baate.n hai.n
rabbaa mere rabbaa rabbaa rabbaa mere rabbaa

kuchh naa kah paane kii ye kyaa majabuurii hai
nazadiik rah ke bhii ye kaisii duurii hai
khaamosh ho.nTho.n se kyaa paigaam duu.N
o bechain dil ko \threedots

had se jyaadaa terii chaahat mai.n karataa huu.N
ye pataa nahii.n tujh ko mai.n tujh pe marataa huu.N
rabbaa mere rabbaa rabbaa rabbaa mere rabbaa

ye intahaa.n to dekho mere diivaanepan kii
aawaaze.n sunataa huu.N mai.n terii dha.Dakan kii 
is aaGaaz ko kyaa a.njaam duu.N 
o bechain dil ko \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
