% ISB File: MujhseDostiKaroge_2002.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{##oh my darling, I love you## ... aaj ke la.Dake}%
\film{Mujhse Dosti Karoge}%
\year{2002}%
\starring{Hritik Roshan, Kareena Kapoor, Rani Mukherjee}%
\singer{Sonu Nigam, Alisha Chinoy, Chorus}%
\music{Rahul Sharma}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

aaj ke la.Dake ##I tell you##
kitane lalluu ##what to do##
ko_ii mujhe puuchhe ##how are you##
ko_ii mujhe bole ##how do you do##
kabhii ko_ii mujh se naa kahe ##oh my darling I love you##
##oh my darling## \threedots

aaj kii la.Dakii ##I tell you##
nakharevaalii sun le tuu
naa mai.n puuchhuu.N ##how are you##
naa mai.n boluu.N ##how do you do##
abhii yahii.n mai.n kahataa huu.N ##oh my darling I love you##
##oh my darling## \threedots

roz mile chhup ke chhuup ke pyaar kare chupake chupake 
haa.N roz mile chhup ke chhuup ke pyaar kare chupake chupake 
are mai.n kab kisii se Darataa huu.N mai.n to tum pe marataa huu.N
mai.n kaise ye maanuu.N chal meraa haath paka.D le tuu
lo haath paka.D ke mai.n boluu.N
##oh my darling## \threedots

achchhaa to chal pyaar kare.n saat samandar paar kare.n
tum pyaar karoge
e achchhaa to chal pyaar kare.n saat samandar paar kare.n
tere saath na aa_uu.N mai.n raste me.n Duub na jaa_uu.N mai.n jaa
pyaar me.n jo Duub ga_e yaar vahii to paar hu_e
aisaa hai to sun soniye
##oh my darling## \threedots

##come on everybody sing with me####

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{anadekhii anajaanii sii ... jaane vo kaisii hogii re}%
\film{Mujhse Dosti Karoge}%
\year{2002}%
\starring{Hritik Roshan, Kareena Kapoor, Rani Mukherjee}%
\singer{Lata, Udit Narayan}%
\music{Rahul Sharma}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

he he he he he ai he he he aa haa haa haa
aa haaa laa laa laa laa laa la laa
andekhii anjaanii sii pagalii sii diivaanii sii
jaane vo kaisii hogii re
chorii se chupake chupake baiThii hai dil me.n chhupake
jaane vo kaisii hogii re

andekhaa anjaanaa saa pagalaa saa diivaanaa saa
jaane vo kaisaa hogaa re
chorii se chupake chupake baiThaa hai dil me.n chhupake
jaane vo kaisaa hogaa re
he andekhii anjaanii sii \threedots

mere khayaalo.n me.n naa jaane kitanii tasviire.n banane lagii.n
he he he bas aasamaano.n par do dilo.n kii takadiire.n banane lagii.n
ho bin dekhe hai aisii bechainii taubaa
oy rabbaa dekhaa to jaane kyaa hogaa
sapano.n me.n aane vaalii nii.nde.n churaane vaalii
jaane vo kaisii hogii re
ho palako.n ke uupar niiche dil kii dha.Dakan ke piichhe
jaane vo kaisaa hogaa re
andekhii anjaanii sii \threedots

naa jaane kyaa hogaa kyaa naa hogaa pahalii mulaakaat me.n
he he he kaise chhupaa_uu.Ngii chaa.Nd ko mai.n us chaa.Ndanii raat me.n
bas ab to mai.n us kaa ghuu.NghaT kholuu.Ngaa
chupake se dekhuu.Ngaa kuchh naa boluu.Ngaa
ho_y ho_y ho_y ye bechainii o_y o_y o_y ye betaabii
jaane vo kaisaa hogaa re
ho jis ko dekhaa naa baraso.n dekhuu.Ngaa mai.n kal paraso.n
jaane vo kaisii hogii re
andekhaa anjaana saa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jaane dil me.n kab se hai tuu}%
\film{Mujhse Dosti Karoge}%
\year{2002}%
\starring{Hritik Roshan, Kareena Kapoor, Rani Mukherjee}%
\singer{Lata, Sonu Nigam}%
\music{Rahul Sharma}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

jaane dil me.n kab se hai tuu jab se mai.n huu.N tab se hai tuu
mujh ko mere rab kii kasam yaaraa rab se pahale hai tuu
jaane dil me.n kab se \threedots

aa
raahii chale naa chale chalate hai.n ye raaste
aa_o chale.n ruk ga_ii raste me.n kis vaaste
mai.n to kha.Dii huu.N yahii.n yaar milaa jab se hai tuu
jaane dil me.n kab se \threedots

naadaan ho jaate hai.n anjaan ho jaate hai.n
ik duusare pe chalo kurbaan ho jaate hai.n
tuu hai jahaa.N mai.n vahaa.N mujh ko sab se pyaaraa hai tuu
jaane dil me.n kab se \threedots

aa uu.N

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kah do ke tum mujhase dostii karoge}%
\film{Mujhse Dosti Karoge}%
\year{2002}%
\starring{Hritik Roshan, Kareena Kapoor, Rani Mukherjee}%
\singer{Asha, Udit Narayan, Alka Yagnik}%
\music{Rahul Sharma}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

he kah do ke tum mere dil me.n rahoge
kah do ke tum mujh se dostii karoge
kah do ke tum \threedots

dekhuu.Ngii sochuu.Ngii kal paraso.n kuchh kahuu.Ngii
he he he he kah do ke tum \threedots

laa la lall lall laa laa laa laa lall lall laa
ham saathii kitane puraane phir kyuu.N hai.n itane anjaane
he he he he he he he he he
kyaa ra.ng laa_e naa jaane bachapan ke ye dostaane
kab kahaa.N kyaa khabar jaa ruke ye nazar
are kyaa pataa kaun hai kisakaa yahaa.N hamasafar
kah do ke tum \threedots

tum bhii to ho dost merii tum to meraa saath de do
laa laa laa la laa la laa laa laa laa
apanii sahelii kaa mere haatho.n me.n tum haath de do
intazaar intazaar aur kyaa hai ye pyaar
jhuuTh hii ye sahii kah to do ek baar
lo maine kahaa tum se dostii karuu.Ngii
tum bhii kaho mujh se dostii karoge
dekhuu.Ngaa achchhaa sochuu.Ngaa oho kal paraso.n kuchh kahuu.Ngaa
ai maine kahaa tum se \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{saa.Nvalii sii ik la.Dakii dha.Dakan jaise dil kii}%
\film{Mujhse Dosti Karoge}%
\year{2002}%
\starring{Hritik Roshan, Kareena Kapoor, Rani Mukherjee}%
\singer{Udit Narayan, Chorus}%
\music{Rahul Sharma}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

saa.Nvalii sii ik la.Dakii dha.Dakan jaise dil kii
dekhe jis ke vo sapane kahii.n vo mai.n to nahii.n
saa.Nvalii sii ik la.Dakii \threedots

us kii ghanii zulfo.n me.n kis kii takadiir hai
us kii hasii.n aa.Nkho.n me.n kis kii tasviir hai
aataa nahii.n mujh ko yakii.n par kahii.n vo mai.n to nahii.n
saa.Nvalii sii ik la.Dakii \threedots

yahaa.N vahaa.N kahaa.N kahaa.N jaane rukatii hai us kii nazar
vaise to mai.n huu.N bekhabar itanii hai mujh ko khabar
ko_ii bhii hai hai vo yahii.n par kahii.n vo mai.n to nahii.n
saa.Nvalii sii ik la.Dakii \threedots

laa la la laa la la laa laa laa la la laa laa laa laa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
