% ISB File: Murder_2004.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{bhiige ho.NTh tere pyaasaa dil meraa}%
\film{Murder}%
\year{2004}%
\starring{Mallika Sherawat}%
\singer{Kunal Gaanjawala}%
\music{Anu Malik}%
\lyrics{Sayeed Quadri}%

% Contributor: BOL ANAMOL, [V S Rawat], 24/05/2004

\printtitle
#indian

bhiige ho.NTh tere, pyaasaa dil meraa
lage abr saa, haa, mujhe tan teraa

jam ke barasaa de, mujh par ghaTaa_e.n
tuu hii merii pyaas, tuu hii meraa jaam
kabhii mere saath, ko_ii raat guzaar
tujhe subahaa tak mai.n hai.n, karuu.N pyaar haa

(wo o o) \-4

saa.Nse.n aa.Nch terii, tan aag teraa
chhiine nii.nd merii, e luuTe chain meraa
kaalaa jaaduu kare lambe baal tere
aa.Nkhe.n jhiil terii, Dore laal tere

kabhii mere saath ko_ii raat guzaar
tujhe subahaa tak mai.n hai.n, karuu.N pyaar
wo
(wo o o) \-3
ye
wo o o

(wo o o) \-3
e
wo o o

aa.Nkhe.n kah rahii.n, jo naa ham kahe.n
use sun le tuu, jo naa lab kahe.n
tuu na soye aaj, mai.n naa so_uu.N aaj
tujhe dekhuu.N aaj, tujhame.n kho_uu.N aaj

kabhii mere saath ko_ii raat Guzaar
tujhe subahaa tak mai.n hai.n, karuu.N pyaar aa

(wo o o) \-3
ho
wo o o

bhiige ho.NTh tere, pyaasaa dil meraa
lage abr saa, haa, mujhe tan teraa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil ko hazaar baar rokaa rokaa rokaa}%
\film{Murder}%
\year{2004}%
\starring{Mallika Sherawat}%
\singer{Alisha Chinoy}%
\music{Anu Malik}%
\lyrics{Rahat Indori}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 14, 2004

\printtitle
#indian

haa.N a haa.N haa.N haa.N haa.N haa.N haa.N haa.N \-2
haa.N aa haa.N \-2
aa aa aa aa aa aa aa

( dil ko hazaar baar rokaa rokaa rokaa
dil ko hazaar baar Tokaa Tokaa Tokaa
dil hai hawaa_o.n kaa jho.Nkaa jho.Nkaa jho.Nkaa
dil ko bachaanaa, dhokhaa na khaanaa
dhokhaa hai pyaar yaar pyaar hai dhokhaa ) \-2
dil ko hazaar baar rokaa rokaa rokaa
haa.N a haa.N haa.N haa.N haa.N haa.N haa.N haa.N \-2
haa.N aa haa.N \-2
aa aa aa aa aa aa aa

Dhuu.NDhe jaa ko_ii bahaanaa,
Dhuu.NDhuu.N kyaa  ko_ii nishaanaa
haa.N Dhuu.NDhe jaa ko_ii bahaanaa
Dhuu.NDhuu.N kyaa ko_ii nishaanaa
dil kaa baazaar hai yahaa.N to
dil ko dilo.n se bachaanaa

dil ko hazaar baar rokaa rokaa rokaa
dil ko hazaar baar Tokaa Tokaa Tokaa
dil hai hawaa_o.n kaa jho.Nkaa jho.Nkaa jho.Nkaa
dil ko bachaanaa, dhokhaa na khaanaa
dhokhaa hai pyaar yaar pyaar hai dhokhaa
dil ko hazaar baar rokaa rokaa rokaa

bachanaa is aashiq se bachanaa
kaa.NTo.n kii dostii se bachanaa
haa.N haa.N bachanaa is aashiq se bachanaa
kaa.NTo.n kii dostii se bachanaa
aa.Nkho.n me.n bhar de a.ndheraa
tum aisii roshanii se bachanaa

dil ko hazaar baar rokaa rokaa rokaa
dil ko hazaar baar Tokaa Tokaa Tokaa
dil hai hawaa_o.n kaa jho.Nkaa jho.Nkaa jho.Nkaa
dil ko bachaanaa, dhokhaa na khaanaa
dhokhaa hai pyaar yaar pyaar hai dhokhaa
dil ko hazaar baar rokaa rokaa rokaa
dil ko hazaar baar Tokaa Tokaa Tokaa

haa.N a haa.N haa.N haa.N haa.N haa.N haa.N haa.N \-2
haa.N aa haa.N \-2
aa aa aa aa aa aa aa
dil ko hazaar baar rokaa rokaa rokaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kaho na kaho, ye aa.Nkhe.n bolatii hai.n}%
\film{Murder}%
\year{2004}%
\starring{Mallika Sherawat}%
\singer{Amir Jamal}%
\music{Anu Malik}%
\lyrics{Sayeed Quadri}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 14, 2004

\printtitle
#indian

kaho na kaho, ye aa.Nkhe.n bolatii hai.n
o sanam o sanam
o mere sanam
mohabbat ke safar me.n ye sahaaraa hai
vafaa ke saahilo.n kaa ye kanaaraa hai

( baadalo.n se uu.Nchii u.Daan unakii
sabase alag pahachaan unakii
unase hai pyaar kii kahaanii mansuub
aatii\-jaatii saa.Nso.n kii rawaanii mansuub) \- 2

% arabic lyrics

kaho na kaho, ye aa.Nkhe.n bolatii hai.n
o sanam o sanam
o mere sanam
mohabbat ke safar me.n tuu hamaaraa hai
a.ndhere raasto.n kaa tuu sitaaraa hai

% arabic lyrics

tuu hii jiine kaa sahaaraa hai
merii maujo.n kaa kinaaraa hai
mere liye ye jahaa.N hai tuu
tujhe mere dil ne pukaaraa hai

e e e e \-2

kaho na kaho, ye saa.Nse.n bolatii hai.n
o sanam o sanam
o mere sanam
labo.n pe naam tere bas hamaaraa hai
ye teraa dil bhii jaanaa.N ab hamaaraa hai

kaho na kaho, ye aa.Nkhe.n bolatii hai.n
o sanam o sanam
o mere sanam
mohabbat ke safar me.n ye sahaaraa hai
vafaa ke saahilo.n kaa ye kanaaraa hai

( Kaabo.n me.n tujhako sa.Nwaaraa hai
jazbo.n me.n apane utaaraa hai
merii ye aa.Nkhe.n jidhar dekhe.n
teraa hii teraa nazaaraa hai ) \-4

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
