% ISB File: NaTumJaanoNaHum_2002.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ahaa ahaa mujhe aisaa lagaa vo mil gayaa}%
\film{Na Tum Jaano Na Hum}%
\year{2002}%
\starring{Hritik Roshan, Isha Deol, Said Ali Khan}%
\singer{Phalguni Pathak, Chorus}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ahaa ahaa ahaa ahaa ahaa ahaa
mujhe aisaa lagaa vo mil gayaa
ahaa ahaa ahaa ahaa uu huu.n uu huu.n
mujhe aisaa lagaa ye dil gayaa
ahaa ahaa ahaa ahaa uu huu.n uu huu.n
vo kaun hai huu.n huu.n huu.n huu.n huu.n
bolo kaun hai huu.n huu.n huu.n huu.n huu.n
kab kaise kahaa.N ye kyaa ho gayaa

terii nii.nde.n le gayaa vo
tujhe sapane de gayaa vo
nahii.n honii thii ye baat ho ga_ii hai
din chhoTaa te lambii raat ho ga_ii hai
vo kaun hai na na na na naa
bolo kaun hai na na na na naa
mujhe aisaa \threedots

kyaa hogaa ho gayaa hai
dil naa khonaa kho gayaa hai
vo paagal mujh ko paagal kar gayaa hai
mai.n bach ga_ii par vo ghaayal kar gayaa hai
vo kaun hai na na na na naa
bolo kaun hai na na na na naa
kab kaise kahaa.N  \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil le ke haa.N jaa.N le ke haa.N}%
\film{Na Tum Jaano Na Hum}%
\year{2002}%
\starring{Hritik Roshan, Isha Deol, Said Ali Khan}%
\singer{Udit Narayan, Pamela Jain}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

dil le ke haa.N jaa.N le ke haa.N
terii galii mai.n aa gayaa
aa jaa agar tujhe aanaa hai aanaa hai
vaapas mujhe nahii.n jaanaa hai jaanaa hai
mushqil ye vaadaa nibhaanaa hai
ye soch le saathiyaa

dil le ke haa.N jaa.N le ke haa.N
terii galii mai.n aa ga_ii
aa jaa agar tujhe aanaa hai aanaa hai
vaapas mujhe nahii.n jaanaa hai jaanaa hai
mushqil ye vaadaa nibhaanaa hai
ye soch le saathiyaa

haal aisaa rahegaa agar ham to diivaane ho jaa_e.Nge
ham ko Dhuu.NDhegii duniyaa kahaa.N ik duuje me.n kho jaa_e.Nge
bas jo kahanaa thaa kah liyaa
bas jo sunanaa thaa sun liyaa
aa jaa agar \threedots

meraa aa.Nchal zaraa thaam le apanaa saajan banaa luu.N tujhe haa.N
baiTh jaa tuu mere saamane apane dil me.n basaa luu.N tujhe
aaj hii sab kuchh kar liyaa
jii liyaa maine mar liyaa
aa jaa agar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ham kyaa jaane.n ... ho la_i ke pyaar kii chunariyaa}%
\film{Na Tum Jaano Na Hum}%
\year{2002}%
\starring{Hritik Roshan, Isha Deol, Said Ali Khan}%
\singer{Udit Narayan, Sukhvindar Singh}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ham kyaa jaane.n terii baate.n tuu hii jaane raam
kis ke dil par naa jaane tuu likh de kis kaa naam

ho la_i ke pyaar kii chunariyaa daravajje pe kha.De hai.n saa.nvariyaa
ho la_i ke pyaar \threedots

der na kar chal saath mere chal
are der na kar chal saath mere chal biitii jaa_e umariyaa
haa.n la_i ke pyaar \threedots

saa saa ni saa ni saa ni saa ni re re
re saa re saa re saa re saa ga saa
saa saa ni saa ni saa ni saa ni re re
re saa re saa re saa re saa ga saa

o jaldii se ab ghuu.nghaT khol
miiThe bol do mu.Nh se bol
jhaa.Nk jharokhe se baahar terii galii me.n baj gayaa Dhol
tuu kaisaa hai diivaanaa tuu kaisaa mastaanaa
tuu kaisaa anjaanaa diivaanaa mastaanaa
o mai.n to naachuu.n biich bajariyaa
la_i ke pyaar \threedots

o pahale pyaar to ham kar le.n baad me.n tuu sharamaa lenaa
pal do pal dil Kush kar de jiivan bhar ta.Dapaa lenaa
tuu kaisaa hai diivaanaa tuu kaisaa mastaanaa
tuu kaisaa anjaanaa diivaanaa mastaanaa
o gir ga_ii mere dil pe bijuriyaa
la_i ke pyaar \threedots

aa dulhaniyaa ho ga_ii tumharii re
o la_i ke pyaar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jaa sanam mujhako hai pyaar pe aitabaar}%
\film{Na Tum Jaano Na Hum}%
\year{2002}%
\starring{Hritik Roshan, Isha Deol, Said Ali Khan}%
\singer{Sneha Pant, Kamaal Khan}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

jaa sanam mujh ko hai pyaar pe aitabaar
mai.n karuu.Ngii teraa intazaar
mai.n itanii duur chalaa jaa_uu.Ngaa
tujhe yaad bhii naa aa_uu.Ngaa
ye baat aur hai jaanam ke tujhe mai.n bhuul naa paa_uu.Ngaa

jaa sanam mujh ko hai pyaar pe aitabaar
jaa magar mu.D ke tuu dekh le ek baar
mai.n karuu.Ngii teraa intazaar \threedots

tum se hii thii merii zi.ndagii lekin ye kyaa hu_aa
tum bin bhii mai.n jii rahaa huu.N mai.n kaisaa huu.N bevafaa
jaa sanam aa_egii phir lauT ke ye bahaar
mai.n karuu.Ngii teraa intazaar \threedots

shaayad kabhii kahii.n tumhe.n merii mile Kabar
kar lenaa yaad bas mujhe mumakin ho ye agar
jaa sanam tere saath merii jaan hai mere yaar
mai.n karuu.Ngii teraa intazaar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tumase mujhe pyaar kyuu.N ho gayaa}%
\film{Na Tum Jaano Na Hum}%
\year{2002}%
\starring{Hritik Roshan, Isha Deol, Said Ali Khan}%
\singer{Kamaal Khan}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

tum se mujhe pyaar kyuu.N ho gayaa tum naa mile aur mai.n kho gayaa
tum mere Kvaabo.n se jaa naa sake tum merii baaho.n me.n aa naa sake

tum se gilaa nahii.n mujhe qismat se hai.n gile
karataa hai aasamaan kyuu.N ye dil ke faisale
tum mere Kvaabo.n  \threedots

barabaad ho gayaa mai.n kyuu.N ye bhii na kah sakaa
royaa mai.n yuu.N ke ek bhii aa.Nsuu na bah sakaa
tum mere Kvaabo.n  \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tuune dil se kyuu.N mujhako pukaaraa haa_y raam}%
\film{Na Tum Jaano Na Hum}%
\year{2002}%
\starring{Hritik Roshan, Isha Deol, Said Ali Khan}%
\singer{Abhijit, Pamela Jain}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

%Part 1:

o o huu.n aa
tuune dil se kyuu.N mujh ko pukaaraa
haa_y raam ye kyaa kar Daalaa
maine dil se tujhe kyuu.N pukaaraa
haa_y raam ye kyaa kar Daalaa
o o ho ho o o ho ho
ho o ho ho ho o ho ho

tuu udhar mai.n idhar dono.n ke dil hai.n diivaane pyaar me.n
huu.n huu.n huu.n huu.n 
qudarat ne rachaa khel saaraa
haa_y raam ye kyaa kar Daalaa \threedots

kuchh kahuu.N chup rahuu.N kyaa karuu.N aisaa ho rahaa hai kyuu.N
mujhe mere Kayaalo.n ne maaraa
haa_y raam ye kyaa kar Daalaa \threedots

%Part 2:

he he he
huu.n huu.n huu.n huu.n 
tuune dil se kyuu.N mujh ko pukaaraa
haa_y raam ye kyaa kar Daalaa
maine dil se tujhe kyuu.N pukaaraa
haa_y raam ye kyaa kar Daalaa

kyaa pataa kyaa hu_aa yuu.N lagaa tuune mujh ko chhuu liyaa
ko_ii dekh naa le ye nazaaraa
haa_y raam ye kyaa kar Daalaa \threedots

mere dil tuu mujhe thaam le varanaa Duub jaa_uu.Ngii
maine chho.D diyaa hai kinaaraa
maine dil se tujhe kyuu.N pukaaraa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye beTiyaa.N to baabul kii raaniyaa.N hai.n}%
\film{Na Tum Jaano Na Hum}%
\year{2002}%
\starring{Hritik Roshan, Isha Deol, Said Ali Khan}%
\singer{Jaspindar Narula, Chorus}%
\music{Rajesh Roshan}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ye beTiyaa.N to baabul kii raaniyaa.N hai.n
miiThii miiThii pyaarii pyaarii ye kahaaniyaa.N hai.n
ye shiishe diyaa.n gu.Diyaa.N rab jaaNe ke ye ku.Diyaa.N
kinnaa.n jamiyaa.n kinnaa.n le jaaniyaa.n hai.n
ye beTiyaa.N \threedots

ye la.Dakiyaa.N to maa.No.n kii raaniyaa.N hai.n
miiThii miiThii \threedots

in kaa raam hai rakhavaalaa in kaa bachapan bholaa bhaalaa
bholii bhaalii sii in kii javaaniyaa.N hai.n
ye la.Dakiyaa.N to \threedots

sab ke dil kii saare ghar kii ye raaniyaa.N hai.n
ye chi.Diyaa.N ik din phurr se u.D jaaniyaa.N hai.n
ko_ii in kaa haath naa chho.De ko_ii in kaa dil naa to.De
e te sachche rab diyaa.n meharbaaniyaa.N hai.n
ye beTiyaa.N \threedots

kahaaniyaa.N hai.n huu.n huu.n huu.n huu.n kahaaniyaa.N hai.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
