% ISB File: Naach_1949.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ai dil kise sunaa_uu.N ye dukh bharaa fasaanaa}%
\film{Naach}%
\year{1949}%
\starring{Suraiya, Shyam, Vasti, Omprakash, Kuldeep Kaur}%
\singer{Suraiya}%
\music{Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Kaif Irfani}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12560 [V S Rawat], 10/02/2004

\printtitle
#indian

ai dil kise sunaa_uu.N ye dukh bharaa fasaanaa \-2
rotii rahii mohabbat ha.Nsataa rahaa zamaanaa
ai dil kise sunaa_uu.N ye dukh bharaa fasaanaa

jis din se wo Kafaa hai taqadiir bhii Kafaa hai \-2
taqadiir bhii Kafaa hai
kitanaa badal gayaa hai mere liye zamaanaa \-2

rotii rahii mohabbat ha.Nsataa rahaa zamaanaa
ai dil kise sunaa_uu.N ye dukh bharaa fasaanaa

ro\-ro ke kah rahii hai unase merii mohabbat \-2
unase merii mohabbat
duniyaa badal ga_ii hai tuu bhii badal na jaanaa \-2

rotii rahii mohabbat ha.Nsataa rahaa zamaanaa
ai dil kise sunaa_uu.N ye dukh bharaa fasaanaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{baaT takuu.N mai.n terii koThe cha.Dh ke}%
\film{Naach}%
\year{1949}%
\starring{Suraiya, Shyam, Vasti, Omprakash, Kuldeep Kaur}%
\singer{Suraiya}%
\music{Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Mulkraj Bhakri}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12528 [V S Rawat], 10/02/2004
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

baaT takuu.N mai.n terii koThe cha.Dh ke \-2
aajaa mere baalamaa bahaanaa kar ke \-2

baaT takuu.N mai.n terii koThe cha.Dh ke \-2
aajaa mere baalamaa bahaanaa kar ke \-2

( ho saawan aayaa hai aayii.n ThaNDii hawaaye.n
ThaNDii hawaaye.n ) \-2
( saath\-saath laayii hai.n wo kaalii ghaTaaye.n
kaalii ghaTaaye.n ) \-2
achchhaa nahii.n rahanaa duniyaa se Dar ke \-2
aajaa mere baalamaa bahaanaa kar ke \-2

pak ga_ii.n a.nkhiyaa.N tak\-tak raah \-2
( dil me.n jagii hai tere milane kii chaah
milane kii chaah ) \-2
tere milane ko meraa jiyaa dha.Dake \-2
aajaa mere baalamaa bahaanaa kar ke \-2

( ho ke diiwaanii mai.n to tere pyaar me.n
tere pyaar me.n ) \-2
( kha.Dii huu.N mai.n to sajan tere i.ntazaar me.n
tere i.ntazaar me.n ) \-2
dil me.n aa.Nkho.n me.n terii yaad bha.Dake \-2
aajaa mere baalamaa bahaanaa kar ke \-2
baaT takuu.N mai.n terii koThe cha.Dh ke \-2
aajaa mere baalamaa bahaanaa kar ke \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chhaayaa samaa.N suhaanaa}%
\film{Naach}%
\year{1949}%
\starring{Suraiya, Shyam, Vasti, Omprakash, Kuldeep Kaur}%
\singer{Suraiya, Rafi}%
\music{Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Kaif Irfani}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12563 [V S Rawat], 10/02/2004

\printtitle
#indian

ra \:	chhaayaa samaa.N suhaanaa ho chhaayaa samaa.N suhaanaa
do \:	chhaayaa samaa.N suhaanaa ho chhaayaa samaa.N suhaanaa

ra \:	aramaa.N machal rahe hai.n ho.nTho.n pe hai taraanaa \-2
	dil kis tarah sambhaale haay jawaa.N zamaanaa

	chhaayaa samaa.N suhaanaa ho chhaayaa samaa.N suhaanaa
do \:	chhaayaa samaa.N suhaanaa ho chhaayaa samaa.N suhaanaa

su \:	aa.Nkho.n me.n hai.n bahaare.n ab ham jise pukaare.n \-2
	kisase kahe.n nigaahe.n ye pyaar kaa fasaanaa

	ho chhaayaa samaa.N suhaanaa ho chhaayaa samaa.N suhaanaa
do \:	chhaayaa samaa.N suhaanaa ho chhaayaa samaa.N suhaanaa

ra \:	sunataa na ho kahii.n wo baiThaa na ho kahii.n wo \-2
	karate ho pyaar jisase dil jisape hai luTaanaa

	ho chhaayaa samaa.N suhaanaa ho chhaayaa samaa.N suhaanaa
do \:	chhaayaa samaa.N suhaanaa ho chhaayaa samaa.N suhaanaa

su \:	o chaa.Nd chaudahwii.n ke mai.n huu.N terii chakorii \-2
	meraa dil na to.D denaa mat kar galat uThaanaa

	ho chhaayaa samaa.N suhaanaa ho chhaayaa samaa.N suhaanaa
do \:	chhaayaa samaa.N suhaanaa ho chhaayaa samaa.N suhaanaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ishq me.n maharuumiyaa.N ... jo tum badale jahaa.N badalaa}%
\film{Naach}%
\year{1949}%
\starring{Suraiya, Shyam, Vasti, Omprakash, Kuldeep Kaur}%
\singer{Suraiya}%
\music{Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Mulkhraj Bhakri}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], 10/02/2004

\printtitle
#indian

ishq me.n maharuumiyaa.N naakaamiyaa.N barabaadiyaa.N
merii qismat me.n jo likkhaa hai mujhe maaluum hai

jo tum badale jahaa.N badalaa nazar badalii zamaane kii \-2
ye aa.Nsuu chaar baakii hai.n nishaanii dil lagaane kii
jo tum badale jahaa.N badalaa

uja.Danaa isako kahate hai.n biga.Danaa isako kahate hai.n
ke na tinake rahe naa shaaK baaqii aashiyaane kii

jo tum badale jahaa.N badalaa nazar badalii zamaane kii \-2
ye aa.Nsuu chaar baakii hai.n nishaanii dil lagaane kii
jo tum badale jahaa.N badalaa

zaraa ruk jaa_o mere aa.Nsu_o.N bahane se ruk jaa_o
abhii to ibtedaa hii hai mere Gam ke fasaane kii

jo tum badale jahaa.N badalaa nazar badalii zamaane kii \-2
ye aa.Nsuu chaar baakii hai.n nishaanii dil lagaane kii
jo tum badale jahaa.N badalaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kyuu.N karataa maan jawaanii kaa}%
\film{Naach}%
\year{1949}%
\starring{Suraiya, Shyam, Vasti, Omprakash, Kuldeep Kaur}%
\singer{Lata, Rafi, Geeta}%
\music{Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Mulkhraj Bhakri}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 12, 2005

\printtitle
#indian

la, ra:	( kyuu.N karataa maan jawaanii kaa \-2
	tuu ek bulabulaa paanii kaa \-2 ) \-2

ra:	ye raunaq saarii do din kii
la:	ho do din kii
gii:	ho do din kii
ra:	jiiwan phulawaarii do din kii
gii:	ho do din kii
la:	ho do din kii
	( kyuu.N karataa teraa meraa hai
gii:	naa teraa hai naa meraa hai ) \-2
la, ra:	duniyaa hai naam kahaanii kaa \-2
	tuu ek bulabulaa paanii kaa \-2
	kyuu.N karataa maan jawaanii kaa \-2
	tuu ek bulabulaa paanii kaa \-2

ra:	ye ruup jawaanii ra.ng rahe
la:	naa ra.ng rahe
gii:	naa ra.ng rahe
ra:	sadaa ko_ii bhii tere sa.ng rahe
gii:	naa sa.ng rahe
la:	naa sa.ng rahe
	( jo dekh rahaa hai sapanaa hai
gii:	ko_ii naa teraa apanaa hai ) \-2
la, ra:	duniyaa hai naam kahaanii kaa \-2
	tuu ek bulabulaa paanii kaa \-2
	kyuu.N karataa maan jawaanii kaa \-2
	tuu ek bulabulaa paanii kaa \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{lab pe fariyaad hai dil barabaad hai}%
\film{Naach}%
\year{1949}%
\starring{Suraiya, Shyam, Vasti, Omprakash, Kuldeep Kaur}%
\singer{Lata, Rafi, Geeta}%
\music{Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Mulkhraj Bhakri}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 30, 2005
% Kosh mentions "Chorus" among singer, but I didn't find Chorus in it.

\printtitle
#indian

la, gii:	( lab pe fariyaad hai dil barabaad hai
	lekin barabaad dil me.n tuu hii aabaad sajaniyaa
	tuu hii aabaad hai ) \-2

ra:	hamane samajhaa thaa apanaa bhii hogaa ko_ii
	haay qismat hamaaraa ko_ii nahii.n
	mere Gam kii kahaanii kaun sune
	duniyaa me.n sahaaraa ko_ii nahii.n
la, gii:	( lab pe fariyaad hai dil barabaad hai
	lekin barabaad dil me.n tuu hii aabaad sajaniyaa
	tuu hii aabaad hai ) \-2

ra:	terii yaad se dil aabaad kiyaa
	par tuune na bhuul ke yaad kiyaa
	aur isape sitam mere saamane hii
	tuune Gair kaa ghar aabaad kiyaa
la, gii:	( lab pe fariyaad hai dil barabaad hai
	lekin barabaad dil me.n tuu hii aabaad sajaniyaa
	tuu hii aabaad hai ) \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{siine me.n aag bha.Dakatii hai ... ai ishq hame.n barabaad na kar}%
\film{Naach}%
\year{1949}%
\starring{Suraiya, Shyam, Vasti, Omprakash, Kuldeep Kaur}%
\singer{Suraiya, Rafi}%
\music{Husnlal-Bhagatram}%
\lyrics{Sarshar Sailani}%

% Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], 10/02/2004

\printtitle
#indian

su \:	siine me.n aag bha.Dakatii hai aa.Nkho.n se paanii bahataa hai
	kuchh aisii choT lagii dil par dil ro\-ro kar ye kahataa hai

	ai ishq hame.n barabaad na kar \-4

	dil to.D ke man kaa miit gayaa
	ham haar gaye Gam jiit gayaa
	Kushiyo.n kaa zamaanaa biit gayaa
	Kushiyo.n kaa zamaanaa yaad na kar

ra \:	ai ishq hame.n barabaad na kar \-2

	kyuu.N rote hai.n do diiwaane
	bedard zamaanaa kyaa jaane
	bedard zamaane se ai dil
	ummiid na rakh fariyaad na kar

su \:	ai ishq hame.n barabaad na kar \-2

	pahale to qafas me.n qaid kiyaa
	saiyyaad ne phir ye huqm diyaa
	ho.nTho.n ko sii ashqo.n ko pii
	aa.Nsuu na bahaa fariyaad na kar

su \:	ai ishq hame.n barabaad na kar \-4

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
