% ISB File: NaacheMayuri_1986.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{saadhanaa aaraadhanaa merii ... kaise naache mayuurii}%
\film{Naache Mayuri}%
\year{1986}%
\starring{Sudha Chandran, Shekhar Suman, Vinod Nagpal, Aruna Irani}%
\singer{Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11323 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

saadhanaa aaraadhanaa merii rah ga_ii adhuurii \-2
dekh o naTaraajaa dekh merii ye majabuurii
kaise naache mayuurii \-2
naache mayuurii
saadhanaa aaraadhanaa \threedots

maine kitane diip jalaa_e \-2
maine kitane phuul cha.Dhaa_e
bhuul hu_ii kyaa mujhase devaa
bhuul gayaa tuu merii sevaa
o kailaash ke vaasii merii aatmaa rah ga_ii pyaasii
merii puujaa hu_ii na puurii
saadhanaa aaraadhanaa \threedots

mai.n ro_uu.N mai.n ta.Dapuu.N aise \-2
pa.Nkh binaa ko_ii pa.nchhii jaise
pahale chham\-chham bajate ghu.Ngharuu
ab chham\-chham bahate hai.n aa.Nsuu
mai.n chal bhii na paa_uu.N
mai.n kyaa naachuu.N mai.n kyaa gaa_uu.N
man kii TuuT ga_ii baa.Nsurii
saadhanaa aaraadhanaa \threedots

tan ghaayal man meraa ghaayal
tuune to.Dii merii paayal
phir bhii jiivan bhar naachuu.Ngii
chham\-chham ro\-ro kar naachuu.Ngii
gir jaa_uu.Ngii par naachuu.Ngii
mar jaa_uu.Ngii par naachuu.Ngii
mai.n ik paa.Nv par naachuu.Ngii \-2
mar jaa_uu.Ngii par naachuu.Ngii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
