% ISB File: NaagPanchami_1953.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{merii chunarii u.Dhaaye liyo jaaye}%
\film{Naag Panchami}%
\year{1953}%
\starring{Nirupa Roy, Manahar Desai, Ranjeet Kumari, B M Vyas, Durga Khote}%
\singer{Asha, Female Voice, Chorus}%
\music{Chitragupt}%
\lyrics{Gopal Singh Nepali}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 23, 2005

\printtitle
#indian

aa:	merii chunarii u.Dhaaye liyo jaaye
	u.Dhaaye liyo jaaye phulawaarii kii ThaNDii hawaa
ko:	merii chunarii u.Dhaaye liyo jaaye
	u.Dhaaye liyo jaaye phulawaarii kii ThaNDii hawaa

?:	ThaNDii hawaa jo chunarii u.Dhaaye
	gorii ye mukha.Daa kahaa.N chhupaaye
	bhauro.n kii Tolii najar lagaaye
ko:	bhauro.n kii Tolii najar lagaaye
aa:	o nazar sabakii bachaaye liyo jaaye
	u.Dhaaye liyo jaaye phulawaarii kii ThaNDii hawaa
ko:	merii chunarii u.Dhaaye liyo jaaye
	u.Dhaaye liyo jaaye phulawaarii kii ThaNDii hawaa

aa:	o
	( ThaNDii hawaa me.n man meraa cha.nchal
	bayyaa paka.D ke hawaa kahe chal chal ) \-2
	hawaa kahe chal chal
?:	chalogii kaise bajegii paayal
ko:	chalogii kaise bajegii paayal
aa:	o merii paayal bajaaye liyo jaaye
	u.Dhaaye liyo jaaye phulawaarii kii ThaNDii hawaa

aa:	o
	( jab mere man kii chamelii phuule
	phaagun me.n khele saawan me.n jhuule ) \-2
	saawan me.n jhuule
?:	bhaado.n me.n raanii rastaa na bhuule
ko:	bhaado.n me.n raanii rastaa na bhuule
aa:	o mere man ko bhulaaye liyo jaaye
	u.Dhaaye liyo jaaye phulawaarii kii ThaNDii hawaa
ko:	merii chunarii u.Dhaaye liyo jaaye
	u.Dhaaye liyo jaaye phulawaarii kii ThaNDii hawaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{na jaane kaisii burii gha.Dii me.n ... arthii nahii.n naarii kaa}%
\film{Naag Panchami}%
\year{1953}%
\starring{Nirupa Roy, Manahar Desai, Ranjeet Kumari, B M Vyas, Durga Khote}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{Chitragupt}%
\lyrics{Gopal Singh Nepali}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10141 [V S Rawat]
% Comments: This song is in the background.

\printtitle
#indian

na jaane kaisii burii gha.Dii me.n dulhan banii ek abhaagan
piyaa kii arthii lekar chalii hone satii suhaagan

arthii nahii.n naarii kaa suhaag jaa rahaa hai
bhagavaan tere ghar kaa si.ngaar jaa rahaa hai

bajataa thaa jiivan kaa giit do saa.Nso.n ke taaro.n me.n
TuuTaa hai jisakaa taar vo sitaar jaa rahaa hai
bhagavaan tere ghar kaa \threedots

jalataa thaa jab tak jalatii rahii chi.ngaarii
bujhane ko ab tan kaa a.ngaar jaa rahaa hai
bhagavaan tere ghar kaa \threedots

bhav saagar kii laharo.n me.n bichha.De aise do saathii
sajanii ma.Njhadhaar saajan us paar jaa rahaa hai
bhagavaan tere ghar kaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
