% ISB File: Naagin_1959(PAKISTAN).txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{meraa pyaar haar gayaa haay re}%
\film{Naagin}%
\year{1959}%
\starring{Niilo}%
\singer{Zubeida Khanum}%
\music{}%
\lyrics{}%

% Contributor: Urzung Khan
% Transliterator: K Vijay Kumar
% Date: May 25,2001

\printtitle
#indian

ro rahii hai.n hasarate.n milanaa bahut dushvaar hai
is taraf mai.n us taraf tuu darmiyaa.N diivaar hai

meraa pyaar haar gayaa haay re
maa.Ngii Kushii duHkh paaye re
ko_ii kahaa.N ab jaaye re
meraa pyaar haar gayaa haay re

baras rahii hai.n aa.Nkho.n se  
chham chham, bin baadal barasaate.n
ojhal ho gayaa chaa.Nd nazar se
naagin ban ga_ii raate.n
haay naagin ban ga_ii raate.n
dil baar baar ghabaraaye re
maa.Ngii Kushii duHkh paaye re
ko_ii kahaa.N ab jaaye re
meraa pyaar haar gayaa haay re

be\-par huu.N mai.n paas tumhaare
kaise u.D kar jaa_uu.N
sar Takaraa kar is pi.njare se
mai.n naa kahii.n mar jaauu.N
haay mai.n naa kahii.n mar jaauu.N
roye.n nain chain nahii.n aaye re
maa.Ngii Kushii duHkh paaye re
ko_ii kahaa.N ab jaaye re
meraa pyaar haar gayaa haay re

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
