% ISB File: Naajaayaz_1995.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{barasaat ke mausam me.n ... abii zindaa huu.N to}%
\film{Naajaayaz}%
\year{1995}%
\starring{Naseeruddin, Juhi, Ajay Devgan, Deepak Tijori, Reema Lagu, Ashish Vidyarthi}%
\singer{Kumar Sanu}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Indivar}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

barasaat ke mausam me.n tanhaa_ii ke aalam me.n \-2
mai.n ghar se nikal aayaa botal bhii uThaa laayaa
abii zindaa huu.N to ( jii lene do ) \-2
bharii barasaat me.n pii lene do \-2

( mujhe Tuka.Do.n me.n nahii.n jiinaa hai
qataraa qataraa to nahii.n piinaa hai ) \-2
ho aaj paimaane haTaa do yaaro.n
haa.N saaraa maiKaanaa pilaa do yaaro.n
maikado.n me.n to piyaa karataa huu.N \-2
chalatii raaho.n me.n to pii lene do
abii zindaa huu.N to \threedots

( mere dushman hai.n zamaane ke Gam
baad piine ke ye ho.nge kam ) \-2
ho zulm duniyaa ke na sah paa_uu.Ngaa
bin pi_e aaj na rah paa_uu.Ngaa
mujhe haalaat se Takaraanaa hai \-2
aise haalaat me.n pii lene do
abii zindaa huu.N to \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{bol kisakaa naam hai ... laal laal ho.nTho.n pe}%
\film{Naajaayaz}%
\year{1995}%
\starring{Naseeruddin, Juhi, Ajay Devgan, Deepak Tijori, Reema Lagu, Ashish Vidyarthi}%
\singer{Alka Yagnik, Kumar Sanu}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Indivar}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ko \:	bol kisakaa naam hai \-2
	kaalii kaalii aa.Nkho.n me.n gore gore gaalo.n
	pe lambe lambe baalo.n me.n
	saa.Nso.n me.n Kvaabo.n me.n baato.n me.n baaho.n me.n
	bol bol bol bol bol bol bol

ku \:	laal laal ho.nTho.n pe gorii kisakaa naam hai
	dil me.n kaun rahataa hai kisakaa muqaam hai
	are laal laal ho.nTho.n pe gorii kisakaa naam hai \-2
	laal laal ho.nTho.n pe bol kisakaa naam hai

a \:	laal laal ho.nTho.n pe piyaa teraa naam hai
	mai.n huu.N kaniiz dil teraa gulaam hai
	are laal laal ho.nTho.n pe piyaa teraa naam hai
	laal laal ho.nTho.n pe bas teraa naam hai
	dil kaa tuu maalik hai dil teraa muqaam hai
ko \:	laal laal ho.nTho.n pe \threedots

ku \:	tere dil kii kalii pahale kabhii kyaa khilii thii
	mujhase pahale kabhii kyaa tuu kisii se milii thii
a \:	are naa baabaa naa ilzaam ye naa lagaanaa
	tujhase pahale kabhii apanaa kisii ko naa maanaa 
	haa aa \-2
ku \:	mere siine pe ##locket##
	##locket## me.n terii hii tasviir maine sajaa_ii
a \:	meraa tuu chaa.Ndii sonaa
	teraa hii honaa hai karanii hai tujhase sagaa_ii
ku \:	niichii nigaaho.n kaa ( tujhako salaam hai ) \-2
	kaalii kaalii aa.Nkho.n me.n gorii kisakaa naam hai
a \:	kaalii kaalii aa.Nkho.n me.n piyaa teraa naam hai
ku \:	are laal laal ho.nTho.n pe \threedots

a \:	o tere haath me.n rumaal paan kii rachaa_ii hai laalii
	tirachhii Topii terii lagataa hai tuu to mavaalii
ku \:	mai.n huu.N majanuu.n teraa merii lailaa nahii.n mai.n mavaalii
	apane aashiq ko tuu detii hai kyuu.n aisii gaalii
a \:	haa aa \-2
ku \:	dil tujh pe qurbaan kiyaa teraa hii naam liyaa
	zi.ndaa merii shaayarii tuu
a \:	nahii.n dekhaa naa dekhuu.ngii tere sivaa auro.n ko
	zi.ndaa merii aashiqii tuu
	mujhako ek bas ( tujhase hii kaam hai ) \-2
ku \:	terii har dha.Dakan me.n gorii kisakaa naam hai
a \:	merii har dha.Dakan me.n piyaa teraa naam hai
ku \:	are laal laal ho.nTho.n pe \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ek kadam teraa ek kadam meraa}%
\film{Naajaayaz}%
\year{1995}%
\starring{Naseeruddin, Juhi, Ajay Devgan, Deepak Tijori, Reema Lagu, Ashish Vidyarthi}%
\singer{Kumar Sanu, Alka Yagnik}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Indivar}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ku \:	ek kadam teraa ek kadam meraa
	sa.ng ham chale.n ho safar puuraa
a \:	ek kadam teraa ek kadam meraa
	sa.ng ham chale.n ho safar puuraa
ku \:	ek kadam teraa ek kadam meraa
a \:	sa.ng ham chale.n ho safar puuraa

ku \:	( raaste kii mushkil se ko_ii kyuu.n ghabaraa_egaa
	Gam hai kise jo raat hai kaalii kal suuraj aa_egaa
a \:	hamako isii raste me.n milegii Kushiyo.n kii baaraat
	sone jaisaa din nikalegaa chaa.Ndii jaisii raat ) \-2
	ek diiyaa teraa ek diiyaa meraa
	palako.n pe rakho ho safar puuraa
ku \:	ek kadam teraa \threedots

	( kadamo.n se kadamo.n kaa milanaa kismat hotaa hai
	dil se dil mil jaa_e vahaa.n ik tiirath hotaa hai
a \:	apane dil me.n pyaar kaa ek anamol khazaanaa hai
	ek duuje kii dha.Dakan banakar saath nibhaanaa hai ) \-2
ku \:	ek dil teraa ek dil meraa
	dono.n mile ho safar puuraa
a \:	ek kadam teraa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ho ii ye kyaa hu_aa ... daravajjaa khulaa chho.D aa_ii}%
\film{Naajaayaz}%
\year{1995}%
\starring{Naseeruddin, Juhi, Ajay Devgan, Deepak Tijori, Reema Lagu, Ashish Vidyarthi}%
\singer{Alka Yagnik}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Indivar}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ho ii ye kyaa hu_aa
haay ye teraa cheharaa u.Daa u.Daa
haay ye kyaa hu_aa
ye kurtii masak ga_ii chunarii sarak ga_ii
paa.nv pa.Date hai.n udhar dhyaan teraa hai teraa kidhar
kisii ne tujhako chhu_aa
boli_ee kaise hu_aa
kuchh na kuchh ho hii gayaa
boli_ee kaise hu_aa

nii.nd ke maare pii kaa pii kaa
daravajjaa khulaa chho.D aa_ii nii.nd ke maare
mai.n jaane kyaa kyaa kar aa_ii nii.nd ke maare

raat more sai.nyaa ne paanii maa.ngaa
are dilaayaa kyaa
mai.n ku_e.n me.n dhakel aa_ii nii.nd ke maare
daravajjaa khulaa chho.D aa_ii \threedots

Tik Tap Tik Tap Tik Tap Tik Tap
raat more sai.nyaa ne aNDaa maa.ngaa
khilaayaa kyaa
haay da_iiyaa aa
mai.n DanDaa paros aa_ii nii.nd ke maare
daravajjaa khulaa chho.D aa_ii \threedots

raat more sai.nyaa ne bii.Daa maa.ngaa
are chuunaa lagaayaa
mai.n chuuran chaTaa_ii aa_ii nii.nd ke maare
daravajjaa khulaa chho.D aa_ii \threedots

raat more sai.nyaa ne takiyaa maa.ngaa
phir kuchh kar aa_ii
pa.Dosan sulaa_ii aa_ii nii.nd ke maare
haay pa.Dosan sulaa_ii aa_ii nii.nd ke maare
daravajjaa khulaa chho.D aa_ii \threedots

so_ii pa.Dosan si.ngaar teraa TuuTaa
ii.nT kahii.n maarii anaar kahii.n chhuuTaa
golii kahii.n daagii aur golii kahii.n laagii
hamase kahii.n ro_ii aur tuu pyaasii jaagii
tuu sahii kaam kar aa_ii nii.nd ke maare

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kyaa tum mujhase pyaar karate ho}%
\film{Naajaayaz}%
\year{1995}%
\starring{Naseeruddin, Juhi, Ajay Devgan, Deepak Tijori, Reema Lagu, Ashish Vidyarthi}%
\singer{Kumar Sanu, Alka Yagnik}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Indivar}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ku \:	dil kii baat labo.n pe laa_uu.N
	aajaa tujhako aaj bataa_uu.N

a \:	kyaa tum mujhase pyaar karate ho
	kyaa tum mujhape dil se marate ho
ku \:	haa.N kasam se kasam se haa.N kasam se kasam kii kasam kasam se
	sanam ham janam janam se tumape marate hai.n
	kyaa tum mujhase pyaar karatii ho
	kyaa tum mujhape dil se maratii ho
a \:	haa.N kasam se kasam se haa.N kasam se kasam kii kasam kasam se
	sajan ham janam janam se tumape marate hai.n

ku \:	kyaa hotaa hai dil kaa churaanaa tuune jaanam kaise jaanaa
	tuu to hasiinaa hai ba.Dii kamasin kaise aayaa aa.Nkhe.n churaanaa
a \:	kaliyo.n ne khilanaa kaise jaanaa maujo.n ne milanaa kaise jaanaa
	solah saavan sikhaa ga_e hai.n mujhako bhii to aa.Nkh churaanaa \-2
	kyaa chhup chhup diidaar karate ho
	meraa i.ntazaar karate ho
ku \:	haa.N kasam se kasam se haa.N kasam se kasam kii kasam kasam se
	sanam ham kadam kadam i.ntazaar karate hai.n
a \:	haa.N kasam se kasam se \threedots

	kab tak ham tumhe.n achchhe lage.nge kab tak aa.Nkhe.n chaar karoge
	bolo kab tak dil na bharegaa kab tak tum hame.n pyaar karoge
ku \:	lagatii ho tum itanii pyaarii umar bhar tumhe.n dekhaa kare.nge
	pyaar hai jab tak is duniyaa me.n tab tak ham tum pyaar kare.nge \-2
	ham pe etabaar karatii ho
	kyaa tum ye ikaraar karatii ho
a \:	haa.N kasam se kasam se haa.N kasam se kasam kii kasam kasam se
	sajan ham kadam kadam etabaar karate hai.n
ku \:	haa.N kasam se \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tujhe pyaar karate karate terii nii.nd tak u.Daa duu.n}%
\film{Naajaayaz}%
\year{1995}%
\starring{Naseeruddin, Juhi, Ajay Devgan, Deepak Tijori, Reema Lagu, Ashish Vidyarthi}%
\singer{Alka Yagnik}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Indivar}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

tujhe pyaar karate karate terii nii.nd tak u.Daa duu.n
aa_uu.n jo apanii zid pe tujhe kyaa se kyaa banaa duu.n
tujhe pyaar karate karate \threedots

tuu hii ye bandagii hai tuu hii merii aaratii hai
mujhe kyaa garaz ki duniyaa mujhe kyaa pukaaratii hai
tujhe zi.ndagii na_ii duu.n tujhe naam bhii nayaa duu.n
aa_uu.n jo apanii zid pe \threedots

vo khushii kii roshanii ho yaa vo Gam kaa ho a.ndheraa
jo nasiib hogaa teraa vo nasiib hogaa meraa
mere haatho.n kii lakiire.n tere haath pe sajaa duu.n 
aa_uu.n jo apanii zid pe \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
