% ISB File: NaakaaBandi_1990.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ishvar bolo allaah bolo ... kayaane.n tar jaanaa jinaane teraa naam japayaa.n}%
\film{Naakaa Bandi}%
\year{1990}%
\starring{Dharmendra, Sridevi, Chunky, Sonam, Dara Singh, Anupam Kher, Amrish}%
\singer{Shailendra Singh, Shabbir Kumar}%
\music{Bappi Lahiri}%
\lyrics{Anjaan}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ishvar bolo allaah bolo chaahe bolo raam
saare biga.De kaam sa.nvaare bas ek rab kaa naam
( ka_ii tar ga_e ) \-2 
kayaane.n tar jaanaa jinaane teraa naam japayaa.n
ho kayaane.n tar jaanaa \threedots

are naa mai.n jaanuu.n ishvar allaah naa mai.n jaanuu.n raam
mere li_e to rab se pyaaraa bhaiyaa teraa naam
( mere dil ne to ) \-2 tainuu.n rab maanaa
maine to teraa naam japayaa.n
mere dil ne to tainuu.n rab maanaa
maine to teraa naam japayaa.n

haa.N rab kii nazar me.n gunehagaar na banaa
mainuu.n rab naa bol tainuu.n rab daa vaastaa
ho rab daa vaastaa

rab jo milanaa chaahe to mai.n rab se ye kahuu.n
are mujhase milanaa ho to meraa bhaiyaa ban ke aa_o
naa mai.n jaanuu.n \threedots

( paidaa kiyaa rab ne tainuu.n paalaa hai mujhe
pyaar ke ra.ngo.n me.n tuune Dhaalaa hai mujhe ) \-2
mere li_e pyaar hai jo sabame.n baa.nT de
auro.n kii Kidamat me.n saarii umr kaaT de
ishvar bolo allaah bolo \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{thaam thaam dil ko le thaam ... rekhaa ko dekhaa}%
\film{Naakaa Bandi}%
\year{1990}%
\starring{Dharmendra, Sridevi, Chunky, Sonam, Dara Singh, Anupam Kher, Amrish}%
\singer{Asha}%
\music{Bappi Lahiri}%
\lyrics{Anjaan}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

( thaam thaam dil ko le thaam
dil ko le thaam zaraa dil ko le thaam ) \-2
rekhaa ko dekhaa tuune hemaa ko dekhaa
nargis ko dekhaa tuune nuutan ko dekhaa
zaraa idhar palaT kar dekh
mai.n lagatii huu.N shriidevii lagatii huu.N \-2
thaam thaam zaraa dil ko \threedots

madhuubaalaa jaisii ##beauty## hai merii aashaa paarekh jaisii chaal
##talent## miinaa kumaarii kaa mujhame.n jiinat kaa jalavaa jalaal
hai saadhanaa kii vo saadagii bhii mumataaz vaalaa dhamaal
maalaa vahiidaa kii sab Kuubiyaa.N hai.n vaijantii ke sab qamaal
rekhaa ko dekhaa tuune \threedots

##dance## karanaa jaanuu.n ##romance## karanaa jaanuu.n
jo chaahe mujhase karavaa lo
##hero heroine comedian villain## kaa
##dialogue## ko_ii bulavaa lo
are o saambhaa kitane aadamii the
bahut naa_insaaphii hai
golii chhaH aadamii tiin
haa haa haa Dhishum Dhishum Dhishum Dhishum
ab teraa kyaa hogaa re kaaliyaa
rekhaa ko dekhaa tuune \threedots

ho ##tragedy role## yaa ##comedy role## har ##role## me.n huu.N mai.n ##fit##
jo bhii mujhe ##role## degaa ##film## me.n usakii ##film## hogii ##hit##
kar duu.ngii ek din chhuTTii mai.n sabakii qaayam karuu.ngii misaal
##picture## me.n degaa jo ##chance## mujhako ho jaa_egaa maalaamaal
rekhaa ko dekhaa tuune \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
