% ISB File: NaamKyaaHai_1995.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{chikalakii chikalakii chumbii ... nahii.n chho.De piichhaa zamaanaa}%
\film{Naam Kyaa Hai}%
\year{1995}%
\starring{}%
\singer{Alka Yagnik, Kumar Sanu}%
\music{Anand Milind}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

chikalakii chikalakii chumbii chikalakii chikalakii lumbaa chumbii
nahii.n chho.De piichhaa zamaanaa kahanaa sunanaa
ye la.Dakaa to hai yaar ba.Daa hii lappuujhannaa
ise samajhaa_uu.ngii ke meraa rastaa chho.De
banaa mai.n sakatii nahii.n usakaa diivaanaa kyaa bananaa
chikalakii chikalakii \threedots

luuT baiThaa jo dil use kyaa kahanaa
nahii.n bachcho.n kaa khel ko_ii diivaanaa bananaa
jo chaaho samajho tum mohabbat kii hai maine
to kaise chho.Duu.n bolo o jaan\-e\-tamannaa
chikalakii chikalakii \threedots

jaake ab sajii hai mahafil kitanii mahafilo.n ke baad
aaj ham mile hai.n jaake kitane faasalo.n ke baad
dar badar bhaTakane ko kaise chho.D de.n tumako
dil ek dilabar paayaa itanii mushkilo.n ke baad
vo mil ga_e hai.n jo sajan the mere aage
mai.n bhii huu.N majabuur kyaa karuu.n mai.n kyaa kare dil
chikalakii chikalakii \threedots

aaj to diivaanii ho tuu aaj hai tumhaarii shaam
ye nashaa utar jaa_e to logii phir meraa hii naam
kaise kaise aa jaate hai.n akl se chale.n paidal
ko_ii aa ke puuchhe inase aapakaa yahaa.n kyaa kaam
ai phir se dekho tumhaare kab hai kaabil
ye dil gayaa to kyaa karuu.n mai.n kyaa kare dil
chikalakii chikalakii \threedots

nahii.n chho.De piichhaa zamaane kahanaa sunanaa
ye la.Dakaa to yaar ba.Daa hii lappuujhannaa
jo chaaho samajho tum mohabbat kii hai maine
to kaise chho.Duu.n tumako o jaan\-e\-tamannaa
chikalakii chikalakii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
