% ISB File: Naastik_1983.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aaj kaa ye din kal ban jaayegaa kal}%
\film{Nastik}%
\year{1983}%
\starring{Amitabh Bachchan}%
\singer{Kishore}%
\music{Kalyanji-Anandji}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: Alfaaz
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

aaj kaa ye din kal ban jaayegaa kal
piichhe mu.Dake na dekh, pyaare aage chal

haau jaanevaale pe na aitabaar kar
aanevaale kaa tuu i.ntazaar kar
biite dino kii yaado.n me.n na jal
ai baabuu aage chal   \threedots

ye shiqave bahaaro.n ke fazuul hai.n
phuulo.n me.n kaa.NTo.n kaa usuul hai
badalaa hai mausam, tuu bhii to badal
sheruu aage chal   \threedots

ek jagah jo baiThaa rah jaayegaa
raaste kaa patthar vo ban jaayegaa
laharaa ke ban jaa aavaaraa baadal
pyaare aage chal   \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
