% ISB File: NadiyaKePaar_1948.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{akhiyaa.N milaa ke akhiyaa.N roye.n din ratiyaa.N}%
\film{Nadiya Ke Paar}%
\year{1948}%
\starring{Dilip Kumar, Kamini Kaushal}%
\singer{Surinder Kaur}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Moti}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 21, 2005

\printtitle
#indian

akhiyaa.N milaa ke akhiyaa.N
( akhiyaa.N milaa ke akhiyaa.N
roye.n din ratiyaa.N
hoy na bhuule.n batiyaa.N
bhuule.n na suratiyaa ho tohaar ) \-2

kiyaa thaa bharosaa tum pe, tumhii.n ne bhulaayaa mujhako \-2
tumhii.n ne ha.Nsaayaa piyaa tumhii.n ne rulaayaa mujhako
o tumhii.n ne ha.Nsaayaa piyaa tumhii.n ne rulaayaa mujhako
tohare hii Kaatir sajanaa \-2
hu_ii mai.n ba.nwariyaa
ho sa.nwariyaa more nirakhuu.N Dagariyaa mai.n tohaar

pii pii pii pukaaruu.N ro ro
rahiyaa nihaaruu.N piyaa \-2
haarii samajhaa samajhaa ke
man naa manaaye jiyaa
o man naa manaaye jiyaa
dil me.n samaa ke balamaa \-2
jiyaa bharamaa ke
ho banaa ke apanaa chhatiyaa pe maare wo kaTaar

duniyaa miTaane thii to duniyaa basaa_ii kyuu.N thii \-2
nadiyaa kinaare akhiyaa.N hamase milaa_ii.n kyuu.N thii
o nadiyaa kinaare akhiyaa.N hamase milaa_ii.n kyuu.N thii
kachhu na suhaave mohe \-2
chain nahii.n aave 
o bulaave tohe akhiyaa.N bahaave.n jal kii dhaar

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil kaahuu ko dev naa ... maar gayo re}%
\film{Nadiya Ke Paar}%
\year{1948}%
\starring{Dilip Kumar, Kamini Kaushal}%
\singer{Shamshad, Chitalkar, Other Voice}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Moti}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 21, 2005

\printtitle
#indian

chi:	ho dil kaahuu ko dev naa
	haay dil kaahuu ko dev naa aa.Nkh karo naa chaar
	are maha.ngaa saudaa pyaar kaa kar lo khuub bichaar
sha:	u_ii maar gayo re
	haay maar gayo re more dil pe kaTaarii
	haay maar gayo re 
chi:	julum kare re gorii a.nkhiyaa.N tihaarii
	julum kare re 

sha:	ek paradesii se laage hai.n nainaa
	hoy laage hai.n nainaa
	raat nahii.n ni.ndiyaa ho din nahii.n chainaa
ko:	ho din nahii.n chainaa
sha:	piyaa piyaa bole \-2
	more dil kii ye mainaa \-2
	ki bhuul nahii.n re
	ki bhuul nahii.n re ye suurat pyaarii pyaarii
	ki bhuul nahii.n re
ko:	julum kare re gorii a.nkhiyaa.N tihaarii
	julum kare re 

chi:	o aa.Nkho.n kii barachhii
	aa.Nkho.n kii barachhii dil kaa nishaanaa
	ho dil kaa nishaanaa
	machhu_o.n kii chhorii se dil naa lagaanaa
ko:	ajii dil naa lagaanaa haay dil naa lagaanaa
chi:	hogii badanaamii \-2
	ha.Nsegaa jamaanaa \-2
chi:	haay dekh rahii re
	haay dekh rahii re or nagariyaa ye saarii
	haay dekh rahii re
ko:	hoy maar gayo re more dil pe kaTaarii
	haay maar gayo re 

chi:	dil ko lagaa ke
	bataa_o kyaa paayaa \-2
sha:	dil to.Danaa thaa
	to dil kyuu.N lagaayaa \-2
chi:	jhuuThii kasam khaa ke \-2
	mujhako lubhaayaa
	ajii mujhako lubhaayaa
sha:	sataay matii re
chi:	sharmaaye matii re
sha:	haay sataay matii re ho kasam hai hamaarii
	sataay matii re

ko:	haay julum kare re gorii a.nkhiyaa.N tihaarii
	julum kare re 
	hoy maar gayo re more dil pe kaTaarii
	haay maar gayo re 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{dil le ke bhaagaa, daGaa de ke bhaagaa}%
\film{Nadiya Ke Paar}%
\year{1948}%
\starring{Dilip Kumar, Kamini Kaushal}%
\singer{Lalita Deolikar, Chorus}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Moti}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 21, 2005

\printtitle
#indian

la:	( dil le ke bhaagaa, daGaa de ke bhaagaa
	kaise bedardii se dil meraa laagaa ) \-2

	chorii chorii dil ko churaayaa mai.n jaanii naa \-2
	miiThii miiThii baato.n me.n jiyaa bharamaayaa mai.n jaanii naa \-2
	baate.n banaa_ii.n aa.Nkhe.n milaa_ii.n
	bhole bhaale pha.Nsaaye liyo jaaye
ko:	haay haay
la:	bhole bhaale pha.Nsaaye liyo jaaye
	lalachaaye tarasaaye haay haay jaanii naa
	kaliyo.n kaa ras le ke bha.Nwaraa ye bhaagaa
ko:	kaise bedardii se dil meraa laagaa
	dil le ke bhaagaa, daGaa de ke bhaagaa
	kaise bedardii se dil meraa laagaa

la:	laakh kahaa dil ne ho phir bhii mai.n maanii naa \-2
	kaahuu se bhii dil naa lagaanaa mai.n maanii naa \-2
	aisii jawaanii a.ndhii diiwaanii
	Thokar pe Thokar lagaaye chalii jaay
ko:	haay re
la:	Thokar pe Thokar lagaaye chalii jaay
	ta.Dapaaye jiyaa jaaye haay haay jaanii naa
	aa.Nkhe.n churaa ke wo apane se bhaagaa
ko:	kaise bedardii se dil meraa laagaa
	dil le ke bhaagaa, daGaa de ke bhaagaa
	kaise bedardii se dil meraa laagaa

la:	pahalii najar me.n hu_ii mai.n diiwaanii \-2
	la.D gaye nainaa ho ga_ii ye naadaanii \-2
	ab to in aa.Nkho.n se bahataa hai paanii
	paapii meraa jiyaraa piyaa ko bulaaye
ko:	haay haay
la:	paapii meraa jiyaraa piyaa ko bulaaye
	pachhataaye ghabaraaye haay haay jaanii naa
	aisii musiibat me.n chho.D ke bhaagaa
ko:	kaise bedardii se dil meraa laagaa
	dil le ke bhaagaa, daGaa de ke bhaagaa
	kaise bedardii se dil meraa laagaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kaThawaa ke nayyaa bana_ihe re malahawaa}%
\film{Nadiya Ke Paar}%
\year{1948}%
\starring{Dilip Kumar, Kamini Kaushal}%
\singer{Lalita Deolikar, P Chandar, S L Puri}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Moti}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 21, 2005

\printtitle
#indian

aa
aa
aa
hoy kaThawaa ke nayyaa bana_ihe re malahawaa
nadiyaa ke paar de utaar
ahaa ahaa haa \-2
chhapak chhapak chale
o chhapak chhapak chale torii nayyaa re malahawaa
aa_ii purawaa_i ke bahaar
ahaa ahaa haa \-4

( nadiyaa kinaare torii
a.nkhiyaa.N se a.nkhiyaa.N morii ) \-2
milii ho sa.Nwariyaa
nayyaa liye jaaye tohe \-2
kachhu na suhaay mohe
tarase najariyaa ho tarase najariyaa
raam jii laga_in paar ho raam jii laga_in paar
o ho ho

kaThawaa ke nayyaa bana_ihe re malahawaa
nadiyaa ke paar de utaar
ahaa ahaa haa \-2
chhapak chhapak chale
o chhapak chhapak chale torii nayyaa re malahawaa
aa_ii purawaa_i ke bahaar
ahaa ahaa haa \-4

nadiyaa ke paar gorii nadiyaa ke paar
ho nadiyaa ke paar gorii dekhe mohe chorii chorii
maare ho najariyaa
jiyaraa ke biich base akhiyaa.N ke biich ha.Nse
gorii kii suratiyaa ho gorii kii suratiyaa
hamako hai aasaraa tohaar ho hamako hai aasaraa tohaar

kaThawaa ke nayyaa bana_ihe re malahawaa
nadiyaa ke paar de utaar
ahaa ahaa haa \-2
chhapak chhapak chale
o chhapak chhapak chale torii nayyaa re malahawaa
aa_ii purawaa_i ke bahaar
ahaa ahaa haa \-4

o
e ho paradesiyaa more manabasiyaa
e ho paradesiyaa 
e ho paradesiyaa more manabasiyaa
bhuul mat ja_iyo \-2
nadiyaa kinaare kabhii jab yaad tabhii
chupake se a_iho raajaa chupake se a_iho
aa_uu.Ngii kar ke si.ngaar o aa_uu.Ngii kar ke si.ngaar

kaThawaa ke nayyaa bana_ihe re malahawaa
nadiyaa ke paar de utaar
ahaa ahaa haa \-2
chhapak chhapak chale
o chhapak chhapak chale torii nayyaa re malahawaa
aa_ii purawaa_i ke bahaar
ahaa ahaa haa \-4

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{more raajaa ho le chal nadiyaa ke paar}%
\film{Nadiya Ke Paar}%
\year{1948}%
\starring{Dilip Kumar, Kamini Kaushal}%
\singer{Lalita Dewoolkar, Rafi}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Moti}%

% Contributor: Srinivas Ganti
% Transliterator: Srinivas Ganti
% Date:5 Nov, 2002

\printtitle
#indian

l:more raaja ho
(more raaja ho le chal nadiyaa ke paar)\-2
r:(morii raanii ho tumhii morii praaN adhaar)\-2

(tuu ne aisaa jaaduu Daalaa bik ga_ii tere haath)\-2
janam janam tak san.g rahuu.Ngii
janam janam tak san.g rahuu.Ngii kabhii na cho.Duu.N saath
more raaja ho ham ko tujhe ho na bisaar
r:morii raanii ho tumhii morii praaN adhaar
l:more raajaa ho le chal nadiyaa ke paar
r:morii raanii ho tumhii morii praaN adhaar

l:(pyaar kii miiThii baato.n me.n saajanavaa mai.n ga_ii haar)\-2
r:pyaarii terii aa.Nkho.n me.n mai.n
pyaarii terii aa.Nkho.n me.n mai.n bhuul gayaa sanasaar
merii aa.Nkho.n me.n jhukii hai suratiyaa tuhaar
l:merii saa.Nso.n me.n guu.Nje naam tohaar
more raajaa ho le chal nadiyaa ke paar
r:morii raanii ho tumhii morii praaN adhaar

l:(mai.n to priit nibhaauu.N balamaa, tum bhii priit nibhaanaa)\-2
r:saath saath hii ham tum dono
saath saath hii ham tum dono.N gaaye.N mast taraana
l:more raajaa ho le chal nadiyaa ke paar
r:morii raanii ho tumhii morii praaN adhaar

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{najariyaa me.n a_iho Dagariyaa me.n a_iho}%
\film{Nadiya Ke Paar}%
\year{1948}%
\starring{Dilip Kumar, Kamini Kaushal}%
\singer{Lalita Deolikar, Chorus}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Moti}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 21, 2005

\printtitle
#indian

ko:	ho
	haay haay haay

	najariyaa me.n a_iho
	Dagariyaa me.n a_iho
	bajariyaa me.n a_iho
	ho a_iho ho a_iho ho sa.Nwariyaa mor

	suuratiyaa dikha_iho
	karajawaa laga_iho
	jhopa.Diyaa me.n a_iho
	ho a_iho ho a_iho ho gujariyaa more

la:	ho
	jab badaraa ghir ghir aaye \-2
	rah rah jiyaraa moraa Daraaye

ko:	dukhawaa haay kahaa na jaay
	tum bin zaraa chain na aaye
	rain naa bhaaye nain ghabaraaye

ko:	najariyaa me.n a_iho
	Dagariyaa me.n a_iho
	bajariyaa me.n a_iho
	ho a_iho ho a_iho ho sa.Nwariyaa mor

	suuratiyaa dikha_iho
	karajawaa laga_iho
	jhopa.Diyaa me.n a_iho
	ho a_iho ho a_iho ho gujariyaa mor

	o goriyaa lahare hai tohar chunariyaa
	ho goriyaa lahare hai tohar chunariyaa
	ho goriyaa baarii hii tohar umariyaa
	ho goriyaa
	ho goriyaa lachake hai tohar kamariyaa
	mujhase haay sahaa naa jaaye
	kahaa naa jaaye rahaa naa jaaye
	aay haay haay

	suuratiyaa dikha_iho
	karajawaa laga_iho
	jhopa.Diyaa me.n a_iho
	ho a_iho ho a_iho ho gujariyaa more

	bajariyaa me.n a_iho
	ho a_iho ho a_iho ho sa.Nwariyaa mor

la:	o
	ban Than chalii bajariyaa pyaare \-2
	morii a.Nkhiyaa.N tohe pukaare
	saajan jaldii se aa jaa re
	aa jaa re
	jaldii se aa jaa re
	tum bin piyaa nain naa maane
	huye diiwaane na duniyaa jaane

ko:	haay haay haay

	najariyaa me.n a_iho
	Dagariyaa me.n a_iho
	bajariyaa me.n a_iho
	ho a_iho ho a_iho ho sa.Nwariyaa mor

	jhopa.Diyaa me.n a_iho
	ho a_iho ho a_iho ho gujariyaa mor

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{nanhii sii jaan ... zi.ndagii me.n pyaar kiyaa jaaye}%
\film{Nadiya Ke Paar}%
\year{1948}%
\starring{Dilip Kumar, Kamini Kaushal}%
\singer{Shamshad, Rafi}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Moti}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 21, 2005

\printtitle
#indian

sha:	nanhii sii jaan me.n hai jawaanii kaa sitam kyuu.N
	rag rag me.n nashaa aur nashe me.n hai dard kyuu.N

ra:	ye is liye ke zi.ndagii me.n pyaar kiyaa jaaye \-2
do:	do chaar din hai pyaar se guzaar diyaa jaaye \-2

ra:	haa.N do dil jab ek hote hai.n tab do bane hai.n kyuu.N
	milane kii tamannaa hai magar milate nahii.n hai.n kyuu.N

sha:	ye is liye ke dil pe dil nisaar kiyaa jaaye \-2
do:	do chaar din hai pyaar se guzaar diyaa jaaye \-2

sha:	haa.N aa.Nkho.n se aa.Nkh mil ga_ii phir bhii na chain kyuu.N
	haa.N pahachaan ho ga_ii magar bebasii hai kyuu.N

ra:	ye is liye ke ishq kaa izahaar kiyaa jaaye \-2
do:	do chaar din hai pyaar se guzaar diyaa jaaye \-2

ra:	haa.N in mast nigaaho.n me.n pareshaaniyaa.N hai.n kyuu.N
	betaab do dilo.n me.n yuu.N jawaaniyaa.N hai.n kyuu.N

sha:	ye is liye ke ab naa i.ntazaar kiyaa jaaye \-2
do:	do chaar din hai pyaar se guzaar diyaa jaaye \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o gorii o chhorii kahaa.N chalii ho}%
\film{Nadiya Ke Paar}%
\year{1948}%
\starring{Dilip Kumar, Kamini Kaushal}%
\singer{Lata, Chitalkar}%
\music{C Ramchandra}%
\lyrics{Moti}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 21, 2005

\printtitle
#indian

chi:	( o gorii o chhorii kahaa.N chalii ho kahaa.N chalii ho
la:	mai.n huu.N chalii apane saajan kii galii ho saajan kii galii ho ) \-2

chi:	chham chham chham baaje torii paa.Nv kii payaliyaa \-2
	palako.n kii oT sharmaa_ii hu_ii a.Nkhiyaa.N
	dha.Dake hai chhatiyaa.N
	kaun alabele kii bhaag jagii ho khuub sajii ho
la:	mai.n huu.N chalii apane saajan kii galii ho saajan kii galii ho
chi:	o gorii o chhorii kahaa.N chalii ho kahaa.N chalii ho
la:	mai.n huu.N chalii apane saajan kii galii ho saajan kii galii ho

chi:	dil kii Kushii gorii hamase chhupaa_o naa \-2
	apane dil kii baat zaraa hame.n bhii bataa_o naa \-2
la:	haTo jii sataa_o naa \-2
	saajan ke dil kii mai.n duniyaa basaa_u.Ngii
	unakii banuu.Ngii unhe.n apana banaa_uu.Ngii
	unape dil luTaa_u.Ngii
	do dilo.n ke milane ko raat bhalii ho raat bhalii ho
	mai.n huu.N chalii apane saajan kii galii ho saajan kii galii ho
chi:	o gorii o chhorii kahaa.N chalii ho kahaa.N chalii ho
la:	mai.n huu.N chalii apane saajan kii galii ho saajan kii galii ho

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
