% ISB File: Nageenaa_1951.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ek sitaaraa hai aakaash me.n}%
\film{Nageenaa}%
\year{1951}%
\starring{Nasir Khan, Nutan, Bipin Gupta, Hiralal}%
\singer{C H Atma}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 19, 2005

\printtitle
#indian

ek sitaaraa hai aakaash me.n \-3
ek sitaaraa ek sitaaraa
ek sitaaraa hai aakaash me.n
ek sitaaraa ek sitaaraa
do the kuchh din aaj akelaa ek wohii path haaraa
ek sitaaraa

dhu.ndhalaa saa ek diip jalaaye \-2
tiir a.ndheraa ba.Dhataa jaaye
ba.De jatan se dil me.n chhupaaye
aag kaa ek a.ngaaraa \-2
ek sitaaraa

raat jo dekhe.n usakaa Gam to
os ke aa.Nsuu roye
duniyaa apane miiThe sapane
gale lagaa kar soye
jage wohii bechaaraa
jale wohii bechaaraa
ek sitaaraa ek sitaaraa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ho kaisii Kushii kii hai raat balam mere saath}%
\film{Nageenaa}%
\year{1951}%
\starring{Nasir Khan, Nutan, Bipin Gupta, Hiralal}%
\singer{Lata}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 19, 2005

\printtitle
#indian

( ho kaisii Kushii kii hai raat balam mere saath
jiyaa laharaaye re nazar sharamaaye re ) \-2

kar ke si.ngaar aa_ii saath bahaar laa_ii \-2
naino.n me.n tere liye laa_ii mai.n pyaar laa_ii \-2
ho laa_ii mai.n pyaar laa_ii

( ho kaisii Kushii kii hai raat balam mere saath
jiyaa laharaaye re nazar sharamaaye re ) \-2

dhiire se naam liyaa dil ne salaam kiyaa \-2
aa.Nkho.n me.n baate.n hu_ii.n haay re maar diyaa
o haay re maar diyaa

( ho kaisii Kushii kii hai raat balam mere saath
jiyaa laharaaye re nazar sharamaaye re ) \-2

yahii fasaanaa meraa dil kaa taraanaa meraa \-2
ho.nTho.n pe naache ha.Nsii aaj zamaanaa meraa
ho aaj zamaanaa meraa

ho kaisii Kushii kii hai raat balam mere saath
jiyaa laharaaye re nazar sharamaaye re

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kyaa jaane.n ye ... ro_uu.N mai.n saagar ke kinaare}%
\film{Nageena}%
\year{1951}%
\starring{Nasir Khan}%
\singer{C H Atma}%
\music{Shankar-Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: Guri (buxi@ix.netcom.com)
% Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)
% Date: Thu Aug 17, 1995
% Credits: Snehal B. Oza <snehal@wipro.wipsys.soft.net>
% Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu)

\printtitle
#indian

kyaa jaane.n ye cha.nchal lahare.n, mai.n huu.N aag chhupaae

mai.n bhii itanaa Duub chukaa huu.N, kyaa terii gaharaa_ii
kaahe ho.D lagaae mo se, kaahe ho.D lagaae
ro_uu.N mai.n saagar ke kinaare

tujh me.n Duube chaa.Nd magar ik chaa.Nd ne mujhe Dubaayaa
meraa sab kuchh luuT ke le ga_ii, chaa.Ndanii raat kii maayaa
armaano.n kii chitah sajaakar mai.nne aag lagaa_ii
ab kyaa aag bujhaae merii, ab kyaa aag bujhaae
ro_uu.N mai.n saagar ke kinaare

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tumako apanii zindagii kaa aasaraa ... dil beqaraar hai}%
\film{Nageenaa}%
\year{1951}%
\starring{Nasir Khan, Nutan, Bipin Gupta, Hiralal}%
\singer{C H Atma}%
\music{Shankar Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11904 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

tumako apanii zindagii kaa aasaraa samajhe the ham
bewafaa nikale ho tum kab bewafaa samajhe the ham

dil beqaraar hai meraa dil beqaraar hai
us beqadar kaa tiir mere dil ke paar hai

( samajhe huye the ham jise ulfat kii chaa.Nd\-raat
ulfat kii chaa.Nd\-raat ) \-2
hamako jalaa rahii hai us bewafaa kii baat
biga.De huye
biga.De huye nasiib pe kyaa eKtiyaar hai
dil beqaraar hai meraa dil beqaraar hai

( duniyaa ke saath\-saath yuu.Nhii wo bhii badal gaye
wo bhii badal gaye ) \-2
aa.Nkho.n se aa.Nsu_o.n ke janaaze nikal gaye \-2
taqadiir kii
taqadiir kii nazar lagii har phuul Kaar hai
dil beqaraar hai meraa dil beqaraar hai
us beqadar kaa tiir mere dil ke paar hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tuune mere zaKm\-e\-jigar ko chhuu liyaa}%
\film{Nageenaa}%
\year{1951}%
\starring{Nasir Khan, Nutan, Bipin Gupta, Gop}%
\singer{Lata}%
\music{Shankar Jaikishan}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10814 [V S Rawat]
% Credits: Ashok Dhareshwar

\printtitle
#indian

tuune ho tuune mere zaKm\-e\-jigar ko chhuu liyaa

duur huu.N mai.n terii duniyaa se \-2
kyuu.N chhu_aa daaman meraa
tuune haay mere \threedots

mai.n pyaar kii chaa.Ndanii raat huu.N \-2
ulajhii hu_ii dard kii baat huu.N \-2
tuune haay mere \threedots

suunaa thaa ghar ko_ii rahane lagaa \-2
Dar ke magar dil ye kahane lagaa \-2
tuune haay mere \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{yaad aa_ii hai bekasii chhaa_ii hai}%
\film{Nageenaa}%
\year{1951}%
\starring{Nasir Khan, Nutan, Bipin Gupta, Hiralal}%
\singer{Lata}%
\music{Shankar Jaikishan}%
\lyrics{Hasrat}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11905 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

yaad aa_ii hai
bekasii chhaa_ii hai
ro rahii hai Kushii
aa.Nkh bhar aa_ii hai

aa.Nsuu bhii piye terii yaad me.n haradam
mar\-mar ke jiye ab kisase kahe.n ham
haay kyaa ho gayaa
wo kahaa.N kho gayaa
dil meraa so gayaa

zaalim zamaane na itanaa sataa
wo hai.n kahaa.N tuu bataa de pataa
aas miTii meraa chain luTaa chain luTaa
miT gayaa hai nishaa.N
luT gayaa aashiyaa.N
maut kaa hai samaa.N

tuufaan me.n hai ulfat kaa safiinaa
khoyaa hai mere is dil kaa nagiinaa
pyaar to naa hu_aa
dard duur naa hu_aa
saath tuu naa hu_aa

yaad aa_ii hai
bekasii chhaa_ii hai
ro rahii hai Kushii
aa.Nkh bhar aa_ii hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
