% ISB File: Naginaa_1986.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{bhuulii bisarii prem kahaanii phir aa_ii ek yaad puraanii}%
\film{Naginaa}%
\year{1986}%
\starring{Rishi Kapoor, Shridevi, Prem Chopra, Komal Mahuvakar, Jagdeep}%
\singer{Anuradha Paudwal}%
\music{Laxmikant Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

bhuulii bisarii prem kahaanii phir aa_ii ek yaad puraanii
bhuulii bisarii prem kahaanii \threedots

o aane kaa vaadaa kiyaa
vaadaa to.D diyaa nahii.n aa_e piyaa
o bhuul ga_e tum prem kahaanii
phir aa_ii ek \threedots

maine to pyaar kiyaa
aitabaar kiyaa i.ntazaar kiyaa
o tumane kiyaa kyaa dilajaanii
bhuulii bisarii prem kahaanii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n terii dushman dushman tuu meraa}%
\film{Nagina}%
\year{1986}%
\starring{Rishi Kapoor, Sridevi, Amrish Puri}%
\singer{Lata}%
\music{Laxmikant-Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: Nita Awatramani
% Transliterator: Nita Awatramani
% Date: 08/08/99

\printtitle
#indian

mai.n terii dushman dushman tuu meraa
mai.n naagin tuu saperaa \- 2
janam janam se teraa meraa bair
o rabbaa Kair

aaj to badalaa main bas luu.Ngii
chhe.D na mujhako mai.n Das luu.Ngii
ja.ntar ma.ntar jaaduu Tone
ye to hai.n mere khel-khilaune
mujhape chalegaa naa zor teraa
mai.n naagin tuu saperaa

chhe.D ke apanii biin kaa laharaa
tuune bichhaayaa mujh pe paharaa [or is it biThaayaa?]
bas me.n nahii.n mai.n aane vaalii
mai.n nahii.n dhokaa khaane vaalii
aayaa hai jogii banake luTeraa
mai.n naagin tuu saperaa

sab kii zubaa.N par merii kahaanii
meraa Dasaa huaa maa.Nge na paanii
teraa tamaashaa sab dekhe.nge
kyaa hotaa hai ab dekhe.nge
dekhegaa naa tuu kal kaa saveraa
mai.n naagin tuu saperaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tuune bechain itanaa zyaadaa kiyaa}%
\film{Naginaa}%
\year{1986}%
\starring{Rishi Kapoor, Shridevi, Prem Chopra, Komal Mahuvakar, Jagdeep}%
\singer{Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz}%
\music{Laxmikant Pyarelal}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

tuune bechain itanaa zyaadaa kiyaa mai.n teraa ho gayaa maine vaadaa kiyaa
dil ne majabuur itanaa zyaadaa kiyaa mai.n terii ho ga_ii maine vaadaa kiyaa
tuune bechain itanaa \threedots

lag rahaa hai mujhe tere sar kii kasam apanii pahalii mohabbat nahii.n ye sanam
haa.N mile aur bichha.De ka_ii baar ham phir se milane kaa hamane vaadaa kiyaa
mai.n terii ho ga_ii \threedots

raat Dhalatii nahii.n din guzarataa nahii.n meraa dil kab tujhe yaad karataa nahii.n
aahe.n bharane se jii meraa bharataa nahii.n faisalaa maine ye siidhaa saadaa kiyaa
mai.n teraa ho gayaa \threedots

kaa.nch kii tuune chuu.Dii balam to.D dii laaj kii sharm kii har kasam to.D dii
nii.nd to luuT lii jaan kyo.n chho.D dii kaam terii nigaaho.n ne aadhaa kiyaa
mai.n teraa ho gayaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
