% ISB File: NaiDuniya_1942.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{buuT karuu.N mai.n paalish baabuu}%
\film{Nai Duniya}%
\year{1942}%
\starring{Shobna, Jairaj, Wasti, Azurie}%
\singer{Suraiya}%
\music{Naushad}%
\lyrics{Tanvir Naqvi}%

% Contributor: <Urzung Khan>
% Credits: Nimish Pachapurkar
% Song Courtesy: http://members.tripod.com/oldies_club/songs/bootkron.mp3
% First film song of Suraiya

\printtitle
#indian

buuT karuu.N mai.n paalish
baabuu, buuT karuu.N mai.n paalish

tote kaa ye paalish meraa
har juutaa chamkaae
chhoTaa moTaa phaTaa puraanaa
sab ko nayaa banaae
gar juute par chamak na aae
kar do mujh par naalish

is paalish kii chamak niraalii
taaro.n ko sharamaae
chamak damak ko jo bhii dekhe
man us kaa lalachaae
juute ko ye halakaa kar de
jaise sar ko maalish

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
