% ISB File: NaiRaahen_1959.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{kahaa.N terii ma.nzil kahaa.N hai Thikaanaa}%
\film{Nai Raahen}%
\year{1959}%
\starring{Ashok Kumar, Geeta Bali}%
\singer{Rafi}%
\music{Ravi}%
\lyrics{Gopal Singh Nepali}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10721 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

kahaa.N terii ma.nzil kahaa.N hai Thikaanaa
musaafir bataa de kahaa.N tujhako jaanaa \-2
kahaa.N terii ma.nzil \threedots

gagan me.n u.Dane vaalo.n kaa bhii gulashan rain\-baseraa hai
ghar kii or chale raahii to dhu.Ndhalii shaam saveraa hai
suuraj\-chaa.Nd\-sitaare hai.n to unakii bhii ma.nzil hai
ma.nzil hai to jahaa.N bhii jaa_e raah terii jhilamil hai
bin ma.nzil bekaar hai Gaafil ) \-2 qadam bhii uThaanaa
musaafir bataa de \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kal ke chaa.Nd aaj ke sapane}%
\film{Nai Raahen}%
\year{1959}%
\starring{}%
\singer{Hemant, Lata}%
\music{Ravi}%
\lyrics{Shailendra}%

% Contributor: Prithviraj Dasgupta
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

he: kal ke chaa.Nd aaj ke sapane tum ko pyaar bahut saa pyaar
do: kal ke chaa.Nd aaj ke sapane tum ko pyaar bahut saa pyaar
he: laal tumhaare hii dam se kal jagamag hogaa ye sa.nsaar \threedots

he: aa.Nkh michaulii khele.nge kal tumase aa.ngan meraa
    sa.ng tumhaare lauT aayegaa
    ruuThaa bachapan meraa (2)
    ab tutalaakar baat kare.nge ye daravaaze ye diivaar
la: laal tumhaare hii dam se kal jagamag hogaa ye sa.nsaar \threedots

la: nain tumhaare chaa.Nd aur suuraj (2)
    phuul se jiivan jyotii
    sadaa mere palako.n me rahanaa merii man kii motii
    ek baar maa.N kahane par ham nyauchhaavar ho.nge sau baar
he: laal tumhaare hii dam se kal jagamag hogaa ye sa.nsaar \threedots 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye jhuumate nazaare tum paas ho hamaare}%
\film{Nai Raahen}%
\year{1959}%
\starring{Ashok Kumar, Geeta Bali}%
\singer{Hemant, Lata}%
\music{Ravi}%
\lyrics{Prem Dhawan}%

% Contributor: Prithviraj Dasgupta
% Transliterator: Prithviraj Dasgupta
% Date: Feb 5, 2000

\printtitle
#indian

he: ye jhuumate nazaare tum paas ho hamaare
    kahatii hai.n kuchh nigaahe.n samajho zaraa ishaare
la: ye raah to na_ii hai jaane kahaa.N ga_ii hai
    Dar laage haay kaise mai.n chaluu.N sa.ng tumhaare \threedots

he: kahataa hai bahaar kaa mastii bharaa samaa.N
    aa.Nkho.n me.n aa.Nkhe.n Daal ke sun dil kii daastaa.N
la: baahe.n gale me.n Daal duu.N dil chaahataa to hai
    phir sochatii huu.N kar naa de badanaam ye jahaa.N
h:  kuchh bhii kahe zamaanaa baato.n me.n tum na aanaa
    tumako kisiikaa Dar kyaa mai.n saath huu.N tumhaare \threedots

la: apanaa banaake saajanaa mu.Nh mo.Danaa nahii.n
    samajhaa jis ko pyaar mai.n dhokhaa na ho kahii.n
he: dil to tumhaaraa ho chuukaa haazir hai jaan bhii
    ik baar mere pyaar kaa kar lo zaraa yakii.n
la: aisaa naa mu.Nh se boliye ham to tumhaare ho liye
    lo haath de diyaa hai ab haath me.n tumhaare \threedots

he/la: aa aa aa aa aa aa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
