% ISB File: Naiyaa_1979.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{ho goriyaa re tere aane se saj ga_ii}%
\film{Naiya}%
\year{1979}%
\starring{Prashant Nanda, Zarina Wahab}%
\singer{Yesudas}%
\music{Ravindra Jain}%
\lyrics{Ravindra Jain}%

% Contributor: Ravi Kant Rai 
% Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

ho goriyaa re, ho goriyaa re
tere aane se saj gaI hamarii ye TuuTii phuuTii naav (2)

naiyaa to hamaaraa ghar aa.Nganaa
isii se hii paanaa aur maa.Nganaa
gaharii nadii kaa ko_ii na chhor
laharo.n se jyaadaa manavaa me.n shor
o goriyaa re \threedots

apanaa to nit yahii kaam hai
aane jaane vaalo.n ko salaam hai
kabhii kabhii aanaa is naav me.n
ik ghar teraa hai mere gaa.Nv me.n
o goriyaa re \threedots

sab ko kinaare pahu.Nchaayegaa
maa.Njhii to kinaaraa nahii.n paayegaa
gorii ye duaa_e.n denaa zaruur
maa.Njhii se maiyaa ho nahii.n duur
o goriyaa re \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
