% ISB File: Najma_1943.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{kyaa muhabbat kaa yahii anjaam hai}%
\film{Najma}%
\year{1943}%
\starring{Ashok Kumar, Veena, Sitara, Kumar, Yaqub}%
\singer{Ashok Kumar}%
\music{Rafiq Ghaznavi}%
\lyrics{Anjum Pilibhiti}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12117 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

kyaa muhabbat kaa yahii anjaam hai
kyaa muhabbat
kyaa muhabbat kaa yahii anjaam hai
saika.Do.n Gam
saika.Do.n Gam ek dil\-e\-naakaam hai \-2

kis qadar taariiq hai duniyaa merii \-2
subah bhii merii nazar me.n shaam hai
subah bhii me
subah bhii merii nazar me.n shaam hai

dha.Dakno.n se dil kii ye samajhaa huu.N mai.n \-2
zindagii bechainiyo.n kaa naam hai
zindagii be
zindagii bechainiyo.n kaa naam hai

dil kii barabaadii pe Kush huu.N isaliye \-2
aaj phir teraa zabaa.N par naam hai
aaj phir te
aaj phir teraa zabaa.N par naam hai

kyaa muhabbat kaa yahii anjaam hai

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{nazar kuchh aaj aisaa aa rahaa hai}%
\film{Najma}%
\year{1943}%
\starring{Ashok Kumar, Veena, Sitara, Kumar, Yaqub}%
\singer{Ashok Kumar, Mumtaz Shanti}%
\music{Rafiq Ghaznavi}%
\lyrics{Anjum Pilibhiti}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, May 19, 2005
% First film of Mehboob Productions of Mehboob Khan

\printtitle
#indian

mu:	nazar kuchh aaj aisaa aa rahaa hai \-2
	zamaanaa jaise badalaa jaa rahaa hai \-2
	hai
	nazar kuchh aaj aisaa aa rahaa hai

a:	uma.ngo.n par zamaanaa aa rahaa hai \-2
	Kushii kaa ra.ng chhaayaa jaa rahaa hai \-2
	uma.ngo.n par zamaanaa aa rahaa hai

mu:	sunii kaano.n ne ye aawaaz kisakii \-2
	aa
	ye dil siine me.n machalaa jaa rahaa hai \-2

a:	wo jitanaa mujhase chhupate jaa rahe hai.n \-2
	nazar kaa shauq ba.Dhataa jaa rahaa hai \-2

mu:	sitaare jhilamilaaye jaa rahe hai.n \-2
	kahii.n kyaa muskaraayaa jaa rahaa hai \-2

a:	fidaa hone ye kis par aasamaa.N se \-2
	zamii.n par chaa.Nd utaraa aa rahaa hai \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tarasii hu_ii hai.n muddat se aa.Nkhe.n}%
\film{Najma}%
\year{1943}%
\starring{Ashok Kumar, Veena, Sitara, Kumar, Yaqub}%
\singer{Ashok Kumar}%
\music{Rafiq Ghaznavi}%
\lyrics{Anjum Pilibhiti}%

% Contributor: dhananjay naniwadekar
% Date: 03 Sept 2002
% Comments: Mehboob's first film under his own banner

\printtitle
#indian

tarasi hui hai.n muddat se aankhe.n
nazaro.n ki duniya aabaad kar de

tumko bana kar husn ka malik
kisne kaha.n tha jallad kar de

sharm hayaa ke qurabaan jaaoon
samne aa ke dilshad kar de

kabze me.n tere hai dil ki duniya
aabaad kar yaa barbaad kar de

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
