% ISB File: NamakHalaal_1982.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{##Hello I want to kill you## javaan jaan\-e\-man}%
\film{Namak Halaal}%
\year{1982}%
\starring{Amitabh, Smita Patil, Shashi Kapoor, Parveen Babi, Waheeda Rahman, Om Prakash, Suresh Oberoi}%
\singer{Asha, Shashi Kapoor}%
\music{Bappi Lahiri}%
\lyrics{}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11628 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

	##Hello I want to kill you. I will kill you. ##

aa:	( javaan jaan\-e\-man hasiin dilarubaa
	mile to dil javaa.N nisaar ho gayaa ) \-2
	shikaarii Kud yahaa.N shikaar ho gayaa
	ye kyaa sitam hu_aa ye kyaa zulam hu_aa
	ye kyaa Gazab hu_aa ye kaise kab hu_aa
	na jaanuu.N mai.n na jaane vo 
	aa haa
	javaan jaan\-e\-man hasiin dilarubaa
	mile to dil javaa.N nisaar ho gayaa

	aa_ii duur se dekho dilarubaa aisii tiruu\-tiruu\-tiruu
	khaa_ii bezubaa.N dil ne choT ye kaisii
	are vo aa aa milii nazar
	are ye aa aa hu_aa asar
	nazar\-nazar me.n ye samaa.N badal gayaa
	chalaayaa tiir jo mujhii pe chal gayaa
	Gazab hu_aa ye kyaa hu_aa ye kab hu_aa
	na jaanuu.N mai.n na jaane vo 
	o ho
	javaan jaan\-e\-man hasiin dilarubaa
	mile to dil javaa.N nisaar ho gayaa
	shikaarii Kud yahaa.N shikaar ho gayaa
	ye kyaa sitam hu_aa ye kyaa zulam hu_aa
	ye kyaa Gazab hu_aa ye kaise kab hu_aa
	na jaanuu.N mai.n na jaane vo 
	o ho
	
##laugh##

aa:	dil ye pyaar me.n kaise khotaa hai
	dekho aa haa aa haa aa haa haa
	qaatil jaan\-e\-man kaise hotaa hai dekho
	are vo haa haa milaa sanam
	are ye haa haa hu_aa sitam
	vo dushman\-e\-jaanaa.N diladaar ho gayaa
	sayyaad kaa bulabul se pyaar ho gayaa
	Gazab hu_aa ye kyaa hu_aa ye kab hu_aa
	na jaanuu.N mai.n na jaane vo 
	a haa
	javaan jaan\-e\-man hasiin dilarubaa
	mile to dil javaa.N nisaar ho gayaa
	shikaarii Kud yahaa.N shikaar ho gayaa
	ye kyaa sitam hu_aa ye kyaa zulam hu_aa
	ye kyaa Gazab hu_aa ye kaise kab hu_aa
	na jaanuu.N mai.n na jaane vo 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{aaj rapaT jaaye.n to hame.n na uTha_iyo}%
\film{Namak Halaal}%
\year{1982}%
\starring{Amitabh, Smita Patil, Shashi Kapoor, Parveen Babi, Waheeda Rahman, Om Prakash, Suresh Oberoi}%
\singer{Asha, Kishore}%
\music{Bappi Lahiri}%
\lyrics{}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Jun 20, 2005

\printtitle
#indian

ki:	are are are na na na na na na
	aaj rapaT jaaye.n to hame.n naa uTha_iyo
	aaj phisal jaaye.n to hame.n naa uTha_iyo
	hame.n jo uTha_iyo to
	hame.n jo uTha_iyo to Kud bhii rapaT ja_iyo
	haa.N Kud bhii phisal ja_iyo
	aaj rapaT
	aahaa aaj rapaT jaaye.n to hame.n naa uTha_iyo

	( barasaat me.n thii kahaa.N kabhii baat aisii
	pahalii baar barasii barasaat aisii ) \-2
aa:	kaisii ye hawaa chalii
ki:	haa
aa:	paanii me.n aag lagii
ki:	haa
aa:	jaane kyaa pyaas jagii re
ki:	bhiigaa ye teraa badan
aa:	haa
ki:	jagaaye miiThii chuban re
aa:	haa
ki:	nashe me.n jhuume.n ye man re
aa:	kahaa.N huu.N mai.n mujhe bhii ye hosh nahii.n re
ki:	aa haa o ho \-2
	aaj bahak jaaye.n to hosh na dila_iyo \-2
	hosh jo dila_iyo to Kud bhii bahak ja_iyo
	aaj rapaT
	aahaa aaj rapaT jaaye.n to hame.n naa uTha_iyo

aa:	( baadal me.n bijalii baar\-baar chamake
	dil me.n mere aaj pahalii baar chamake ) \-2
ki:	hasiinaa Darii\-Darii
aa:	haa
ki:	baa.Nho.n me.n sipaT ga_ii
aa:	haa
ki:	siine se lipaT ga_ii re
aa:	tujhe to aayaa mazaa
ki:	haa
aa:	tujhe to suujhii ha.Nsii
ki:	haa
aa:	merii to jaan pha.Nsii re
ki:	jaan\-e\-jigar kidhar chalii nazar churaa ke
	aa haa o ho \-2
aa:	baat ulajh jaaye to aaj na sulajha_iyo \-2
	baat jo sulajha_iyo to Kud bhii ulajh ja_iyo
ki:	aaj rapaT
	aahaa aaj rapaT jaaye.n to hame.n naa uTha_iyo

ki:	baadal se chham\-chham sharaab barase
aa:	saa.nwarii ghaTaa se shabaab barase
ki:	baadal se chham\-chham sharaab barase
aa:	ho saa.nwarii ghaTaa se shabaab barase
ki:	buu.Ndo.n kii bajii paayal
aa:	haa
ki:	ghaTaa ne chhe.Dii gazal
aa:	haa
ki:	ye raat ga_ii machal re
aa:	dilo.n ke raaz khule
ki:	haa
aa:	fizaa.N me.n ra.ng ghule
ki:	haa
aa:	jawaa.N dil khul ke mile re
ki:	honaa thaa jo hu_aa wahii ab Daranaa kyaa
aa:	aa haa o ho \-2
	aaj Duub jaaye.n to hame.n bacha_iyo \-2
	hame.n jo bacha_iyo to
	hame.n jo bacha_iyo to Kud bhii Duub ja_iyo
ki:	aaj rapaT
	aahaa aaj rapaT jaaye.n to hame.n naa uTha_iyo
	aaj phisal jaaye.n to hame.n naa uTha_iyo
aa:	( aa haa
ki:	o ho ) \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{buzurgo.n ne ... pag ghu.Ngaruu baa.Ndh miiraa naachii thii}%
\film{Namak Halaal}%
\year{1982}%
\starring{Amitabh Bachchan, Smita Patil}%
\singer{Kishore, chorus}%
\music{Bappi Lahiri}%
\lyrics{}%

% Transliterator: Venkatasubramanian K G (gopala@cs.wisc.edu)
% Credits: rec.music.indian.misc 
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

buzurgo.n ne,
buzurgo.n ne, faramaayaa ke pairo.n pe apane kha.De hoke dikhalaao
phir ye zamaanaa tumhaaraa hai,
zamaane ke sur taal ke saath, ba.Dhate chale jaao
phir har taraanaa tumhaaraa, fasaanaa tumhaaraa hai

are to lo bhaiyaa ham, apane pairo.n ke uupar,
kha.De ho gae,
aur milaalii hai taal
dabaa legaa daa.Nto.n tale u.Ngaliyaa.N \threedots liyaa.N \threedots
ye jahaa.N dekh kar, dekh kar
apanii chaal\threedots vaah vaah!

dhanyavaad!
ke pag ghu.Ngharuu \threedots
ke pag ghu.Ngharuu baa.Ndh, miiraa naachii thii
aur ham naache bin ghu.Ngaruu ke
ke pag ghu.Ngaruu baa.Ndh, miiraa naachii thii
vo tiir bhalaa, kis kaam kaa hai
jo tiir nishaane se chuuke chuuke chuuke re
ke pag ghu.Ngharuu \threedots

sa sa sa ga ga rii rii sa nii nii sa sa sa (3)
ga ga ga   pa pa   ma ma   ga rii rii   ga ga ga (2)
pa nii sa (4). ma pa nii (4)
re re re re   re ga   re ga   re ga 
## (Kishore stops) ##
pa pa pa pa pa ma ga re sa nii sa dha
sa nii sa dha sa nii sa dha 
sa nii sa dha sa nii sa dha
sa dha nii sa sa dha nii sa
sa dha nii sa sa dha nii sa 
pa ma pa ma ga ma ga re 
ga re sa nii sa nii sa ga
sa re sa ga re ga re ma
re ma ga ma ga ma pa ma
pa ma ga re sa nii sa pa sa
pa ma ga re sa nii sa pa sa
## (Kishore continues) ##
## Mmmmmmm\threedots ##

aap a.ndar se kuchh,
aur baahar se kuchh aur nazar aate hai.n,
barakhurdaar shakl se to, chor nazar aate hai.n,
umr guzarii hai saarii chorii me.n
saare sukh chain band, jurm kii tijaurii me.n

aap kaa to lagataa hai bas yahii sapanaa
raam naam japanaa paraayaa maal apanaa (2)

vatan kaa khaayaa namak to, namak halaal bano,
farz iimaan kii zi.ndaa yahaa.N misaal bano
paraayaa dhan, paraaii naar pe nazar mat Daalo
burii aadat hai ye, aadat abhii badal Daalo

kyo.n ki!! ye aadat to, vo aag hai jo
ik din apanaa ghar phuu.Nke phuu.Nke phuu.Nke re
ke pag ghu.Ngharuu \threedots

## (Some English lines here.........) ##
mausam\-e\-ishq me.n machale hue armaan hai.n ham
dil ko lagataa hai kii do jism ek jaan hai.n ham
aisaa lagataa hai to lagane me.n kuchh buraaii nahii.n
dil ye kahataa hai aap apanii hai.n, paraaii nahii.n

sa.ngemaramar kii haay, koii muurat ho tum
koii dilakash ba.Dii, khuubasuurat ho tum
dil dil se milane kaa koii muhuurat ho
pyaase dilo.n kii zaruurat ho tum

dil chiirake, dikhalaa duu.N mai.n,
dil me.n yahii, suurat ha.nsii.n
kyaa aap ko lagataa nahii.n, ham hai.n mile pahale kahii.n

kyaa des hai, kyaa jaat hai,
kyaa umr hai, kyaa naam hai,
are chho.Diye in baato.n se,
hamako bhalaa kyaa kaam hai

ajii suniye to\threedots ham aap mile
to phir ho shuruu
afasaane lailaa, majanuu lailaa majanuu ke

ke pag ghu.Ngharuu \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{tho.Dii sii jo pii lii hai}%
\film{Namakhalaal}%
\year{1982}%
\starring{Amitabh, Smita Patil, Om Prakash}%
\singer{Kishore}%
\music{Bhappi Lahiri}%
\lyrics{}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar

\printtitle
#indian

tho.Dii sii jo pii lii hai
chorii to nahii.n kii hai
o juulii, o shiilaa, o raano, jamaalo
ko_ii ham ko roko ko_ii to bachaa lo
kahii.n ham gir na pa.De
tho.Dii sii jo pii lii hai \threedots

mai.n bhii jaanuu.N piinaa to burii baat hai
kaise na pii luu.N pyaasii ye raat hai
uupar se hasiino.n kaa hasii.n  saath hai

hame.n gorii gorii baaho.n me.n uThaa lo
kahii.n ham gir na pa.De \threedots

zu\-zu-zu zuu
zu\-zu-zu zuu
zu\-zu-zu zuu uu~

tho.Daa\-tho.Daa dil pe hai javaanii kaa nashaa
us pe phir nashaa hai ye tere pyaar kaa
taubaa us nashe me.n ye nashaa mil gayaa

tho.Dii sii jo pii lii hai
chorii to nahii.n kii hai
o puuno merii jaa.N, ye gussaa dabaa lo
hame.n do sahaaraa, apanaa banaa lo
kahii.n ham gir na pa.De

are, ham to gir pa.De, hi\-hii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
