% ISB File: NamakHaraam_1973.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{diye jalate hai.n phuul khilate hai.n}%
\film{Namak Haraam}%
\year{1973}%
\starring{Amitabh, Rajesh Khanna}%
\singer{Kishore}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: Preeti Ranjan Panda (ppanda@cliff.ICS.UCI.EDU)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

diye jalate hai.n, phUl khilate hai.n
ba.Dii mushkil se magar, duniyaa me.n log milate hai.n

jab jis vaqt kisiikaa, yaar judaa hotaa hai.n
kuchh naa pUchho yaaro.n dil kaa, haal buraa hotaa hai
dil pe yaado.n ke jaise, tiir chalate hai.n
diye \threedots

daulat aur javaanii, ek din kho jaatii hai,
sach kahataa huu.N, saarii duniyaa 
dushman ban jaatii hai
umr bhar dost lekin, saath chalate hai.n
diye \threedots

is ra.Ng\-dhuup pe dekho, haragij naaz naa karanaa,
jaan bhii maa.Nge, yaar to de denaa, naaraaz naa karanaa
ra.Ng u.D jaate hai.n, dhuup Dhalate hai.n
diye \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n shaayar badanaam, ho mai.n chalaa mai.n chalaa}%
\film{Namak Haraam}%
\year{1973}%
\starring{Rajesh Khanna, Amitabh, Simi, Rekha}%
\singer{Kishore}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu)
% Transliterator: Shripad Lale (lale@cent.gud.siemens.co.at)
% Credits: Navin Kabra (navin@cs.wisc.edu)
% Editor: Anil R. University of Florida (raghani@oak.circa.ufl.edu.)

\printtitle
#indian

mai.n shaayar badanaam, ho mai.n chalaa, mai.n chalaa
mahafil se naakaam, ho mai.n chalaa, mai.n chalaa
mai.n shaayar badanaam

mere ghar se tumako, kuchh saamaan milegaa
diivaane shaayar kaa, ek diivaan milegaa
aur ik chiiz milegii, TUTaa khaalii jaam
ho mai.n chalaa, mai.n chalaa
mai.n shaayar badanaam

sholo.n pe chalanaa thaa, kaa.NTo.n pe sonaa thaa
aur abhii jii bharake, kismat pe ronaa thaa
jaane aise kitane, bAkii chho.Dake kaam
ho mai.n chalaa, mai.n chalaa
mai.n shaayar badanaam

rastaa rok rahii hai, tho.Dii jaan hai baakii
jaane TUTe dil me.n, kyaa aramaan hai baakii
jaane bhii de ai dil, sabako merA salaam
ho mai.n chalaa, mai.n chalaa
mai.n shaayar badanaam

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{nadiyaa se dariyaa dariyaa se saagar}%
\film{Namak Haraam}%
\year{1973}%
\starring{Rajesh Khanna, Amitabh}%
\singer{Kishore}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: Rajan Parrikar (parrikar@spot.colorado.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)

\printtitle
#indian

nadiyaa se dariyaa, dariyaa se saagar
saagar se gaharaa jaam (2)
ho ho ho jaam me.n Duub gayii yaaro.n mere, jIvan kii har shAm (2)
nadiyaa se dariyaa \threedots

jo nA piye vo kyA jaane, piite hai kyo.n ham dIvaane yaar ahaa
jab se hamane piinaa siikhaa, jiinaa siikhaa maranaa siikhaa yaar ahaa
o ham jab yuu.N nashe me.n Dagamagaane lag gaye
ho ho ho dil kii bechainii ko aayaa tho.Daa saa aaraam
nadiyaa se dariyaa \threedots

meraa kyA mai.n Gam kA maaraa, nashe me.n aalam hai saaraa yaar ahaa
kisii ko daulat kA nashaa, kahii.n muhabbat kA nashaa yaar ahaa
o kahakar ai sharaabii sab pukaare.n ab mujhe
ho ho ho aur koii thaa ye to nahii.n thaa pahale meraa naam
nadiyaa se dariyaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{suunii re sajariyaa saajan bin tere}%
\film{Namak Haraam}%
\year{1973}%
\starring{Rajesh Khanna, Amitabh, Simi, Rekha, Asraani, A. K Hangal, Om Shivpuri, Raza Murad, Durga Khote}%
\singer{Asha, Usha}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12177 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

aa \:	suunii re sajariyaa saajan bin tere
u \:	suunii re sajariyaa saajan bin tere
aa \:	ho bha_ii mai.n ba.Nwariyaa haay raam
do \:	bha_ii mai.n ba.Nwariyaa saajan bin tere
	suunii re sajariyaa saajan bin tere \-2

u \:	rimajhim kaahe ko barase re badaraa
	bah gayaa dhul ke naino.n se kajaraa
do\:	rimajhim kaahe ko
	rimajhim haa.N
	rimajhim kaahe ko barase re badaraa
	bah gayaa dhul ke naino.n se kajaraa
u \:	abake baras saawan se puuchho
aa \:	chhaa_ii kyuu.N badariyaa haay raam
do \:	chhaa_ii kyuu.N badariyaa saajan bin tere
	suunii re sajariyaa saajan bin tere \-2

u \:	 log na jaane aise jiite hai.n kaise
	tumase bichha.D ke ham to mar gaye jaise
(?)
% in HMV cassette SPHO 820348 
% (Anand, Mere Apne, Namak Haram) this song ends here.

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{wo jhuuThaa hai ##vote## na usako denaa}%
\film{Namak Haraam}%
\year{1973}%
\starring{Rajesh Khanna, Amitabh, Simi, Rekha, Asraani, A. K Hangal, Om Shivpuri, Raza Murad, Durga Khote}%
\singer{Kishore, Rajesh Khanna, Chorus}%
\music{R D Burman}%
\lyrics{Anand Bakshi}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12178 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

raa \:	##ladies and gentleman##
	##brothers and sisters##
	hindii me.n
	mahilaa_o.n aur sajjano.n
	bhaa_iyo.n aur bahano.n
	suno\-suno
	merii baat dhyaan se suno

ki \:	wo jhuuThaa hai ##vote## na usako denaa \-2
	noT bhii de to ##vote## na usako denaa
	( ham karate hai.n sewaa
	wo khaataa hai mewaa ) \-2
	taubaa
	naam na usakaa lenaa

ko \:	wo jhuuThaa hai ##vote## na usako denaa
ki \:	bolo
ko \:	wo jhuuThaa hai ##vote## na usako denaa

ki \:	ye jo apanaa ##leader## hai
	sher nahii.n wo giida.D hai
	chhup ke rishawat khaataa hai
	roz ##cinema## jaataa hai \-2

	ye jo apanaa ##leader## hai
	sher nahii.n wo giida.D hai
	chhup ke rishawat khaataa hai
	roz ##cinema## jaataa hai
ko \:	achchhaa
ki \:	haa.N
	choro.n kaa baraatii
	wo nahii.n apanaa saathii
	usakaa saath na denaa

ko \:	wo jhuuThaa hai ##vote## na usako denaa \-2

ki :	##maraathii dialogue##

	aamachaa hai naa tumachaa hai
	ye maalik kaa chamachaa hai
	jii haa.N jii haa.N karataa hai
	ye paise pe marataa hai \-2

	aamachaa hai naa tumachaa hai
	ye maalik kaa chamachaa hai
	jii haa.N jii haa.N karataa hai
	ye paise pe marataa hai

ko \:	are baap re ba.Daa chor hai
	haa.N
ki \:	ye milate hii mauqaa
	de jaayegaa dhokhaa
	phir hamase naa kahanaa

	wo jhuuThaa hai ##vote## na usako denaa
	haa.N
	noT bhii de to ##vote## na usako denaa
	ham karate hai.n sewaa
	wo khaataa hai mewaa
	naam na usakaa lenaa
	haa.N

ko \:	wo jhuuThaa hai ##vote## na usako denaa \-2
ki \:	are bilkul jhuuThaa hai
	kabhii naa denaa
	pakkaa jhuuThaa hai
	bilkul nahii.n denaa
	merii baat suniye
	haa haa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
