% ISB File: Namaste_1943.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aaye bhii wo gaye bhii wo}%
\film{Namaste}%
\year{1943}%
\starring{R Wasti, Protima Dasgupta, Jagdish Sethi}%
\singer{Parul Ghosh}%
\music{Naushad}%
\lyrics{D N Madhok}%

% Contributor: dhananjay naniwadekar
% Date:  02 dec 2002
% Comments: Geetanjali series; Kardar Productions Film

\printtitle
#indian

aaye bhii wo, gaye bhii wo,   khatm fasaanaa ho gayaa
mere liye to maut kaa         haay bahaanaa ho gayaa

dard jaraa sa.nbhalane de     pahaluu mujhe badalane de
meraa kahaa.N rahaa hai dil   teraa Thikaanaa ho gayaa

aa.Nkho.n kaa khel khel ke    aa.Nkhe.n churaa ke chal diye
dil kii lagii lagii rahii     dil kaa lagaanaa ho gayaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
