% ISB File: NarsinhAvtar_1949.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{hari ko bisaaro naa}%
\film{Narsinh Avtaar}%
\year{1949}%
\starring{Shobana Samarth, Mahipal, Laxman, Niranjan Sharma}%
\singer{Lata}%
\music{Vasant Desai}%
\lyrics{Narendra Sharma}%

% Contributor: Srinivas Ganti  
% Credits: Neha Desai

\printtitle
#indian

(hari ko bisaaro naa
hari naa bisaare.nge)\-2
(ghir ghir aaye vipadaa)\-2
(hari dukh taare.nge)\-2
hari na bisaare.nge\threedots

(hari ke hai.n koTii haath
hari hai anaath naath
(ur dhaaro  hari ko to)\-2
hari ur dhaare.nge 
hari naa bisaare.nge
hari ko bisaaro naa\threedots

saato.n janam paalak hai.n
dushto.n ke dhaalak hai.n
hari hari naam japaa
(hari hari)\-2 
hari hari naam japaa
(hari hii ubhaare.nge)\-3
hari na bisaare.nge
hari ko bisaaro naa\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
