% ISB File: NauDoGyaarah_1957.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aa.Nkho.n me.n kyaa jii, rupahalaa baadal}%
\film{Nau Do Gyaarah}%
\year{1957}%
\starring{Dev Anand, Kalpana Kartik}%
\singer{Kishore, Asha}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Transliterator: Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu)
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu)

\printtitle
#indian

aa.Nkho.n me.n kyaa jii
rupahalaa baadal
baadal me.n kyaa jii
kisii kaa aa.Nchal
aa.Nchal me.n kyaa jii
ajab sii halachal

ra.ngii.n hai mausam
tere dam kii bahaar hai
phir bhii hai kuchh kam
bas teraa i.ntazaar hai
dekhane me.n bhole ho
par ho ba.De cha.nchal
aa.Nkho.n me.n kyaa jii\threedots

jhukatii hai.n palake.n
jhukane do aur jhUm ke
u.Datii hai.n zulphe.n
u.Dane do ho.nTh chuum ke
dekhane me.n\threedots

jhuume.n laharaae.n
nayanaa mil jaaye nain se
saathii bana jaae.n
rastaa kaT jaaye chain se
dekhane me.n\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{Dhalakii jaaye chu.Ndariyaa hamaarii ho raam}%
\film{Nau Do Gyaarah}%
\year{1957}%
\starring{Dev Anand, Kalpana Kartik, Shashikala, Jivan}%
\singer{Asha}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Oct 22, 2004
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com

\printtitle
#indian

Dhalakii jaaye chu.Ndariyaa hamaarii ho raam \-2
pii se mil ke bahakane ke din aaye ho \-2
Dhalakii jaaye

jaise ThaNDii pawan ban ke pyaar aa ga_ii \-2
jaise chupake se ban me.n bahaar aa ga_ii
phuul ban ke
ho phuul ban ke mahakane ke din aaye ho

Dhalakii jaaye chu.Ndariyaa hamaarii ho raam
Dhalakii jaaye

mai.n to sapano.n kii bagiyaa me.n Doluu.Ngii re \-2
ban kii ban ke koyaliyaa mai.n boluu.Ngii re
Daalii Daalii
ho Daalii Daalii chahakane ke din aaye ho

Dhalakii jaaye
Dhalakii jaaye chu.Ndariyaa hamaarii ho raam
pii se mil ke bahakane ke din aaye ho
Dhalakii jaaye

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ham hai.n raahii pyaar ke, hamase kuchh na boliye}%
\film{Nau Do Gyaarah}%
\year{1957}%
\starring{Dev Anand, Kalpana Kartik}%
\singer{Kishore}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Transliterator: R. Gopalakrishnan (gopalakr@louie.udel.edu)
% Credits: Kannan Muthukaruppan (mkannan@plane.cs.berkeley.edu)
%          Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

ham hai.n rAhI pyAr ke, hamase kuchh na boliye \- 3
jo bhI pyAr se milA, ham usI ke ho liye \- 2
ham usI ke ho liye
jo bhI pyAr se milA, ham usI ke ho liye

dard bhI hame.n qubUl, chaina bhI hame.n qubUl \- 2
hamane.n har tarah ke phUl, haar me.n piro liye, \- 2
jo bhI pyAr se milA \threedots

dhUp thI nasIba me.n, to dhUp me.n liyA hai dam \- 2
chA.NdanI milI to ham, chA.NdanI me.n so liye \- 2
jo bhI pyAr se milA \threedots

dil pe AsarA kiye, ham to bas yU.NhI.n jiye \- 2
ek kadam pe ha.Ns liye, ek kadam pe ro liye \- 2
jo bhI pyAr se milA \threedots

rAh me.n pa.De.n hai.n ham, kabase aap kI qasam	\- 2
dekhiye to kam se kam, boliye naa boliye \- 2
jo bhI pyAr se milA \threedots

ham hai.n rAhI pyAr ke, hamase kuchh na boliye
jo bhI pyAr se milA, ham usI ke ho liye

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jaane jigar haay! haay! dekho to idhar haay! haay!}%
\film{Nau Do Gyaarah}%
\year{1957}%
\starring{Shashikala, Dev Anand, Kalpana Karthik}%
\singer{Asha}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Hemlata Khemani
% Transliterator: K Vijay Kumar
% Series : The Missing Element (5)

\printtitle
#indian

jaane jigar haay! haay! dekho to idhar haay! haay!
nazare.n to laakho.n hai.n magar terii nazar haay! haay!

rukii hai bahaar ghaTaao.n ke tale
javaa.N hai khumaar kahaa.N uTh ke chale
dekho jii meraa dil na jale
dilbar haay! haay!
jaane jigar haay! haay! dekho to idhar haay! haay!

na le dil kii aah teraa hogaa bhalaa
milaa le nigaah chaahe dil na milaa
nazare.n milaa jaaduu chalaa chalaa jaaduu chalaa
jaaduugar haay! haay!
jaane jigar haay! haay! dekho to idhar haay! haay!

nazar me.n jalaa ke uma.ngo.n ke diye
aaye the huzuur ba.Dii aas liye
mu.Dake zaraa dekh bhii lo zaraa dekh bhii lo
jii idhar haay! haay!
jaane jigar haay! haay! dekho to idhar haay! haay!

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kalii ke ruup me.n chalii ho dhuup me.n kahaa.N?}%
\film{Nau Do Gyaarah}%
\year{1957}%
\starring{Dev Anand, Kalpana Karthik}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar
% Credits: Neha Desai

\printtitle
#indian

kalii ke ruup me.n chalii ho dhuup me.n kahaa.N?
suno jii maharabaa.N, hoge na tum jahaa.N, vahaa.N

kyaa hai kaho jaldii, ki ham to hai.n chal dii
apane dil ke sahaare
ab na ruke.nge to dukhane lage.nge
paa.Nv naazuk tumhaare
raah me.n ho ke gum, jaaoge chhup ke tum, kahaa.N?
suno jii maharabaa.N, hoge na tum jahaa.N, vahaa.N

chal na sake.nge sambhal na sake.nge 
ham tumhaarii balaa se
milaa na sahaaraa to aaogii dubaaraa
khi.nch ke merii sadaa pe
chho.Do diivaanaapan, ajii janaab man kahaa.N?
suno jii maharabaa.N, hoge na tum jahaa.N, vahaa.N

maanoge na tum bhii to e lo chale ham bhii
ab ham.en na bulaanaa
jaate ho to jaao, adaaye.n na dikhaao
dil na hogaa nishaanaa
havaa pe baiTh ke, chale ho ai.nTh ke, kahaa.N?
suno jii maharabaa.N, hoge na tum jahaa.N, vahaa.N

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{kyaa ho phir jo din ra.ngiilaa ho}%
\film{Nau Do Gyaarah}%
\year{1957}%
\starring{Dev Anand, Kalpana Kartik, Shashikala, Jivan}%
\singer{Geeta, Asha}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Contributor: Srinivas Ganti 
% Transliterator: V S Rawat

\printtitle 
#indian 

Geeta:kyaa ho phir jo din ra.ngiilaa ho
rait chamake samundar niilaa ho
aur aakaash giilaa giilaa ho

kyaa ho phir jo din ra.ngiilaa ho
ras chamakii samun.dar niilaa ho
aur aakaash giilaa giilaa ho

Asha:aahaa phir to badaa mazaa hogaa
ambar jhukaa jhukaa hogaa
saagar rukaa rukaa hogaa
tuufaan chhupaa chhupaa hogaa

haa.N phir to badaa mazaa hogaa
ambar jhukaa jhukaa hogaa
saagar rukaa rukaa hogaa
tuufaan chhupaa chhupaa hogaa

Geeta:kyaa ho phir jo cha.nchal ghaate.n ho
ho.nTho.n pe machalatii baate.n ho
saavan ho bhari barsaatein hon

Asha:aahaa phir to badaa mazaa hogaa
koii koii phisal rahaa hogaa
koii koii sambhal rahaa hogaa
koii koii machal rahaa hogaa

Asha:haa.N phir to badaa mazaa hogaa
koii koii phisal rahaa hogaa
koii koii sambhal rahaa hogaa
koii koii machal rahaa hogaa

Geeta:kyaa ho phir jo duniyaa.N sotii ho
aur taaro.n bharii khaamoshii ho
har aahaT pe dha.Dakan hotii ho

Asha:aahaa phir to badaa mazaa hogaa
dil dil milaa milaa hogaa
tan man khilaa khilaa hogaa
dushman jalaa jalaa hogaa

Asha:haa.N phir to badaa mazaa hogaa
dil dil milaa milaa hogaa
tan man khilaa khilaa hogaa
dushman jalaa jalaa hogaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o aajaa pa.nchhii akelaa hai}%
\film{Nau Do Gyaarah}%
\year{1957}%
\starring{Dev Anand, Kalpana Kartik}%
\singer{Asha, Rafi}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Majrooh}%

% Transliterator: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
% Credits: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu)

\printtitle
#indian

(ra: o aajaa pa.nchhI akelA hai 
aa: o so jaa nindiyaa kI belA hai ) \- 2
ra: o aajaa pa.nchhI akelA hai 

(ra: u.D gaI nI.nd yahA.n mere nain se 
aa: bas karo yU.nhI pa.De raho chain se ) \- 2
ra: laage re Dar mohe laage re 
aa: o ye kyA Darane kii belA hai 
ra: o aajaa pa.nchhI akelA hai \threedots

(ra: oho kitanI ghuTI sI hai ye fizaa 
aa: AhA kitanI suhaanI hai ye havA ) \- 2
ra: mar gaye ham nikalA dam mar gaye ham 
aa: mausam kitanA alabelA hai 
ra: o aajaa pa.nchhI akelA hai \threedots

(ra: bin tere kaisii a.ndherI ye raat hai 
aa: dil merA dha.Dakan merii tere sAth hai ) \- 2
ra: tanhA hai phir bhI dil tanhA hai 
aa: laagaa sapano.n kA melA hai 
ra: o aajaa pa.nchhI akelA hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
