% ISB File: Naujawaan_1951.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{dekho dekho jii kuchh bhii kar lo jiit hamaarii hai}%
\film{Naujawaan}%
\year{1951}%
\starring{Nalini Jayawant, Premnath}%
\singer{Kishore, Lata}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11906 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

ki \:	( dekho
	are dekho jii
	kuchh bhii kar lo
	jiit hamaarii hai ) \-2
	dekho
	o dekho jii 

	( o zulmii nainaa waalo.n
	tum daaman laakh bachaa lo ) \-2
	hamase bachanaa hai mushqil
	ye naino.n ko samajhaa lo
	jahaa.N chaloge sa.ng chale.nge
	ban kar tumharii chhayaa
	aa
	ban kar tumharii chhayaa re
	hoy dekho
	are dekho jii
	kuchh bhii kar lo
	jiit hamaarii hai
	dekho
	o dekho jii

	( tum aisii qismat laaye
	ke ham jaiso.n ko paayaa ) \-2
	aur ham wo qismat waale
	ke tumane Kud bulawaayaa
	are kyaa daataa kii den hai
	raah me.n hiiraa paayaa
	raah me.n hiiraa paayaa re
	hoy dekho 
	are dekho jii kuchh bhii kar lo
	jiit hamaarii hai

	kahaa.N lay ke jaiho

la \:	o
	kahaa.N lay ke jaiho raam \-2
	o zulmii nainaa

	ho 
	ye zulmii nainaa tere o naino.n ke matawaale
	( dhiire\-dhiire ye man
	hu_aa teraa sajan
	din aaye milan waale ) \-2
	jiit kahaa.N kii haar kahaa.N kii
	dil khoyaa dil paayaa
	aa
	dil khoyaa dil paayaa re

ki \:	hoy
do \:	dekho 
	are dekho jii kuchh bhii kar lo
	jiit hamaarii hai ) \-2

ki \:	dekho 

la \:	aa haa
	dekho jii dekho jii dekho
	dekho dekho dekho jii

ki \:	hoy dekho 
	are dekho jii kuchh bhii kar lo
	jiit hamaarii hai ) \-2
	dekho
	are dekho jii kuchh bhii kar lo
	jiit hamaarii hai
	dekho

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ek aag hai dahakataa raag hai}%
\film{Naujawaan}%
\year{1951}%
\starring{Nalini Jayawant, Premnath}%
\singer{Manna De, Chorus}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11907 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

o ho
o ho
ho
ho
ho o o ho
ek aaG hai dahakataa raag hai 
jawaanii merii jawaanii merii jawaanii merii
jal jaaye.nge agar paas aaye.nge jalaane waale

are re re re re re re re re
haay re
dil paaq hai nazar bebaaq hai
Dar kisakaa mujhe Dar kisakaa mujhe Dar kisakaa
pachhataaye.nge agar Takaraaye.nge zamaane waale
ho

aa
haay
ek aaG hai dahakataa raag hai 
jawaanii merii jawaanii merii jawaanii merii
jal jaaye.nge agar paas aaye.nge jalaane waale
ho
o ho

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jiyaa jaae piyaa aa jaa ... dil kaa dard na jaane duniyaa}%
\film{Naujawaan}%
\year{1951}%
\starring{Nalini Jayawant, Premnath}%
\singer{Lata}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: Srinivas Ganti 
% Transliterator: V S Rawat

\printtitle 
#indian 

jiyaa jaae piyaa aajaa/3

dil ka dard na jaane duniyaa.N jaane dil ta.Dapanaa
pyaar ke do bolo.n ke badale dushman hua zamaanaa
haay re haay dushman hua zamaanaa
dil ka dard na jaane duniyaa.N jaane dil ta.Dapanaa

ummiid ne thokar khaaii hai
dil deke judaai paaii hai
tera Gam haay merii tanahaai hai
pahale se na tha ye jaana
pahale se na tha ye jaana, ke dil sau(?) maanaa,haay jiite jaana(?)
haay re haay dushman hua zamaanaa
dil ka dard na jaane duniyaa.N jaane dil ta.Dapanaa
pyaar ke do bolo.n ke badale dushman hua zamaanaa
haay re haay dushman hua zamaanaa

aa.Nkho.n mei.n jo aa.Nsuu aae.nge
tasaviir terii dikhalae.nge
ham thaam ke dil raha jaae.nge
pahale se na tha ye jaana
pahale se na tha ye jaana, ke dil sau maanaa,haay jiite jaana(?)
haay re haay dushman hua zamaanaa
dil ka dard na jaane duniyaa.N  jaane dil ta.Dapanaa
pyaar ke do bolo.n ke badale dushman hua zamaanaa
haay re haay dushman hua zamaanaa
dil ka dard na jaane duniyaa.N jaane dil ta.Dapanaa

jiyaa jaae piyaa aajaa/3

#endindian 
\endsong 

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{o pi pi pi piyaa ham aur ham pi pi piyaa tum aur ham}%
\film{Naujawaan}%
\year{1951}%
\starring{Nalini Jayawant, Premnath}%
\singer{Kishore, Shamshad}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: BOL ANAMOL #11908 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

sha \:	o 
	pi pi pi piyaa
	pi pi piyaa
	ho ho
	pi pi piyaa
	ho o ho o ho o ho
	pi pi piyaa
ki \:	ham aur tum
sha \:	pi pi piyaa
ki \:	tum aur ham
sha \:	pi pi piyaa
ki \:	ham aur tum dono.n rahe.n ek saath
sha \:	naino.n me.n nainaa aur haatho.n me.n haath

ki \:	ham aur tum
sha \:	pi pi piyaa
ki \:	tum aur ham
sha \:	pi pi piyaa
do \:	ham aur tum dono.n rahe.n ek saath
	naino.n me.n nainaa aur haatho.n me.n haath
	jalaa kare.n jalane waale chaahe.n jo bhii ho
sha \:	ho o ho o ho
ki \:	ho o ho o ho
do \:	ham aur tum dono.n rahe.n ek saath

sha \:	rum paa
ki \:	paa paa paa
sha \:	rum paa
ki \:	paa paa paa

sha \: aa jaa o baa.Nke piyaa aajaa
	piyaa aajaa
	naino.n se ras barasaa jaa
	piyaa aajaa
	aa jaa o baa.Nke piyaa aajaa
ki \:	huu.n huu.n huu.n huu.n
sha \:	naino.n se ras barasaa jaa
ki \:	rut mastaanii 
sha \:	aa haa
ki \:	raat suhaanii
sha \:	waa waa
ki \:	mauj me.n jawaanii bhii hai aajaa
sha \:	o pi pi pi piyaa
ki \:	o pi pi pi piyaa
	oy
do \:	jalaa kare.n jalane waale chaahe.n jo bhii ho
sha \:	ho o ho o ho
ki \:	ho o ho o ho
do \:	ham aur tum dono.n rahe.n ek saath
	naino.n me.n nainaa aur haatho.n me.n haath
	jalaa kare.n jalane waale chaahe.n jo bhii ho
sha \:	ho o ho o ho
ki \:	ho o ho o ho

ki \:	##yoodling##

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{panaghaT pe dekho aa_ii milan kii belaa}%
\film{Naujawaan}%
\year{1951}%
\starring{Nalini Jayawant, Premnath}%
\singer{Rafi, Geeta, Chorus}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

ra \:	( panaghaT pe dekho aa_ii milan kii belaa
ko \:	laa ) \-2
ra \:	Thumak\-Thumak raadhe chorii\-chorii aa_ii
ko \:	o jii jii jii jii jii jii jii
ra \:	sakhiyo.n se puuchhe kit chhupe hai.n kanhaa_ii
ko \:	o jii jii jii jii jii jii jii
ra \:	haay bansii kii dhun sun sudh bisaraa_ii
ko \:	o jii jii jii jii jii jii jii
ra \:	man hu_aa baawaraa nahii.n manaaye maane re
	panaghaT pe dekho aa_ii milan kii belaa
ko \:	laa

gii \:	o
	ruup ye kisakaa hai tere
	mere man ko bhaa gayaa \-2
	kaun ye naino.n me.n mere
	ra.ng ban ke chhaa gayaa
	chhaa gayaa re chhaa gayaa

	ko_ii gup\-chup gup\-chup gaaye
	hriday me.n chupake chupake chupake
	dha.Dakan me.n basataa jaaye
	re chupake chupake chupake chupake

	man hu_aa baawaraa nahii.n manaaye maane re
	ku.njan me.n dekho aa_ii milan kii belaa

	o
	aaj naino.n me.n kisii ke
	merii duniyaa kho ga_ii \-2
	ho gayaa meraa ko_ii
	aur mai.n kisii kii ho ga_ii
	ho ga_ii re ho ga_ii

	( jhan jhanan jhanan laharaa_ii
	paayaliyaa morii morii morii ) -2
	mai.n piyaa se milane aa_ii re
	chorii chorii chorii chorii	

	man hu_aa baawaraa nahii.n manaaye maane re
	ku.njan me.n dekho aa_ii milan kii belaa

ko \:	o jii jii jii jii jii jii jii
ra \:	man hu_aa baawaraa nahii.n manaaye maane re
	panaghaT pe dekho aa_ii milan kii belaa
ko \:	laa
ra \:	belaa
ko \:	laa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ThaNDii havaae.n laharaake aae.n}%
\film{Naujawaan}%
\year{1951}%
\starring{}%
\singer{Lata}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: Vandana Venkatesan (vandana@charlie.ece.scarolina.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)

\printtitle
#indian

ThaNDii havaae.n, laharaake aae.n 
rut hai javaa.n, unako yahaa.N, kaise bulaae.n 
ThaNDii havaae.n \threedots

chaa.Nd aur taare, ha.Nsate nazaare 
milake sabhii, dil me.n sakhii, jaaduu jagaaye.n 
ThaNDii havaae.n \threedots

kahaa bhI nA jaaye, rahaa bhI nA jaaye 
tumase agar, mile bhI nazar, ham jhe.np jaae.n 
ThaNDii havaae.n \threedots

dil ke fasaane, dil hii nA jaane 
tumako sajan, dil kii lagan, kaise bataaye.n 
ThaNDii havaae.n \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{zaraa jhuum le, jawaanii kaa samaa.N hai suhaanaa}%
\film{Naujawaan}%
\year{1951}%
\starring{Nalini Jayawant, Premnath}%
\singer{Rafi, Geeta, Chorus}%
\music{S D Burman}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004

\printtitle
#indian

gii \:	o
ko \:	( o jhanak jhananan jhananan
	ho ho tinii minii tinii minii minii minii ) \-2

ra \:	are o sun le sun le sun le sun le
	zaraa jhuum le
	ho zaraa jhuum le, jawaanii kaa samaa.N hai suhaanaa, zaraa jhuum le
gii \:	ho zaraa jhuum le, jhuum le, zaraa jhuum le
ko \:	zaraa jhuum le, jawaanii kaa samaa.N hai suhaanaa, zaraa jhuum le

gii \:	o
ra \:	( ho ye jiiwan laharo.n kaa relaa, jag do din kaa melaa re sun le
ko \:	jag do din kaa melaa ) \-2
ra \:	kyaa paayaa duniyaa me.n jisane dil kaa khel na khelaa
	zaraa zaraa jhuum le
ko \:	ho zaraa jhuum le, jawaanii kaa samaa.N hai suhaanaa, zaraa jhuum le
gii \:	ho zaraa jhuum le, jhuum le, zaraa jhuum le
ko \:	zaraa jhuum le, jawaanii kaa samaa.N hai suhaanaa, zaraa jhuum le

gii \:	ho
ko \:	( o jhanak jhananan jhananan
	ho ho tinii minii tinii minii minii minii ) \-2

ra \:	( o biitii gha.Diyaa.N lauT na paaye.n chaahe.n jitanaa chaaho
ko \:	are re re
	chaahe.n jitanaa chaaho ) \-2
ra \:	o jii aaj kaa din hai apanaa gorii kal kyaa na jaane kyaa ho
	zaraa zaraa jhuum le
ko \:	ho zaraa jhuum le, jawaanii kaa samaa.N hai suhaanaa, zaraa jhuum le
gii \:	ho zaraa jhuum le, jhuum le, zaraa jhuum le
ko \:	ho zaraa jhuum le, jawaanii kaa samaa.N hai suhaanaa, zaraa jhuum le
ra \:	aa

ko \:	( o jhanak jhananan jhananan
	ho ho tinii minii tinii minii minii minii ) \-2

gii \:	o sone jaise din hai.n baalam chaa.Ndii jaisii raate.n
	re baalam chaa.Ndii jaisii raate.n
ko \:	ho baalam ho baalam chaa.Ndii jaisii raate.n
gii \:	o sone jaise din hai.n baalam chaa.Ndii jaisii raate.n
	biit na jaaye samaa.N suhaanaa, sun le man kii baate.n
	re baalam sun le man kii baate.n
	zaraa jhuum le
ko \:	ho zaraa jhuum le, jawaanii kaa samaa.N hai suhaanaa, zaraa jhuum le
gii \:	ho zaraa jhuum le, jhuum le, zaraa jhuum le
ko \:	ho zaraa jhuum le, jawaanii kaa samaa.N hai suhaanaa, zaraa jhuum le
	ho zaraa jhuum le \-12

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
