% ISB File: NayaSansar_1941.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{meraa man kho gayaa hai}%
\film{Naya Sansar}%
\year{1941}%
\starring{Ashok Kumar, Renuka Devi, Mubarak, Shahnawaz, V H Desai, Arun Kumar}%
\singer{Ashok Kumar}%
\music{Ramchandra Pal}%
\lyrics{Pradeep}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12115 [V S Rawat]
% hfgk credits Ramchandra Pal for music whereas
% HMV cassette Remembering Dadamuni STHV 824018
% credits Saraswati Devi for music

\printtitle
#indian

meraa man kho gayaa hai \-4

kahaa.N Dhuu.NDhuu.N
kahaa.N puuchhuu.N
meraa man kho gayaa hai \-6

mai.n kise yaad karuu.N
kahaa.N fariyaad karuu.N
meraa anamol ratan
kahii.n gum ho gayaa hai
meraa man kho gayaa hai \-4

merii pahachaan kii hai ek salonii baalaa \-2
( kahii.n kuchh bhuul se haa.N
wo kahii.n le ga_ii ho ) \-2
meraa dil matawaalaa \-2
meraa man kho gayaa hai \-4

kahaa.N puuchhuu.N
meraa man kho gayaa hai \-6

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
