% ISB File: NayaaAndaaz_1956.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aaj suhaanii raat hai}%
\film{Naya Andaaz}%
\year{1956}%
\starring{Kishore Kumar, Meena Kumari}%
\singer{Rafi, Shamshad, Kishore, chorus}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Jaan Nisar Akhtar}%

% Contributor: Prithviraj Dasgupta
% Transliterator: Prithviraj Dasgupta
% Date: Feb 3, 2001
% Credits : Shalini Razdan

\printtitle
#indian

ko(pu):    aaj suhaanii raat hai aahaa aahaa
ko(strii): hogii sajan se baat re aahaa aahaa

sh: oye tuu aajaa re ke dil hai beqaraar
    ki Dole re man me.n teraa pyaar tuu aajaa re

ra: ham to musaafir a.njaane
    dil kis ko pukaare haay teraa
sh: mai.n tujhako bulaa_uu.N aajaa re
    dil tere binaa ghabaraa_e meraa
ko: ruk jaanaa zaraa ruk jaanaa re sajanaa

ra: phirate hai.n bhaTakate raaho.n me.n
    tuu da.rd hamaaraa kyaa jaane
sh: nazaaro.n se teraa man bhar duu.Ngii
    aa paas to aajaa diivaane
ko: ruk jaanaa zaraa ruk jaanaa re sajanaa

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{apanaa to zamaane me.n itanaa hii fasaanaa hai}%
\film{Nayaa Andaaz}%
\year{1956}%
\starring{Kishore Kumar, Meena Kumari}%
\singer{Kishor}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Jaan Nisar Akhtar}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10537 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

apanaa to zamaane me.n itanaa hii fasaanaa hai
kuchh ham bhii diivaane hai.n kuchh dil bhii diivaanaa hai

hamase to ko_ii puuchhe vo mast nazar kyaa hai \-2
jiine kaa sahaaraa hai marane kaa bahaanaa hai
kuchh ham bhii diivaane \threedots

bhuule se kabhii hamane qaatil na kahaa unako
dil jinakii adaa_o.n kaa Kaamosh nishaanaa hai
apanaa to zamaane \threedots

ye raaz hai ulfat kaa duniyaa ise kyaa jaane
nazaro.n kaa churaanaa hii nazaro.n kaa milaanaa hai
apanaa to zamaane \threedots

ma.nzil kahaa.N hai ai dil ham ishq ke maaro.n kii
ham jaa ke jahaa.N baiThe vahii.n apanaa Thikaanaa hai
apanaa to zamaane \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{bach ke balam kahaa.N jaa_oge}%
\film{Nayaa Andaaz}%
\year{1956}%
\starring{Kishore Kumar, Meena Kumari}%
\singer{Shamshad}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Jaan Nisar Akhtar}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10040 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

bach ke balam kahaa.N jaa_oge
hame.n tum piichhe piichhe paa_oge

aaj to sai.nyaa moraa zamaanaa
jaa_e na khaalii meraa nishaanaa
maaruu.Ngii tirachhii najariyaa
chho.Duu.N na tohe saa.Nvariyaa
bach ke balam kahaa.N jaa_oge \threedots

priit kajaraa nain me.n Dole
man me.n javaanii khaa_e jhakole
Thahare na sir pe chundariyaa
chho.Duu.N na tohe \threedots

jaa_oge kaise mo.D ke bai.nyaa
tum se la.Duu.Ngii aaj mai.n sai.nyaa
dekhegii saarii nagariyaa
chho.Duu.N na tohe \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{merii nii.ndo.n me.n tum, mere Kvaabo.n me.n tum}%
\film{Naya Andaaz}%
\year{1956}%
\starring{Kishore, Meena Kumari}%
\singer{Kishore, Shamshad}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Jaan Nisar Akhtar}%

% Transliterator: Mani Upadhyaya (mani@eng.utoledo.edu)
% Credits: Mahesh Chaubal (chaubal@umbc.edu)
%          Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu)

\printtitle
#indian

ki: 	(merii nii.ndo.n me.n tuma, mere Kvaabo.n me.n tuma
	ho chuke ham tumhaarii mohabbata me.n guma ) \- 2

sh:	(mana kii biinaa kii dhuna, tuu baalama aaja suna
	merii nazaro.nne tujhako liyaa aaja chuna ) \- 2
	mana kii biinaa kii dhuna, tuu balama aaja suna

sh:	(merii dila kii lagii tuu, merii zi.ndagii tuu
	merii hara nazara hai terii dAstaa.n ) \- 2
ki:	(mere dila kii bahaare.n tumhiiko pukaare.n
	tumhiise hai aabaada meraa jahaa.N ) \- 2
sh: 	tU meraa naaza hai, meraa a.ndaaza hai, dila kii Avaaza hai
ki: 	merii nii.ndo.n me.n tuma, mere khvaabo.n me.n tuma
	ho chuke hama tumhaarii mohabbata me.n guma

sh:	mana kii biinaa kii dhuna, tuu balama aaja suna
	merii nazaro.nne tujhako liyaa aaja chuna
	mana kii biinaa kii dhuna, tuu baalama aaja suna

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{raat ra.ngiilii gaa_e re mose rahaa na jaa_e re}%
\film{Nayaa Andaaz}%
\year{1956}%
\starring{Kishore Kumar, Meena Kumari}%
\singer{Shamshad}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Jaan Nisar Akhtar}%

% Contributor: BOL ANAMOL #10041 [V S Rawat]

\printtitle
#indian

raat ra.ngiilii gaa_e re mose rahaa na jaa_e re
mai.n kaa karuu.N kaase kahuu.N more saajanaa

mere dil ko aa_e chain ho aa piyaa aa jaanaa
mai.n kaa karuu.N kaase kahuu.N mere raajaa
raat ra.ngiilii gaa_e re \threedots

meraa dil kyo.n dha.Dake baar baar mohe kyaa pataa
mere dil kii jaane kaun baat tuu hii bataa
mai.n kaa karuu.N kaase kahuu.N mre sajanaa
raat ra.ngiilii gaa_e re \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
