% ISB File: NayaaDaur_1957.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{aanaa hai to aa raah me.n, kuchh pher nahii.n hai}%
\film{Naya Daur}%
\year{1957}%
\starring{Dilip Kumar, Vyjayantimala, Ajit}%
\singer{Rafi}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
% Transliterator: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
% Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu)

\printtitle
#indian

AnA hai to A rAh me.n, kuchh pher nahI.n hai
bhagavAn ke ghar der hai, andher nahI.n hai
AnA hai to \threedots

jab tujhase na sulajhe.n terI ulajhane.n
?
bhagavAn khud hI terI mushkilo.n ko AsAn karegA
jo tU nahI.n kar pAyA to bhagavAn karegA
AnA hai to \threedots

kahane kI zarUrat nahI.n AnA hI bahut hai
is dar pe terA shIsh jhukAnA hI bahut hai
jo kuchh hai tere dil me.n vo sab usako khabar hai
bande tere har hAl pe mAlik ko nazar hai
AnA hai to \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ik diiwaanaa aate\-jaate ... sakhii rii wo kyaa maa.Nge}%
\film{Nayaa Daur}%
\year{1957}%
\starring{Dilip Kumar, Vyjayanthimala, Ajit, Johnny Walker}%
\singer{Asha}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12281 [V S Rawat], 23/01/2004

\printtitle
#indian

ik diiwaanaa aate\-jaate hamase chhe.D kare
sakhii rii wo kyaa maa.Nge \-2
ho o o o
jab bhii mere paas se Guzare ThaNDii saa.Ns bhare
sakhii rii wo kyaa maa.Nge \-2

( din dekhe naa raat wo
paka.De meraa haath wo ) \-2
( kabhii sharamaa_uu.N mai.n
kabhii ghabaraa_uu.N mai.n
samajh na paa_uu.N mai.n ) \-2
sakhii rii wo kyaa maa.Nge \-2
ho o o o
ik diiwaanaa aate\-jaate hamase chhe.D kare
sakhii rii wo kyaa maa.Nge \-2

( Tiilo.n ke ruKasaar se
mujhe pukaare pyaar se ) \-2
( rasate me.n ruk\-ruk
mu.D\-mu.D chhup\-chhup
dekhe mujhe Tuk\-Tuk haay ) \-2
sakhii rii wo kyaa maa.Nge \-2
ho o o o
ik diiwaanaa aate\-jaate hamase chhe.D kare
sakhii rii wo kyaa maa.Nge \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{maa.Ng ke saath tumhaaraa}%
\film{Naya Daur}%
\year{1957}%
\starring{Dilip Kumar, Vyjayanthimala, Ajit, Johnny Walker}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor:  Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)
% Transliterator: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)

\printtitle
#indian

A: mA.Ng ke sAth tumhArA mai.nne, mA.ng liyA sa.nsAr \- 2
r: mA.Ng ke sAth tumhArA mai.nne, mA.ng liyA sa.nsAr
mA.Ng ke sAth tumhArA

r: o \threedots
A: A \threedots

A: dil kahe diladAr milA, ham kahe.n hame.n pyAr milA \- 2
r: pyAr milA hame.n yAr milA, ek nayA sa.nsAr milA \- 2
A: A \threedots, As milI aramAn milA
r: o \threedots, jIne kA sAmAn milA
dono: mil gayA ek sahArA, o o o o
mA.Ng ke sAth tumhArA \threedots

r: dil javA.n aur rut ha.nsI.n, chal yU.NhI chal de.n kahI.n \- 2
A: tU chAhe le chal kahI.n, tujh pe hai mujhako yakI.n \- 2
r: o \threedots, jAn bhI tU hai dil bhI tU hI
A: A \threedots, rAh bhI tU ma.nzil bhI tU hI
dono: aur tU hI As kA tArA, o o o o
mA.Ng ke sAth tumhArA \threedots

r: ##arrrrrrrrrrrrr, he, he, he (typical horse-maneuvring sounds)##

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{mai.n bamba_ii kaa baabuu naam meraa a.njaanaa}%
\film{Naya Daur}%
\year{1957}%
\starring{Dilip Kumar, Vyjayantimala, Ajit, Johnny Walker}%
\singer{Rafi}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: David Windsor <David.Windsor@anu.edu.au>
% Transliterator: David Windsor <David.Windsor@anu.edu.au>
% Editor: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>
% Date: 10/28/1996

\printtitle
#indian

mai.n bamba_ii kaa baabuu naam meraa a.njaanaa
i.nglish dhun me.n gaauu.N mai.n hi.ndustaanii gaanaa

yah duniyaa hai us kii jo duniyaa se khele
saKtii ho yaa narmii ha.Nsate\-ha.Nsate jhele
sun lo ajii sun lo yah jaaduu kaa taraanaa
mai.n bamba_ii kaa baabuu \- threedots

kuchh hai.n daulat vaale kuchh hai.n taaqat vaale
asalii vaali vah hai jo himmat vaale
sun lo ajii sun lo yah jaaduu kaa taraanaa
mai.n bamba_ii kaa baabuu \- threedots

aayaa huu.N mai.n ba.ndhu ruus aur chiin me.n jaa ke
kaam kii baat bataa dii mai.n ne kaama.Dii gaanaa gaa ke
sun lo ajii sun lo yah jaaduu kaa taraanaa
mai.n bamba_ii kaa baabuu \- threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{reshamii salawaar ku.Dataa jaalii kaa}%
\film{Nayaa Daur}%
\year{1957}%
\starring{Dilip Kumar, Vyjayantimala, Ajit}%
\singer{Asha, Shamshad}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Oct 22, 2004
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com

\printtitle
#indian

aa \:	( reshamii salawaar ku.Dataa jaalii kaa
	ruup sahaa nahii.n jaaye nakhare waalii kaa ) \-2
	hoy
sha \:	( jaa re piichhaa chho.D mujh matavaalii kaa
	kaahe Dhuu.NDhe raasataa kotavaalii kaa ) \-2

aa \:	jab jab tujhako dekhuu.N mere dil me.n chhuTe.n phulajha.Diyaa.N
	karuu.Ngaa teraa piichha chaahe lag jaaye.n hathaka.Diyaa.N
	are karuu.Ngaa teraa piichha chaahe lag jaaye.n hathaka.Diyaa.N
	kyaa hai kotavaalii kaa
	ruup sahaa nahii.n jaaye nakhare waalii kaa
	hoy

sha \:	jaa re piichhaa chho.D mujh matavaalii kaa
	kaahe Dhuu.NDhe raasataa kotavaalii kaa

	mai.n huu.N izzat waalii mujhe samajh naa aisii vaisii
	ba.De ba.Do.n kii mai.nne kar dii hai aisii taisii \-2
	tuu hai kis thaalii kaa
	kaahe Dhuu.NDhe raasataa kotavaalii kaa

aa \:	reshamii salawaar ku.Dataa jaalii kaa
	ruup sahaa nahii.n jaaye nakhare waalii kaa
	hoy

	ruup tere kaalaT ?? kaa mere dil ko de gayaa jhaTakaa
	ra.ng bhare haatho.n se zaraa khol de paT ghuu.NghaT kaa
	haay ra.ng bhare haatho.n se zaraa khol de paT ghuu.NghaT kaa
	dil hai dilavaalii kaa
	ruup sahaa nahii.n jaaye nakhare waalii kaa
	hoy

sha \:	jaa re piichhaa chho.D mujh matavaalii kaa
	kaahe Dhuu.NDhe raasataa kotavaalii kaa
aa \:	reshamii salawaar ku.Dataa jaalii kaa
	ruup sahaa nahii.n jaaye nakhare waalii kaa
	hoy

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{saathii haath ba.Dhanaa}%
\film{Naya Daur}%
\year{1957}%
\starring{Dilip Kumar, Vyjayantimala, Ajit}%
\singer{Rafi, Asha, chorus}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu)
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)

\printtitle
#indian

saathii haath ba.DhAnaa, saathii haath ba.DhAnaa 
ek akelaa thak jaayegaa mil kar bojh uThaanaa 
sAthI hAth ba.DhAnA \threedots

ham mehanatavaalo.n ne jab bhii milakar kadam ba.Dhaayaa 
saagar ne rastaa chho.Daa parabat ne shIsh jhukaayaa 
faulaadii hai.n siine apane faulaadii hai.n baahe.n 
ham chAhe.n to paidA karade.n, chaTTAno.n me.n rAhe.n, sAthI \threedots

mehanat apanii lekh kii rakhanaa mehanat se kyaa Daranaa 
kal gairo.n kii khaatir kii ab apanii khaatir karanaa 
apanaa dukh bhii ek hai saathii apanaa sukh bhii ek 
apanii ma.njil sach kii ma.njil apanaa rastaa nek, saathii \threedots

ek se ek mile to kataraa ban jaataa hai dariyaa 
ek se ek mile to zarraa ban jaataa hai seharaa 
ek se ek mile to raa_ii ban sakatii hai parabat 
ek se ek mile to insaan bas me.n kar le kismat, saathii \threedots

maaTii se ham laal nikaale.n motii laae.n jal se 
jo kuchh is duniyaa me.n banaa hai banaa hamaare bal se 
kab tak mehanat ke pairo.n me.n ye daulat kii za.nziire.n 
haath ba.Dhaakar chhiin lo apane sapano.n kii tasvIre.n, saathii \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{u.De.n jab jab zulfe.n terii, ku.Nvaariyo.n kaa dil machale}%
\film{Naya Daur}%
\year{1957}%
\starring{Dilip Kumar, Vyjayantimala, Ajit}%
\singer{Rafi, Asha}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Sahir}%

% Contributor: Sandeep S Bajwa <ssbst3+@pitt.edu>
% Transliterator: Rajiv Shridhar <rajiv@coe.neu.edu>
% Date: 06/12/1996

\printtitle
#indian

aashaa:   
       u.De.n jab jab zulfe.n terii \- 2 
       ho, u.De.n jab jab zulfe.n terii \- 2 
       ku.Nvaariyo.n kaa dil machale \-2
       jind meriye
rafii:
       ho.n jab aise chikane chehare \- 2
       to kaise na nazar phisale \-2
       jind meriye
aashaa:
       ho, rut pyaar karan kii aaii \- 2
       ke beriyo.n ke ber pak gaye \- 2
       ji.nd meriye
rafii:
       kabhii Daal idhar bhii pheraa \- 2
       ke tak\-tak nain thak gaye \-2
       jind meriye
aashaa:
       ho, us gaa.Nv se sa.Nvar kabhii sadqe \- 2
       ke jahaa.N meraa yaar basataa \- 2
       ji.nd meriye
rafii:
       paanii lene ke bahaane aajaa \- 2
       ke teraa meraa ik rastaa \-2
       jind meriye
rafii:
       ho, tujhe chaa.Nd ke bahaane dekhuu.N \- 2
       tuu chhat par aajaa goriye \- 2
       ji.nd meriye
aashaa:
       abhii chhe.De.nge galii ke sab la.Dake \- 2
       ke chaa.Nd bairii chhip jaane de \-2
       jind meriye
rafii:
       ho, terii chaal hai naagin jaisii\- 2
       re jogii tujhe le jaaye.nge \- 2
       ji.nd meriye
aashaa:
       jaaye.N kahii.n bhii magar ham sajanaa \- 2
       yah dil tujhe de jaaye.nge \-2
       jind meriye

## Fragment of another song by Rafi, often found appended to this song ##
o, dil deke dagaa de.nge,
yaar hai.n matalab ke,
ye de.nge to kyaa de.nge

duniyaa ko dikhaa de.nge
yaaro.n ke pasiine par ham
Kuun bahaa de.nge 

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ye desh hai viir javaano.n kaa}%
\film{Naya Daur}%
\year{1957}%
\starring{Dilip Kumar, Vyjayantimala, Ajit, Johnny Walker}%
\singer{Rafi}%
\music{O P Nayyar}%
\lyrics{Sahir}%

% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu)
% Credits: Monish Aggarwal (monish@csuohio.edu)
%          Satish Subramanium 
           ShashiKant Joshi (rava0002@gold.tc.umn.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
%         Rajiv Shridhar (rajiv@henrix.coe.neu.edu)

\printtitle
#indian

ye desh hai viir javaano.n kaa alabelo.n kaa mastaano.n kaa
o \threedots
o \threedots ati viiro.n kii
ye desh hai viir javaano.n kaa 
alabelo.n kaa mastaano.n kaa
is desh kaa yaaro.n \threedots hoy!! 
is desh kaa yaaro.n kyaa kahanaa 
ye desh hai duniyaa kaa gahanaa

o\threedots o\threedots
yahaa.N chau.Dii chhaatii viiro.n kii
yahaa.N bholii shakle.n hiiro.n kii
yahaa.N gaate hai.n raa.Njhe \threedots hoy!!
yahaa.N gaate hai.n raa.Njhe mastii me.n
mastii me.n jhuume.n bastii me.n

o\threedots o\threedots
pe.Do.n me.n bahaare.n jhuulo.n kii
raaho.n me.n kataare.n phuulo.n kii
yahaa.N ha.Nsataa hai saavan \threedots hoy!!
yahaa.N ha.Nsataa hai saavan baalo.n me.n
khilatii hai.n kaliyaa.N gaalo.n me.n

o\threedots o\threedots
kahii.n da.ngal shokh javaano.n ke
kahii.n kartab tiir kamaano.n ke
yahaa.N nit nit mele \threedots hoy!!
yahaa.N nit nit mele sajate hai.n
nit Dhol aur taashe bajate hai.n

o\threedots o\threedots
dilabar ke liye diladaar hai.n ham
dushman ke liye talavaar hai.n ham
maidaa.n me.n agar ham \threedots hoy!! 
maidaa.n me.n agar ham daT jaae.n
mushkil hai ke piichhe haT jaae.n

hurr he !! haa!!
hurr he !! haa!!
hurr he !! haa!
a.Dipaa! a.Dipaa! a.Dipaa!

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
