% ISB File: NayaaSaawan_1992.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{pyaar agar tum karate ho}%
\film{Nayaa Saawan}%
\year{1992}%
\starring{Ashwini Bhave, Asif-Sahil, Javed Jafri, Laxmikant Berde, Deepak Shraf}%
\singer{Kumar Sanu, Lata}%
\music{Bappi Lahiri}%
\lyrics{Anjaan}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

la \:	pyaar agar tum karate ho haa.N karate ho
ku \:	pyaar agar tum karatii ho haa.N karatii ho
la \:	pyaar agar tum karate ho saarii umar bharosaa karanaa
	isii ke li_e to jiinaa hai isame.n naa dhokhaa karanaa
ku \:	pyaar agar tum karatii ho saarii umar bharosaa karanaa
	isii ke li_e to jiinaa hai isame.n naa dhokhaa karanaa
la \:	pyaar agar tum karate ho
ku \:	haa.N haa.N karate hai.n
la \:	karate ho
ku \:	haa.N karate hai.n

	kabhii tumhe.n aur kabhii hame.n duniyaa badanaam karegii
la \:	ham dono.n me.n galatafahamii ho aise kaam karegii \-2
	sun lenaa jo log kahe.n unape naa bharosaa karanaa naa naa naa	
ku \:	pyaar agar tum karatii ho
la \:	haa.N karatii huu.N
	pyaar agar tum \threedots

la \:	raho mere tum paas\-paas mai.n saamane rahuu.N tumhaare
ku \:	cheharaa tumhaaraa nazar aa_e to phir kyaa chaa.Nd sitaare
la \:	pyaar ko jab bhii dil chaahe tum dil ko naa Tokaa karanaa naa naa naa
	pyaar agar tum \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
