% ISB File: NayaaZamaanaa_1957.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{kahaa.N jaate ho TuuTaa dil hamaaraa dekhate jaa_o}%
\film{Nayaa Zamaanaa}%
\year{1957}%
\starring{Mala Sinha, Veena, Gop, Badri Prasad}%
\singer{Lata}%
\music{Kanu Ghosh}%
\lyrics{Prem Dhawan}%

% Contributor: dhananjay naniwadekar
% Date: 28 September 2002 (Lata's 73rd birthday)
% Comments: A two-song birthday tribute to Lata (song # 2)
% The song is based on Raag Hamsakinkini.

\printtitle
#indian

kahaa.N jaate ho, TuuTaa dil
hamaaraa dekhate jaa_o
ki_e jaate ho hamako
besahaaraa dekhate jaa_o

karuu.N to kyaa karuu.N
ab mai.n tumhaarii is nishaanii ko
adhuurii rah ga_ii apanii
tamannaa dekhate jaa_o

kalii khilane bhii naa paa_ii
bahaare.n ruuTh kar chal dii
diyaa qismat ne kaisaa
hamako dhokhaa dekhate jaa_o

tamannaa thii kii dam nikale
hamaaraa terii baaho.n me.n
hamaarii Kaak me.n milatii
tamannaa dekhate jaa_o

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
