% ISB File: NeelKamal_1947.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{bhuul jaate hai.n bhuul jaayaa kare.n}%
\film{Neelkamal}%
\year{1947}%
\starring{Raj Kapoor, Madhubala}%
\singer{Rajkumari}%
\music{Snehal Bhatkar}%
\lyrics{Kedar Sharma}%

% Contributor: K Vijay Kumar
% Transliterator: K Vijay Kumar
% Comments: Snehal Bhatkar used the name B Vasudev for this film
% Raj Kapoor's debut in a leading role. One stanza missing.

\printtitle
#indian

bhuul jaate hai.n bhuul jaayaa kare.n
aazamaate hai.n aazamaayaa kare.n

merii qisamat me.n naamuraadiyaa.N hai.n
ha.Nsii u.Daane vaale ha.Nsii u.Daayaa kare.n

hasarate.n merii ruuTh jaaye.ngii
mere sapano.n me.n bhii na aayaa kare.n

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{sochataa kyaa hai sudarshan ke chalaane vaale}%
\film{Neel Kamal}%
\year{1947}%
\starring{Madhubala, Raj Kapoor}%
\singer{Mukesh, Hamida}%
\music{B Vasudev}%
\lyrics{Kidar Sharma}%

% Contributor: Hrishi Dixit
% Transliterator: Hrishi Dixit
% Date: Feb 05 2003

\printtitle
#indian

sochataa kyaa hai sudarshan ke chalaanevaale    \-2
uThake ab biga.Dii banaa biga.Dii banaanevaale  \-2
sochataa kyaa \threedots

<spoken> ye kaun ga rahaa hai is vaqt?

sar pe jab TuuT pa.De \threedots
sar pe jab TuuT pa.De ranj\-o\-musiibat ke pahaaD
laaj rakh de ai govardhan ke uThaanevaale       \-2
sochataa kyaa hai sudarshan ke chalaanevaale
sochataa kyaa \threedots

<spoken> aaj bhagavaan ko fursat nahii.n(?), taaj shaagird kahane aaye
hai.n

desh kaa naash ho phir raas rachaanaa kaisaa, raas rachaanaa kaisaa \-2
ab to talavaar pakaD ba.nsii bajaanevaale       \-2

sochataa kyaa hai sudarshan ke chalaanevaale
uThake ab biga.Dii banaa biga.Dii banaanevaale 
sochataa kyaa hai\threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
