% ISB File: NetajiSubhashchandraBose_1966.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{janmabhuumi maa.N ... mai.n yahaa.N tuu wahaa.N}%
\film{Netaji Subhash Chandra Bose}%
\year{1966}%
\starring{}%
\singer{Hemant, Sabita Chaudhari}%
\music{Salil Choudhary}%
\lyrics{Pradeep}%

% Contributor: Hrishi Dixit (hrishi@excite.com)
% Transliterator: K Vijay Kumar
% Credits: Hemantada, a genius in his niche #17 

\printtitle
#indian

janmabhuumi maa.N
mai.n yahaa.N tuu wahaa.N
tujhase duur jaa rahaa mai.n jaane kahaa.N
janmabhuumi maa.N  \threedots

ye jo apane biich hai duurii
ye hai maa.N kismat kii majabuurii
tuu to hai jananii, merii aatmaa
janmabhuumi maa.N         ## background a~~aa~~~ by Sabita Chowdhary ##
mai.n yahaa.N tuu vahaa.N    \threedots

tujhase shaayad ab naa mil paa_uu.N
ronaa mat maa.N jo na ghar aa_uu.N
hai abhii baakii meraa imtehaan
janmabhuumi maa.N         ## background a~~aa~~~ by Sabita Chowdhary ##
mai.n yahaa.N tuu vahaa.N    \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
