% ISB File: Nishan_1949.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{parades na ja_iyo mausam salonaa hai barasaat kaa}%
\film{Nishan}%
\year{1949}%
\starring{P Bhanumati, Rajjan, Nagendra Rao, J S Kashyap, B K Kalla}%
\singer{Zohra Bai,T A Moti, Chorus}%
\music{P K Kalla}%
\lyrics{Pt Indra}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12045 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

zo \:	parades na ja_iyo \-2
	mausam salonaa hai barasaat kaa
	mausam barasaat kaa
	parades na ja_iyo jii
mo \:	naa kaul dila_iyo
	( naa kaul dila_iyo
	sajanii shaadii kii pahalii raat kaa
	mausam barasaat kaa ) \-2
zo \:	parades na ja_iyo jii

	rimajhim\-rimajhim pa.De.n phuhaare.n
	bhiige kesar\-cholii
	haa.N bhiige kesar\-cholii
	rimajhim\-rimajhim gire.n phuhaare.n
	bhiige kesar\-cholii
	abake saawan sa.ng raho to \-2
	saawan merii ho lii
mo \:	( Dar laage mohe
	chorii\-chorii kii mulaaqaat kaa ) \-2
	mausam barasaat kaa
zo \:	parades na ja_iyo jii

mo \:	laakh rahuu.N mai.n duur des
	naa bhuuluu.N yaad tumhaarii \-2
	laakh rahuu.N mai.n duur des
	naa bhuuluu.N yaad tumhaarii
	dillii jaa kar tumhe.n bulaa_uu.N \-2
	maano baat hamaarii
zo \:	mai.n sa.ng chaluu.Ngii
	( mai.n sa.ng chaluu.Ngii
	kaunho.n bharosaa terii baat kaa
	mausam barasaat kaa ) \-2
	parades na ja_iyo jii

ko \:	baalam tuu to ras ke lobhii
	sone par lalachaaye
	ho sone par lalachaaye
	baalam tuu to ras ke lobhii
	sone par lalachaaye
	ruup\-ra.ng kii raat hamaarii \-2
	yuu.N hii biitii jaaye
	sab taanaa de.nge \-2
	dekho jii sai.nyaa.N apane haath kaa
	mausam barasaat kaa
	parades na ja_iyo jii

	parades na ja_iyo
	( parades na ja_iyo
	mausam salonaa hai barasaat kaa
	mausam barasaat kaa ) \-2
	parades na ja_iyo jii

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
