% ISB File: OmJaiJagadish_2002.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{chorii chorii dekhaa tumhe.n ... aapako to Kabar nahii.n}%
\film{Om Jai Jagadish}%
\year{2002}%
\starring{Anil Kapoor, Abhishek Bachchan, Fardin Khan, Vahida Rahman, Mahima Chaudhary, Urmila Matondkar, Tara Sharma}%
\singer{Sonu Nigam, Alka Yagnik}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

chorii chorii dekhaa tumhe.n
chorii chorii chaahaa tumhe.n
chorii chorii maa.ngaa tumhe.n
chorii chorii puujaa tumhe.n
aapako to khabar nahii.n isakii
aapako maine kitanaa pyaar kiyaa haa.N
aapako kis tarah mai.n bataa_uu.N
kab kahaa.N aur kaise dil diyaa haa.N
aapako to khabar \threedots

maine kahaa kyaa tumane sunaa
dilabar tumhe.n hii maine chunaa
kahanaa tumhaaraa achchhaa lagaa
sapanaa mujhe ab sachchaa lagaa haa.N
aapako haal\-e\-dil kyaa sunaa_uu.N
aapane chain meraa le liyaa haa.N
aapako to khabar \threedots

dekho na mujhako ab duur se
ye maa.Ng bhar do si.nduur se
kahataa hai meraa diivaanaapan
hoke rahegaa apanaa milan haa.N
aapase jaan\-e\-man kyaa chhupaa_uu.N
aapako maine maanaa hai piyaa haa.N
aapako to khabar \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chuu.Dii sajii hai ... ##happy days are here again##}%
\film{Om Jai Jagadish}%
\year{2002}%
\starring{Anil Kapoor, Abhishek Bachchan, Fardin Khan, Vahida Rahman, Mahima Chaudhary, Urmila Matondkar, Tara Sharma}%
\singer{Udit Narayan, Alka Yagnik, Sonu Nigam, Chorus}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

chuu.Dii sajii hai haatho.n me.n phir se bajii shahanaa_ii hai
meha.ndii rachii hai pairo.n me.n dekho khushii ghar aa_ii hai

##happy happy happy happy happy days are here again##
kabhii naa kabhii haa.N karate karate merii jaa.n
dekho naa apanii to ho ga_ii shaadii
mahabuubaa mahabuubaa kal tak terii thii mahabuubaa
ban ga_ii dekho aaj merii bhaabhii
ko_ii na ko_ii to mil jaa_e kahii.n
rab sabakii banaataa hai jo.Diyaa.N
kahii.n na kahii.n yaaro.n kabhii naa kabhii
miT jaa_e.N dilo.n kii duuriyaa.N
aa_ii dekho aa_ii mere ghar kii laxmii
ghar ko swarg banaane
mere sapano.n kaa merii khushiyo.n kaa
jhilamila sa.nsaar basaane
##happy happy## \threedots

ye du_aa ye du_aa ye hai maa.N kii du_aa
na kabhii ab saath ye chhuuTe
naa lage naa lage is ghar ko nazar
ham se naa ab kabhii rab ruuThe
hamako kasam hai hamako kasam
terii mamataa pe sab kuchh vaar de.n
dekhake hamako ye duniyaa jale
ik duuje ko itanaa pyaar de.n
ko_ii kuchh bole ab ko_ii kuchh bole
ham maane.nge teraa kahanaa
vaadaa kiyaa ye vaadaa kiyaa
hame.n saath saath hai rahanaa
##happy happy## \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ek din yuu.N hu_aa ... yahii hai hamaarii ##love story##}%
\film{Om Jai Jagadish}%
\year{2002}%
\starring{Anil Kapoor, Abhishek Bachchan, Fardin Khan, Vahida Rahman, Mahima Chaudhary, Urmila Matondkar, Tara Sharma}%
\singer{Shaan, Abhijit, Kavita Subramaniam}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

ek din yuu.N hu_aa vo nazar aa ga_ii
dha.Dakano.n pe mere is kadar chhaa ga_ii
der tak mujhe dekhatii rah ga_ii
maine kuchh naa kahaa vo to sab kah ga_ii
mai.n uThaa chal pa.Daa tho.Daa aage ba.Dhaa
mu.D ke dekhaa to vo saamane thii kha.Dii
mai.n ha.Nsaa vo ha.Nsii mai.n chalaa vo chalii
tez saa.Nse.n hu_ii.n tham ga_ii vo gha.Dii
o ye phir ba.ndhii apane pyaar kii Dorii
yahii hai hamaarii ##love story##
yahii hai hamaarii ##life story##
yahii hai \threedots

ek din yuu.N hu_aa jab hu_aa tab hu_aa
sochane do zaraa kyaa hu_aa kab hu_aa
mai.n kisii mo.D pe usase Takaraa gayaa
vo mujhe bhaa ga_ii mai.n use bhaa gayaa
dard dil me.n jage dono.n milane lage
naa rahii.n duuriyaa.N dono.n ke daramiyaa.N
baat aage ba.Dhii ho ga_ii dostii
ishq me.n pa.D ga_e ho ga_ii aashiqii
o ye phir ba.ndhii apane pyaar kii Dorii
yahii hai hamaarii ##love story##
yahii hai hamaarii ##life story##
yahii hai \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{ham tere aasare ... om jay jagadiish hare}%
\film{Om Jai Jagadish}%
\year{2002}%
\starring{Anil Kapoor, Abhishek Bachchan, Fardin Khan, Vahida Rahman, Mahima Chaudhary, Urmila Matondkar, Tara Sharma}%
\singer{Hariharan, Abhijit, KayKay, Alka Yagnik, Chorus}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

%Part 1:

apanii maryaadaa hai paavan ye ghar apanaa
is ghar me.n dekhaa hai hamane kyaa kyaa sapanaa
jaise puujaa kaa ma.ndir se
jaise kiraNo.n kaa ambar se
aisaa apanaa naataa
ham tere aasare o ham tere aasare

om jay jagadiish hare swaamii jay jagadiish hare
bhakt jano.n ke sa.nkaT daas jano.n ke sa.nkaT
pal me.n duur kare
om jay jagadiish hare

sat karmo.n ke path par jaa_e.n man me.n rahe bhalaa_ii
duShkarmo.n kii baat naa soche.n ham naa kare.n buraa_ii
rag rag me.n ho terii bhakti
de de hamako itanii shakti
daataa sach kahane se dil kabhii naa Dare
ham tere aasare \threedots
om jay jagadiish hare \threedots

samay ko_ii bhii aa_e jaa_e ko_ii bhii mausam ho
saaraa jiivan a.ntarman se prem kabhii naa kam ho
ik duuje kaa bal ban jaa_e.N
vaqt pa.De to praaN luTaa_e.N
sukh duHkh saath hai sahanaa ham rahe.n naa pare
ham tere aasare \threedots
om jay jagadiish hare \threedots

%Part 2:

naino.n me.n vishvaas bharaa hai adharo.n par sachchaa_ii
is dharatii pe kahii.n na hogaa tere jaisaa bhaa_ii
ham terii har baat ko maane.n
tujhako apanaa sab kuchh jaane.n
to.De.n naa ye vaadaa saath milake chale.n
ham tere aasare \threedots
om jay jagadiish hare \threedots

TuuT ga_ii ma.ndir kii muurat ruuTh ga_e bhagavaan
taruvar kaa har tinakaa bikharaa chaman hu_aa viiraan
uja.D gayaa sab raam duhaa_ii
jaane kisane nazar lagaa_ii
choT lagii siine pe ghaav kaise bhare
ham tere aasare \threedots
om jay jagadiish hare \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{pyaar kisii se kab hotaa hai}%
\film{Om Jai Jagadish}%
\year{2002}%
\starring{Anil Kapoor, Abhishek Bachchan, Fardin Khan, Vahida Rahman, Mahima Chaudhary, Urmila Matondkar, Tara Sharma}%
\singer{Udit Narayan, Sonu Nigam, Alka Yagnik, Kavita Subramaniam, Chorus}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

pyaar kisii se kab hotaa hai jab honaa ho tab hotaa hai
pyaar kaa kyaa matalab hotaa hai
pyaar kaa matalab rab rab rab rab rab hotaa hai
pyaar kisii se \threedots

ko_ii mahasuus karake to dekhe ise
khuubasuurat se bhii khuubasuurat hai ye
khushbuu banake ye saa.Nso.n me.n ghul jaataa hai
dil kii bechainiyo.n kii zaruurat hai ye
isakii dha.Dakan anjaanii sii isakaa dard ajab hotaa hai
pyaar kaa kyaa matalab \threedots

naa subah kaa pataa naa khabar shaam kii
isakii chaahat me.n hai bas nashaa hii nashaa
ko_ii maane naa maane magar sach hai ye
sabase hotii hai ik baar aisii khataa
isakii pyaas pataa chalatii hai jab ho.nTho.n pe lab hotaa hai
pyaar kaa kyaa matalab \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{shaadii tujhase karuu.Ngaa}%
\film{Om Jai Jagadish}%
\year{2002}%
\starring{Anil Kapoor, Abhishek Bachchan, Fardin Khan, Vahida Rahman, Mahima Chaudhary, Urmila Matondkar, Tara Sharma}%
\singer{Shaan, Hema Sardesai}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

shaadii tujhase karuu.Ngaa banake rahuu.Ngaa teraa sanam
tuu jo mujhase kahegii mai.n vo karuu.Ngaa terii kasam
dil chaahe dil chaahe aisaa yaar
saarii umar kare mujhase pyaar
baar baar pyaar beshumaar

shaadii o tujhase karuu.Ngii o banake rahuu.Ngii terii sanam
tuu jo o mujhase kahegaa o mai.n vo karuu.Ngii terii kasam
dil chaahe dil chaahe aisaa yaar
saarii umar kare mujhase pyaar
baar baar pyaar beshumaar
shaadii tujhase karuu.Ngaa \threedots

pahalaa pahalaa ishq hai pahalaa pahalaa pyaar hai
bin tere jaan\-e\-vafaa ab jiinaa dushvaar hai
chaahat me.n diladaar ke piichhe piichhe bhaaganaa
mujhako bhii to aa gayaa ab raato.n me.n jaaganaa
jaan\-e\-man jaan\-e\-jaa.n meharabaa.n
shaadii o tujhase \threedots

maratii hai.n mujhape sabhii har ##college## kii la.Dakiyaa.N
meraa rastaa dekhatii.n unake dil kii khi.Dakiyaa.N
dekhuu.N tujhako raat din mai.n bas teraa naam luu.N
kahatii hai.n betaabiyaa.N aa baaho.n me.n thaam luu.N
ye bataa kisali_e duuriyaa.n
shaadii o tujhase \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{vo hai zi.ndaa ... jiinaa kyaa jiivan se haar ke}%
\film{Om Jai Jagadish}%
\year{2002}%
\starring{Anil Kapoor, Abhishek Bachchan, Fardin Khan, Vahida Rahman, Mahima Chaudhary, Urmila Matondkar, Tara Sharma}%
\singer{KayKay, Chorus}%
\music{Annu Malik}%
\lyrics{Sameer}%

% Contributor: V S Rawat

\printtitle
#indian

vo hai zi.ndaa josh me.n jo aa_e
chaa.Nd ko bhii vo zamii.n pe laa_e
vo bha.nvar me.n jo kabhii ghir jaa_e
ek din kaa aadamii ban jaa_e
ye abhii jiitaa nahii.n hai yaaro.n
mai.n abhii haaraa nahii.n huu.N yaaro.n
jiinaa kyaa jiivan se haar ke
jiinaa kyaa \threedots

jo har saa.Ns jii gayaa
marane kaa usako Gam nahii.n
kahatii hai dharaa kahataa hai gagan
kahataa hai ye man jisame.n hai lagan
dil TuuTane.n pe bhii naGame.n gaa_e.n pyaar ke
jiinaa kyaa \threedots

kaalii ghanerii raat me.n chaa.Ndanii khil jaa_egii
tujhe a.ndhero.n me.n kahii.n roshanii mil jaa_egii
rahataa nahii.n saarii umar saathii ye gardish kaa khabar
detii hai ma.nzil kaa pataa kaa.NTo.n bharii mushkil Dagar
hogaa kal kyaa sochanaa jo bhii hai bas aaj hai
kab kahaa.N jaa_e badal vaqt kaa ye mizaaj hai
kyaa hai sukh aur duHkh hai kyaa chaar din kii baat hai
dard me.n aaraam hai aa.Nsuu ha.Nsii ke saath hai
jiinaa kyaa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
