% ISB File: PaheleAap_1944.txt, dated: May 27, 2005

\startsong
\stitle{beKabar jaag zaraa ... kisakii aulaad hai tuu}%
\film{Pahele Aap/ Prestige}%
\year{1944}% 
\starring{Shamim, Wasti, Sham Kumar}%
\singer{Sham/ Rafi Sham}%
\music{Naushad}%
\lyrics{D N Madhok}%

% Contributor: <Urzung Khan>, 21 Aug 2004

\printtitle
#indian

beKabar jaag zaraa, beKabar jaag zaraa
beKabar jaag zaraa, beKabar jaag zaraa

kisakii aulaad hai tuu itanii Kabar hai ke nahii.n
aaj bhii qadamo.n me.n tere ye jhukii jaa_e zamii.n
kyo.nke ye terii hai har zarraa hai isakaa teraa
beKabar jaag zaraa \threedots

bulbule.n aaj bhhii baaGo.n me.n yahii gaatii hai.n
haa_e kayaa shaan thii nawabo.n kii duharaatii hai.n
sun ke jo phuul khilaa jhuum ke ye kahane lagaa
beKabar jaag zaraa \threedots

raajpuuto.n kii shujaa_t kii kahaanii sun le
kaun the tere ba.De merii zubaanii sun le
unakii aulaad se mujh ko hai bas itanaa shikwaa
beKabar jaag zaraa \threedots

ja.ng me.n mirzaa qaklandar ali khan kaa jaanaa
qahar barasaanaa thaa dushaman pe qayaamat Dhaanaa
haa_e vo josh nawaabo.n kii rago.n me.n naa rahaa
beKabar jaag zaraa \threedots

kaun rajpuut kaa jaayaa kabhii madahosh hu_aa
jaag o uu.nche nishaa.n waale tuu behosh hu_aa
u.D ga_ii sone kii chi.Diyaa rahaa Kaalii pinjraa
beKabar jaag zaraa /threedots

phuuT aapas me.n pa.Dii ghar teraa barabaad hu_aa
terii barbaadii pe dushaman teraa abaad hu_aa
hosh kar ab to gale bhaa_ii ke bhaa_ii lag jaa
beKabar jaag zaraa \threedots

mujhe din raat lagii tere jagaane kii hai dhun
maadar\-e\-hind ke laaDo.n pale kuchh merii bhii sun
tez\-rafataar zamaane se qadam uTh ke milaa
beKabar jaag zaraa \threedots

aaj har mulk ke so_e hu_e bedaar hu_e
tifl jo ghuTano.n ke bal chalate the hushyaar hu_e
magar o nii.nd ke matawaale tuu soyaa hi rahaa
beKabar jaag zaraa \threedots

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{chale gaye chale gaye dil me.n aaG lagaane waale}%
\film{Pahele Aap/ Prestige}%
\year{1944}%
\starring{Shamim, Vasti, Jivan, Anwar}%
\singer{Zohra Bai}%
\music{Naushad}%
\lyrics{D N Madhok}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12007 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

chale gaye chale gaye
dil me.n aaG lagaane waale
chale gaye
haay 
chale gaye chale gaye
dil me.n aaG lagaane waale
chale gaye

( tum sa.ng nain milaa ke
haay mai.n haar ga_ii
torii judaa_ii sai.nyaa.N re
haay mujhe maar ga_ii ) \-2
( garaj\-garaj birahan ko Daraate hai.n
baadal kaale\-kaale ) \-2

chale gaye
haay 
chale gaye chale gaye
dil me.n aaG lagaane waale
chale gaye

( morii qasam tohe
aa jaa more baalam
sah naa sake.nge dukh
birahaa ke aur ham ) \-2
( sai.nyaa.N paruu.n mai.n tore pai.nyaa.N balaiyaa.N luu.N
ab aa jaa tuu jaane waale ) \-2

chale gaye
( haay 
chale gaye chale gaye
dil me.n aaG lagaane waale
chale gaye ) \-2

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{jaaduugar baalmaa tore naino.n me.n jiyaa kho gyaa}%
\film{Pahele Aap/ Prestige}%
\year{1944}%
\starring{Shamim, Vasti, Jivan, Anwar}%
\singer{Zohra Bai}%
\music{Naushad}%
\lyrics{D N Madhok}%

% Contributor: <Urzung Khan>, 2002-05-16

\printtitle
#indian

jaaduugar baalmaa tore naino.n me.n jiyaa kho gyaa
jaa be-imaan teraa ho gyaa

ambuuvaa pe koyaliyaa bole kuu kuu
chup na kare
birhaa ke bol bole gha.Dii gha.Dii
dard bhare
mai.n ye kahuu.n baa.nvarii
dhiire dhiire bol jiyaa so gyaa
jaa be-imaan teraa ho gyaa
jaaduugar baalmaa tore\-

nain milaa ke aa ke man me.n hamaare
kahii.n jaanaa naa
gaaliyaa.n degaa dukhii ho ke man meraa
kalapaanaa naa
sun sun saa.nvare
lakh sa.nbhaalaa jiyaa kho gyaa
jaa be-imaan teraa ho gyaa
jaaduugar baalmaa tore\-

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

\startsong
\stitle{more sayyaa.N jii ne bhejii chunarii}%
\film{Pahele Aap/ Prestige}%
\year{1944}%
\starring{Shamim, Vasti, Jivan, Anwar}%
\singer{Zohra Bai, Male Voice, Chorus}%
\music{Naushad}%
\lyrics{D N Madhok}%

% Contributor: BOL ANAMOL #12008 [V S Rawat]
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

\printtitle
#indian

more saiyaa.N jii ne bhejii chunarii
ra.nguu.N mai.n ise pyaar ke ra.ng Daar

saiyaa.N jii ne bhejii chunarii
ra.nguu.N mai.n ise pyaar ke ra.ng Daar

sun\-sun rii chunariyaa malamal kii \-2
tose kahuu.N mai.n balam jii kii baat kal kii \-2
chorii\-chorii chhe.D gaye man ke wo taar \-2

ra.nguu.n me.n ise pyaar ke ra.ng Daar
saiyaa.N jii ne
more saiyaa.N jii ne bhejii chunarii
ra.nguu.N mai.n ise pyaar ke ra.ng Daar

ko \:	(ab aa_ii ab aa_ii basant rut aa_ii
	yaad aaye yaad aaye haay wo harajaa_ii ) \-2

zo \:	koyal bole kuu\-kuu me.n more jiyaa kii pukaar \-2

ra.nguu.n me.n ise pyaar ke ra.ng Daar
saiyaa.N jii ne
more saiyaa.N jii ne bhejii chunarii
ra.nguu.N mai.n ise pyaar ke ra.ng Daar

daGaa de ke chale na jaanaa auro.n ke sa.ng \-2
teraa uu.Nchaa u.De re more sai.nyaa pata.ng \-2
mar jaa_u.Ngii denaa naa mohe birahaa kii maar \-2

ra.nguu.n me.n ise pyaar ke ra.ng Daar
saiyaa.N jii ne
more saiyaa.N jii ne bhejii chunarii
ra.nguu.N mai.n ise pyaar ke ra.ng Daar

##male## \:	( jiyaa bole jiyaa bole sajan ghar jaanaa
zo \:	more nainaa more nainaa kahe sajan aa naa ) \-2
##male## \:	jiyaa lage kahii.n naa ab do din hamaar \-2

zo \:	ra.nguu.N me.n ise pyaar ke ra.ng Daar
saiyaa.N jii ne
more saiyaa.N jii ne bhejii chunarii
ra.nguu.N mai.n ise pyaar ke ra.ng Daar

#endindian
\endsong

% _End_of_Lyrics

% _End_of_File
